Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

    dear jaruri nahin hai Pakistan form per aap apni post ki limit complete Karen is form per aapko maximum limit Di gai hai agar aapke pass time available hota hai aur aap is form per jyada kam karna chahte hain to aapko yah limit Di jaati hai agar aap Pakistan form per apna ek takat banakar kam karte hain to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai agar aap Pakistan form per apna target banakar kam karte Hain to aap kis mein kafi jyada fayda Mil jata hai Jo member is sorum per kam karne ke liye apna target set karte hain aur apne schedule banakar is form per kam kar rahe hote hain inko kafi jyada fayda hasil ho jata hai Pakistan forex forum per kam karne ke liye humko hard work karna hota hai jo member is form per achcha kam karne ke liye planning kar rahe hote hain unko kafi jyada fayda hasil ho jata hai Pakistan forex forum per achcha kam karne ke liye humko planning karni hoti hai jo member is form per hard work nahin karte ho ismein kabhi bhi successful nahin ho sakte agar aap is form per apni daily ki 50 post complete kar lete hain to aap ko is form per weekly kafi jyada achcha bonus Mil jata hai forum per humko apna ek target banakar kam karna chahie tha ki Ham apni routine ke sath is target ko complete karte rahen aur humko is form per achcha bonus milta hai Jo member is form per apna target complete karte rehte hain aur apni post ki quality per compromise nahin karte in members ko kafi jyada fayda hasil ho jata hai jo member is form per achcha kam karte hain unko kafi acchi information bhi mil jati hai Pakistan forex forum per achcha kam karne ke liye humko planning karni hoti hai jo member is form per hard work karte hain unko kafi jyada fayda ho jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

      Assalam.o.alaikum
      G han ap nay boht acha sawal kia hy har roz ki posting ki limit ko pora karna boht zarori hy agr hum limit ko pora nahin karain gay to hum acha bonus hasil nhn kar sakty hain...
      $#@#i Khan
      • #18 Collapse

        Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

        Gee roz ki posting ki limit ko pora krna bht zaida zrori ha agr hm roz ki posting ku limit ko pora ni krty tu hmara profit b acha ni Ata ha or is liye hmin chye ka daily ka Kam daily krain ta k hmin acha profit mil sky is liye zaida mehnat krna bht zrori ha or tb hm is ma bht acha profit b hasil krskty hn hmin chye ka zaida time mehnat krain or tb hm kamyab hskty h or roz ka Kam roz e krna chy forum pe 50 posts daily ki limit hey aur limit k andr rah kar posts kar saktay hen lekin agar acha bonus hasil karna chahtay hen tu phir 50 posts daily ki limit ko poora karen aur weekly 350 posts ka target zaroor poora karen aur tamam posts achi quality ki forex trading se related karen tu thanks bhi ziyada miltay hen aur phir automatically acha bonus milta hey....
        ​"Try try again until you succeed"
        • #19 Collapse

          Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

          han g agar hum sub forex main kamiyabi hasil karna chaty hain to hum sub ko he daily kam karna cheye or hamen hamesha he pak forex forum main apna daily ka target lamzi pura karna cheye or hum daily he kam kar k kamiyabi hasil kar sakty hain hamen forex main hamesha he apny target ko pura karna cehjye or hum sub he apny target ko pura kar k hamesha he abhot achi quali9ty k sath he hamen kam karna cheye tabhi hum kamiyab ho saken gy or bhot achi earnings bhe gain kar saken gy ....
          • #20 Collapse

            Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

            Ji han member Har Roz posting ki limit ko pura karne ki jarurat isliye Hai Kyunki Agar Ham Apne post ke liye MIT ko complete Karte Hain To Ham Forex ki learning Karke Apna knowledge bhi improve kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

              Dekhein agr hm limit pori krte hein to is mein hamara he faida ha hamein bonus ziyada mile ga Lakin quality ka khaas khiyal rkhna chaiye kion k agr quality achi nai ho gi to ham kabhi b acha bonus gain nai kr payn ge so first of all quality achi krein beshk Kam post kr Lia krein Lakin quality work krein tan k ap ko acha bon9mile or achi earning ho ske
              • #22 Collapse

                Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

                Han forum k rdaiule k mutabiq apko ly k posting or thread target complete karna hota hai agar ap aesa nahi karty tu ye apky bouns ko effect karta hai. Or agar ap daily target complete karty hai tu apko acha bouns milta hai. Humy forex forum mai daily ka target achieved karna chaheye. Q k esy hum seekty b hai or bouns b hasil karty hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

                  Agar aap forex Forum par work karty huey daily limits ko rozana achieve karty hain aur daily 50 posts ko complete kar lety hain to yeh aap ki adat aur hardwork bhut zeada faida de skt ahai kyn ky aap ki quantity bhut matter krti hai. Jis bandy ki posts counting mein bhi zeada hon to usko high bonuses aur top paid members mrim shamil kia ja skta hak.

