Loss hona zaruri hy.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Loss hona zaruri hy.

    Dear loss tu his a hai na is trade ka yh hu hi ni skta k loss na hu or sirf profit huta rhy loss bhi huta hai is mai or profit bhi huta hai is mai hammy focus se kaam lena chiye takky kmiyaab hu sky yh best hai sb k liye bas loss hu jy tu apna kaam chor na den balky karty rahy har waqt kaam
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Loss hona zaruri hy.

      forex trading main har person ko loss hota hian har person loss kar skta hain or kamyabi b pah skta hain forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
      • #33 Collapse

        Re: Loss hona zaruri hy.

        market ek aisi chij hai jis mein matlab last 10 ke taur per matlab kya hota hai aur last invitable hai isliye aap last Lene se angrej na Karen agar aapko 1 se 2 person las ho jaaye to aap Lele kabhi bhi last ko bada na hone de las Lene se aapka account ban jata hai aur jo log mass last Nahin lete to vah aksar jyada nuksan Hota jata hai aap munafa Lene mein delete Karen anchor munafa liya aur shirt da mapla slain to yahi business strategy hai jo apna tha wahi prapt karta hai
        • #34 Collapse

          Re: Loss hona zaruri hy.

          Gee aap Sabko Pata Hona chahie Jo pak Forex forum per Hamari post delete bhi hoti hain aur post ke delete hone Ki wajah Main aapko Bata deta hun sabse Pahli Baat To yah hai ki agar thread ki quality acchi Na Ho To moderator thread ko delete kar deta hai aur us thread per jitne bhi post hoti hain woh delete Ho Jaati Hai Aur dusri wajah yah hai ki agar post ki quality thik Na Ho Ya thread ke accordingly jawab Na Diya gaya ho Tu low quality ki post delete Ho Jaati Hai Aur Teesri wajah yah hai agar aapki post Roman Urdu mein likhi Gai Ho lekin samajh na a rahi ho aapke spelling mistakes ki waja se wo post delete Ho Jaati Hai isliye post ko clear Karen Taki Sab parh sake proper Roman Urdu mein likhen mistakes na Karen aur Achcha knowledge share karen to aapki post delete Nahin Hogi balki aapko us post per Achcha bonus milega aur ap pak forex forum k rules ko follow kar k he post kiya karyn aisa koi bhi traders na hay jisko is makret k start main ya usko raskaty main lose ka hona mumkin na huwa ho aur agar ham is makreet main kaam akrtay huway isay smajhtay huwya isk rules ko follow kartay huway is main kaam akrtay hain to hamko is makret main kaam say kam lose ka samna ho skata hay aur sath sath ham is market main aik propper tareekay say kaam karnay say ham professional traders bhi ban skatay hain is liye better yahi hay k ham makreet main kaam kartay huway kabhi bhi over trading say kaam na karain aur agar ham aisa kartay hain to hamaray liye is markeet ko smajhna bhi asaan hai is main hamko kam say kam lose ka bhi samna hoga aur hamko is main earning bhi achi mil sakty hay..........S
          • #35 Collapse

            Re: Loss hona zaruri hy.

            Assalam o Alaikum dear members jaisa ky aap jante ky trading mein knowledge or experience ki zarurat hy or ye dono elements us waqt improve hote agar loss milta hy kyo ky loss trader ko mistakes show karta hy taky trader apne mind ki strength ko mazeed strong karke success hasil kare or jo mistakes hoi hain unko dobara repeat na kare. Isliye trader ko kabhi bhi loss sy ghabrana nahi chahiye kyo ky loss globally har business ka part hy lakin trader ko apne andar trading skills or tactics build karni chahiye taky confidence stable rahy or profit earning ka ratio increase ho. Members apni rai zarur dain ky loss hona kitna important hy?


            • #36 Collapse

              Re: Loss hona zaruri hy.

              Forex Trading bohut hi ziada taghayur pazir buisiness hai aur is me bohut sare awamel asar andaz hote hn. Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye.Forex Trading me news k time pe kabhi b trade na lagayen. Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai.


              • #37 Collapse

                Re: Loss hona zaruri hy.

                Koi bhi insan us waqat tak kamyab buisness man ni ban sakta jub tak woh loss ka samna ni karta. Nakami kamyab ki pehli seerhi hoti Hai. Jub aap loss ko face krtay hain to koshish karain k maslay ka Hal nikal in or wajah dhoondain k kis wajah sy nuqsan Hoya Hai aur us ko aagay chal k eliminate karnain ki koshish karain tb hi aap kamyab hungay.
                • #38 Collapse

                  Re: Loss hona zaruri hy.

