Loss hona zaruri hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hona zaruri hy.
    Assalam o Alaikum dear members jaisa ky aap jante ky trading mein knowledge or experience ki zarurat hy or ye dono elements us waqt improve hote agar loss milta hy kyo ky loss trader ko mistakes show karta hy taky trader apne mind ki strength ko mazeed strong karke success hasil kare or jo mistakes hoi hain unko dobara repeat na kare. Isliye trader ko kabhi bhi loss sy ghabrana nahi chahiye kyo ky loss globally har business ka part hy lakin trader ko apne andar trading skills or tactics build karni chahiye taky confidence stable rahy or profit earning ka ratio increase ho. Members apni rai zarur dain ky loss hona kitna important hy?
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hona zaruri hy.

    Forex Trading bohut hi ziada taghayur pazir buisiness hai aur is me bohut sare awamel asar andaz hote hn. Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye.Forex Trading me news k time pe kabhi b trade na lagayen. Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai.
    • #3 Collapse

      Re: Loss hona zaruri hy.

      Forex trading Ek Aisa business hai jis mein Hamen Apne kam Mein loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai because loss or profit donon Hui Forex trading ka ek important hissa hai isliye Agar Hamen Kabhi Bhi Apne kam Mein loss Ho Jaaye To Hamen Apne kam mein bilkul bhi e Himmat Nahin harni chahie Hamen Apne kam Mein Se Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Agar Ham Himmat Har Jaenge Apne is business Mein To Ham Kabhi Bhi Apne is business Mein long time ke liye Kam Nahin kar sakte Hamen Apne kam mein jyada Se Jyada hardworking Karni chahie Jab Ham Apne kam mein jyada Se Jyada hardworking Karenge To Ham Apne is loss ko Prophet Mein change kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss hona zaruri hy.

        jub humain loss hota hai to hum mistakaes ko talash kurtay hain or in say hum learn kurnay ki koshish kurtay hain or achay say apna kam kurtay hain to humain e main loss ho jay to humaain aachaay saay learn kurna chahiye jitna success humain loss ko learn kurnanay main milti hai utna humain aiasay nhi milti hai to humain es main achay say apna kam kurna chahiye or achay say apnaa kam kurna chahiye jub hum es trah say achay say apna kam kuray gay to humain es trah say apna kam kur kay kamyabi hasil kurni chahiye or humain acha kaam kur kaay achay say kamyab hona chahiye or loss honya pay humaain learning ka kam kurna chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Loss hona zaruri hy.

          Dear forex trading aik online business hai aur ye bahut he risky business hai aur koi aisa trader nahi hoga jis ko is market mein loss na hua ho is liye loss se parehsan nahi hona chahiye bal ky loss se sabaq seekhna chahiye aur jab bhi apko kisi trade se loss ho tu ap loss ki waja maloom karyn aur jis waja se loss hua ho ap wo wo mistake find out karyn aur us ki correction karyn aur yad rakhyn k dobara ap kabhi wo mistakes repeat na karyn aur is tarha ap loss aur mistake se bahut kuch seekh sakty hain aur ap ko kamyabi mil sakti hai
          • #6 Collapse

            Re: Loss hona zaruri hy.

            jee haan loss saaynhamara acvcount safe jho jaatahai aur koi aisa trader nahi hoga jis ko is market mein loss na hua ho is liye loss se parehsan nahi hona chahiye bal ky loss se sabaq seekhna chahiye aur jab bhi apko kisi trade se loss ho tu ap loss ki waja maloom karyn aur jis waja se loss hua ho ap wo wo mistake find out karyn aur us ki correction karyn aur yad rakhyn k dobara ap kabhi wo mistakes repeat na karyn aur is tarha ap loss aur mistake se bahut kuch seekh sakty hain aur ap ko kamyabi mil sakti hai..........................
            • #7 Collapse

              Re: Loss hona zaruri hy.

              agar hum mistake kar dety hain to harma loss han hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum s mai din mai be kam kar sakty hai yai aik amm business jasa nahi hain hm is mai bager balanc eaccount bana kar be kam kar sakty hain hum is mai aagr bager learning ky kam karty han to harma loss hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss hona zaruri hy.