                  Forex​forum pe 50 posts ka target bhut zeada tab lagta hai jab aap kisi routine ky mutabiq kam krny ky bajaye market mein ek hi waqt mein sari posts complete krny ky bary mein sochty hain. Is trha aapko bhut nuqsan ho skta hai.​Kyn ky spki posts complete nahin ho sktin.​Ek waqt mein maximum oists krna intehai mushkil tareen kam hai.​

                  Posts ko asani se complete karny aur daiky posts target ko achieve krny ky liye aapko chahye ky subha se le kar sham tak jab hhi breaks aur free time mikty rhyn to thori thori kar ky apny target tak pohnchny ki koshish kia karyn. Is trha aao asani se daily routine mein hi 50 posts complete ksr skty hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

                    G nhii! Ye zrori nhi ha k rozana posting ya threading ki limit ko pura kry. Ye ap py ha k ap kitna munafa kamana chahty ha agr munafa zyada kamana ha to zyada posting kro aur agr ap ismy dilchaspi nhi rkhty to apni mrzi ss posting mro ya na kro. Chu k hr aam aadmi ki khawahish hoti haa k axha kamaye to usko chahiye k posting zyada zyada kry lekin forex ny 1 limit di ha k 1 din me 50 se zyada nhi krskty to isliye ap 50 tk to kry posting. Umeed ha ap k sawal ka behtr jawab apko mil gya hoga. Shukria.
                    • #25 Collapse

                      Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

                      Dear group member Pakistan Forex forum ke andar aapane Roj ki 50 post complete Karni Hoti Hai Jiske Badle mein aapko Ek Achcha bonus Milta Hai 50 post karne se aap ek Achcha bonus Hasil kar sakte hain lekin Agar Kisi Din Aap Kisi vajah Se apni post ki limit ko complete nahin kar sakte to yah Koi Jaruri nahin hai aapke pass jab free time ho aap apna kam complete kar sakte hain aur Agar kisi din post nahin kar sakte to iska aapko koi nuksan nahin hai isliye aap bahut Dil Laga kar aur mehnat se kam Karen Kyunki Pakistan Forex forum Ne aapko Ek bahut hi jyada flexible platform Diya Hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

                        Kya Roj ki posting karna na Aur bhi hai kya Roj ki posting Karnal aadami aur jaruri hai ji han Janab Roj ki posting Karnal aadami aur bahut jaruri hai Kyunki Hamen Ek target Diya gaya hai ki ji aapane itne post likhane Hain kam custom 50 rojana To Hamen kam alkem 50 post rojana ki buniyad per likhane Honge Agar Ham Nahin Likhenge post meri post Nahin Likhenge to main bonus nahin diya Jaega Agar Diya Gaya to bahut hi kam Diya Jaega jisse Ham trade nahin kar sakte a
                        • #27 Collapse

                          Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

                          Brother agar aapke pass agar well enough spare time hai to aapko chahie k aap apni daily 50 posts ki limit Puri Karen but agar aapke pass enough time nahin hota to aap maximum jitni post kar sakte hain utni kar liya Karen jis se aapko achcha bonus mile. aapko ek baat batata chalu ke kabhi bhi aapko aapki post ki kaun si aur length per bonus nahin diya jata yah aapki post ki quality aur content Ko dekha jata hai aur hamesha bonus usi per aapko Diya jata hai. Isliye hai aap koshish Kiya Karen ki aap Jo bhi post Karen woh acchi quality ki Ho.. .
                          • #28 Collapse

                            Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

                            AOA forex members..umeed ha ap sb thek ho gye. G han jb hum apna Kam pura kre gye apne business ko time de gye tb hi profit ho ga wo b acha hamhy 50 sy 52 post hr Roz krni ha
                            • #29 Collapse

                              Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

                              Din Mai kitine post karni chahye jis se hummer bht ziyada faida matlb k achy dollers mile aur ziyada se ziyada earning ho dusra bonus ka pata kese chalega k Mila hy k nahi matlb bonus alag hota hy post wagera se ?
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kia hr roz ki posting ki limit poori krna zaruri h

                                Pak forum a Kaisa platform hai Jis per aap Kisi bhi Jagah Kisi bhi time post kar sakte hain ismein na to Koi time ki limitation hai aur na hi Kisi jagah ki requirement hai. Aur daily ki limit Puri karna Jaruri Nahin Hai Lekin agar aap Chahte Hain ki aap ka bonus Achcha Aaye To aapko chahie ki aap Daily ki limit Puri Karen. Agar aap limit Puri nahin kar sakte to koshish karen ki Jyada Se Jyada post Karen.

                                اب آن لائن

                                avatar Azaad
                                avatar Sadd5
                                Working...
                                X