                  Gee app theek keh rahy hain hum apni loss ko dekh kar he seekh skty hai lekin agar hum yeh mistakes deno par ksrein to wahan real par loss sy bach skty hain aor seekh bhi jaeingy. Loss st demo par learn karein real mai appka bonus ya investment zaya hoga
                  • #39 Collapse

                    Re: Loss hona zaruri hy.

                    Forex mein agar Ham Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen Apne loss se learning Hasil karna bahut jyada jaruri hai Ham Apne loss a learning Hasil karne ke liye Forex per Jyada Se Jyada practice Karen aur apni mistakes ko recover karne ki koshish Karen Jitna Jyada Apne losco recover karne ke liye loss ki vajah to find Karenge aap Kamyab Ho Jaenge had radico Forex Mein profit ke sath loss ka bhi Samna karna padta hai agar Ham Apneloss ko control karna chahte hain To Apne lover se learning Hasil karna bahut jyada jaruri hai
                    • #40 Collapse

                      Re: Loss hona zaruri hy.

                      Gee dear Trading bohut hi ziada taghayur pazir buisiness hai aur is me bohut sare awamel asar andaz hote hn. Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye.Forex Trading me news k time pe kabhi b trade na lagayen. Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai aisa koi bhi traders na hay jisko is makret k start main ya usko raskaty main lose ka hona mumkin na huwa ho aur agar ham is makreet main kaam akrtay huway isay smajhtay huwya isk rules ko follow kartay huway is main kaam akrtay hain to hamko is makret main kaam say kam lose ka samna ho skata hay aur sath sath ham is market main aik propper tareekay say kaam karnay say ham professional traders bhi ban skatay hain is liye better yahi hay k ham makreet main kaam kartay huway kabhi bhi over trading say kaam na karain aur agar ham aisa kartay hain to hamaray liye is markeet ko smajhna bhi asaan hai is main hamko kam say kam lose ka bhi samna hoga aur hamko is main earning bhi achi mil sakty hay..............A
                      ​"Try try again until you succeed"
                      • #41 Collapse

                        Re: Loss hona zaruri hy.

                        loss hona zarori nahi hai hum jab demo account open karty hai tu humy uspy practice daily karni chaheye taky hum market samaj saky jab hum market samaj jaty hai tab loss k chances kam ho jaty hai or profte hota hai. demo thanks
                        • #42 Collapse

                          Re: Loss hona zaruri hy.

                          Bilkul thek kha apne k loss hona b zrori haa kyu k issy hm profit kamana sekh skty. Is baat ka mtlb ye ha k jb tk hm ksii kaam me nakami hasil nhii krlety tb tk hm munafy ki behtareen jgah tk nhi pohnch skty. Wese b nafah aur nuksan dono business ka hissa ha isliye loss se karoobari bnda sekhta ha k ab mene falah gltii nhii krni aur aese wo apni glti ko sudharta ha aur kamiyabi ki trf aata ha. Shukria
                          • #43 Collapse

                            Re: Loss hona zaruri hy.

                            Bilkul bhai logon hona bahut zarori hai yah ek trading ka hissa hota hai agar hamen loss nahin hoga to Ham kabhi bhi kuchh Bhi nahin Sikh sakenge agar hamen lost hoga to Ham achay tarike se aur acchi trading karenge kyunki agli dafa hamen loss se bachana hoga loss aur problem trading ka hissa hote Hain Koi Bhi business hai usmein loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai hamen kabhi bhi ine donon ko serious nahin Lena chahie agar lock ho jaaye to hamen himmat ke sath dobara koshish karna chahie aur acchi behtarin koshish karni chahie tha ki hamen dwara badnam song Na Ho aur ham garib log Na ja sake shukriya
                            • #44 Collapse

                              Re: Loss hona zaruri hy.

                              Ye Mere Pyare dost aapki baat bilkul theek hai ki Forex trading Mal Oscar Hona Hamare liye bahut jyada mufeed hai aur lost Hona jaruri hai Jab Tak Main lost Nahin Honge Ham kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte hain aur Hamara experience or knowledge level kabhi knowledge or experience per level encourage Nahin ho sakta isiliye main mehnat karna chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Loss hona zaruri hy.

                                simple ce waja h jab ap tradr karty ho or thek cy market ki moment ko check ni kar paty to profit be ni hota profit tab milta h jab market ki moment ko thek cy check kar k trade ki jay trading k liay har pehlo ko dakhna prta h ap jb loss me ja rahy hun to trade ko roky mat thora check kar ly market change hoti rehti h

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X