fear is dangerous in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes there are som thing which can realy effect our trade and fear is one of them because when we get confused that we can not open a trade or close a trade properly so always try to control yourself
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Emotions kisi bhi tarah key kiyoun na houn wo harmful he hotey hain wo greed ho ya pir fear ho in mien sey koi bhi hamien face karna parey to loss ki sorat mien result aata hai isliye kabhi bhi emotions mien nahi aana chahye or is sey bachney ka tarika money management ko follow karna hai.
      • #18 Collapse

        fear is dangerous in forex trading because if we will be scared and will do an opposite thing so that may be dangerous in it because what if the opposite thing we had done would may have gone in a big loss and we could never pay it so then in this way it is dangerous to trade in fear yes and everyone become in fear when they think that what if their trade wil g in loss.
        • #19 Collapse

          Jnab sirf forex trading mai hi nhi blkay duniya mai jitnay b businesses hai un sb mai profit or loss dono hi hotay hai or risk level b hota hai lakin forex trading 1 esa business hai jismay profit or loss dono hota hai lakin agr trader achay money management ko strategies ko use krtay huway trading kray to yakeenan trader profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai or loss say btcha ja skta hai.
          https://t.me/pump_upp
          • #20 Collapse

            gee han forex mein trade krna hota he aur es mein fear ki bat nhe hone chahe apne business mein sahih mind ke sath work hu ga tu phr es say fadia hasil hu ga trading mein dil say work krein fiada bht he
            • #21 Collapse

              it is right that the more the fear of trading the more the riks we face so work in confidence and not be worried about the situations and if you have a good trading plane and strategy then you must get some good return of earning and learning both.
              • #22 Collapse

                G forex trading aik business hy aur forex trading business mein profit bhi hy aur loss bhi hy agr profit earn kar sakty han tu loss bhi ho sakta hy is liye forex trading mein darna nhi cahaiye aur khud par yaaqeen hona cahaiye aur ye is tarha ho ga jab hum forex trading ki learning hasil karen gay
                • #23 Collapse

                  My dear friend me ap ki bat say agree karta ho but fear k beghair trading karni chaye Q k fear humhay bus loss ka he batata h but humhay apnay ap k cofidence hona chaye jis say hum fearless trading karay...
                  • #24 Collapse

                    Jab tak aap loss sey dartey rahain gey, aap ko loss hota rahay ga. Jin traders ko loss ka fear ho woh demo account main ziada sey ziada practice krain takeh un ka confidence bahal ho jayey aur woh baghair kisi khof kye trading kr sakain. Demo account main kam karney sey aap ko trading ko ziada sey ziada jan jatey hain aur confidence key sath trading kr saktey hain.
                    • #25 Collapse

                      Asslam-o-Alakum my dear friend main ap ki bat se agree hoon k Forex trading main self confidence hona zroori hay is k bgair hum Forex trading se huge profit earn ni ker sektay fear Forex trading k lie dangerous hay Forex main trade kerte howe ager hum fearn keratay rhain to humain Forex main loss he ho ga.
                      • #26 Collapse

                        forex trading mien bhai jana fear waqayi bohat ziyada dangerous hia aur apk chahiye ke ap is mein kabhi bhi panic nahi hon ye bohat behtreen business hia bs baat hai isko theek se seekhne ki.
                        • #27 Collapse

                          Dar k to koi kaam nahi karna chahiye warna ap aese hmesha haar jao gy. Har kaam pury confidence se kia jae to insaan us me zroorr kamiyaab ho jata hy. issi lie darna nahi chahiye.. issi trah forex trading me bhi dar kar kaam nahi karna chahiye blky soch smjh kar karna chahiye.
                          • #28 Collapse

                            yes dear ap ki baat sahi agar ap fear k sath earning krna chahte to ap loss kr sakte ho q k jb ap fear k sath trading krte ho to ap se mistake ho sakti hai jis ki waja se loss ho jata hai is liye fear k sath nahi analysis k sath trading krein
                            • #29 Collapse

                              Jii forex trading business mein confidence ka hona buht zaroori hy aur forex trading business mein darna nhi cahaiye k loss ho ga forex trading mein confidence se kaam karna cahaiye aur forex trading mein confidence tab hi ho ga jab hum forex trading ki learning hasil karain gay tab hi hum forex trading mein confidence se trading kar saktay han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                G forex trading business mein darna aur khuf dangerous tu hy aur khud par confidence tab hi ho ga jab ap forex trading ki learning knewledge experience hasil karain gay knewledge aur experience hasil kar k forex trading business mein koi dar khuf nhi rehta aur ap forex trading business ko confidence se kar k profit earn Kar saktay han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X