fear is dangerous in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fear is dangerous in forex
    my dear hume khud per yaqeen huna chahiye tab hi hum kamyab trader ban sakte hainn kiun k fear bht dangerous hai forex me.
    :o love FOREX without any condition :o
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business fear to fera hoota hay forex main loss ka hoo ya kisse or cheeez ka.
    • #3 Collapse

      dear forex mai ap ko chahiye k daikh sun aur smjh k kam karo... jab ap apnii life ko enjoy karte ho tu ap ko faida hota hy lehza ap smjho aur seekh k kam karo forex boht he behtreen work hy jo ap ko boht kch hasil karne k liye muqa de sktahy,,,
      • #4 Collapse

        forex trading mai ham ko fear par qabu pana hota hai kyu k forex mai fear bohat he dangerous hota hai. agar ham dar dar k trading karen to ham theek tarha sy trading nahi kar paen gy. is liye ham ko fear par control karna chaheye aur mehnat sy forex trading karni chaheye.
        • #5 Collapse

          g brother ap bilkul thek keh rahe ho fear bot dangerous h forex ma agr apma fear h to ap kabhi b trading ni kar sako ga har time tention ma raho ga k kidr loss na hojae
          • #6 Collapse

            aapnay teak kaha hay may tu yah hi samjta hoon kay agar apa forex trading kartay hoia agar aap kay dil may dar hoga tu prh aap tariki nahi kar saktya.
            • #7 Collapse

              aisa zaruri nhi ha k jo trader fear krta ha usey loss hi hoga balky fear to hr trader k zehan mein hota ha k usey loss na ho jaye chahy wo kitna b successful kyu na ho. mgr is fear py control zaruur kiya ja skta ha.
              • #8 Collapse

                jee han fear Forex main waqie dangerous hay ager humain apne ap per yaqeen ho ga to he hum Forex trading main kamyab ho sektay hain kuin k ager humain fear ho ga to hum trade kase open krain gay.
                • #9 Collapse

                  yes my dear you are right fear is dangerous in forex hame jitna ho sake confident k saath trading karni chahiye tab hi hum kamyab trader ban sakte hain forex me kamyabi tab hi milti hai jab hum mehnat k saath confident bhi hun.
                  • #10 Collapse

                    g han khud pr trust hona chahiye every trader ko and apne knowledge and skills pr bhi k aap apne knowledge and skills ko utilize kar k is business ko sahi trha say kar sakty hain and is business say earnings bhi kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      fear jab hi hota hai jab hamare paas proper knowledge naa ho to phir ham darte hi rehte hain is liye ham ko pehle learning ki zaroorat hai
                      • #12 Collapse

                        Yes brother bilkul jab tak hum confidence k saat nai trade kare gay tab tak hum successful nai ho sakte hai , kiw jo insan hamesha dar k kam kerta hai wo confidence kho dete hai jis ki waja se wo galtia kerta hai , yeh business had se zaida risky hai is mein aik galti sari investment ziaya ker sakti hai.
                        • #13 Collapse

                          forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai experience aur knowledage ko gain kerahe kuin ke forex trading mai dar ko khatam kerna bhot zarori hota hai.
                          • #14 Collapse

                            ji han fear ki waja se ham ko kafi nuqsan uthana par sakta hai forex me agar aap fear na khayen is business me to kafi earning kar sakte hain or account bhi theek se grow karta rehta hai aap ka is lye bohat carefully aap ko kaam karna chahiye forex me .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Fear us surat mein dangerous hoga jub aap ke paas equity kum ho aur aap ki open trade loss mein ho, is liye hamein big equity se start lena chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X