                yes dear mairay experience k mutabik aisa koi bhi traders na hay jisko is makret k start main ya usko raskaty main lose ka hona mumkin na huwa ho aur agar ham is makreet main kaam akrtay huway isay smajhtay huwya isk rules ko follow kartay huway is main kaam akrtay hain to hamko is makret main kaam say kam lose ka samna ho skata hay aur sath sath ham is market main aik propper tareekay say kaam karnay say ham professional traders bhi ban skatay hain is liye better yahi hay k ham makreet main kaam kartay huway kabhi bhi over trading say kaam na karain aur agar ham aisa kartay hain to hamaray liye is markeet ko smajhna bhi asaan hai is main hamko kam say kam lose ka bhi samna hoga aur hamko is main earning bhi achi mil sakty hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hona zaruri hy.

                  dear member apki bat bilkul thek hai loss business ka hisa ha loss hum apni mistake ki wajha se hota ha jab hum galat pair pe trade opne karty hai or loss ho jata ha is se bhi apki strength mazeed strong hoti hai yahi apko dobra mistake nai hone deti jab bhi trade kre confidence se kare apne apko storng kare or market ko analysis kare experience hasil kare knowledge gain kare is se apka takay apka confidence barqrar or stable rahy or achy profit ko gain kare meri to yahi rahy ha mehnat kare market ko learn kare uske bad trading stsrt kare to loss se bacha bhi ja sakta ha or agar loss ho jaye to apke passs loss ko recover krne ka bhi experience hona chiaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hona zaruri hy.

                    hamy ismai loss or profit ka samana karna pary jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hai to hamy loss ho jata hai is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum market mai run kar saky yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hai hum gar bath kar is mai kam karty hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hona zaruri hy.

                      Agr ap ko profit ziyada ho raha ha mtlb yeh ap k luck pr b depend krta ha agr ap ko 20 dollars profit ho Jay to ap lazmi loss krwain is se faida yeh ho ga k ap ka account safe rahe ga ap safely work kr skein ge so ap jb b working krein forex or to soch smjh kr Dian se krein tan k ap k account ko koi khatra na ho wo safe rahe
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hona zaruri hy.

                        Jab aap apni life mein koi bar karte hain aur aap ko work Se related Achcha experience Nahin Hota To aap ko use work Mein loss Hona Jaruri ho jata hai Kyunki aapke pass use related Achcha knowledge Nahin Hota aur na hi aap apne work equality ko best banaa paate Hain isliye aapko Apne work mein jyada acchi kamyabi Hasil Nahin Hoti Jaise ke Forex trading ki market ko join karte hain aur vah Market Mein beginners hote hain aur unke pass market se related Achcha analysis Nahin Hota Hai Tu Is Tarah Se vah market Mein Apne sunvisors ke jariye se hi apni trading start kar dete Hain Jiski vajah Se Na hi vah market ko acchi Tarah se confirm kar paate hain aur Market ko confirm na karne ki vajah Se Hi vah market Mein loss ki taraf Chale Jaate Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss hona zaruri hy.

                          yes dear right kaha forex trading main loss hota rehta hain har person loss kar deta hain har person ko work karna hain tu soach samjh k work karna hoga forex trading k business main regular hard work kare regularly forex trading main agar pratice ki jati hain tu kamyabi b mil jati hain forex trading main achi mehnat he easy kamyabi deti hain forex trading main regular hard work kare loss k chances ko kaaam kiya jah skta hain par full koi b khatam nhe kar skta
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss hona zaruri hy.

                            agar hm mistake kar dety hain to hamra lss han hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma idin mai be kam kar sakty hain hm s mai bager balane accout bana kra e kam mkar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar b ekam kar sakty hain ya aik amm business ajsa nahi hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss hona zaruri hy.

                              Walikum assalam dear!.
                              Dear new traders forex me work krny k liye first priority time knowledge and experience ha
                              Zyada se zyada forex me time spend krny se b experience or knwldge milta ha lkn zyada experience or knwldge TB hi milta ha jb apse mistakes hoti Han
                              Q k galtiyan hamen dikhatin Han or next jb hm apni mistakes se learn kr k inko improve krty Han to automatically experience hojta ha k last ye is mistake se ye loss huwa tha ab us se avoid krna chiye
                              Isliye loss hona b zaruri ha q k JB kisi galti ki wja se loss hota ha to experience milta ha or next wo galti nai hoti
                              Or Jo log repeatedly mistakes krty Han forex mein wo kbhi kmayab ni ho skty

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X