Forex k liye bank se qarza lena
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    meray dost agr aap ne forex trading ko achhi tra seekh liaa ha ore aap ki trading bi behter ha phir to aap ye step le sektay han lakin ager aap is business me new han to phir kabi bi ye step na lain kiun k ye aik risky business ha jis me aap jeldi hi loss ker lain gay is liay aap pehlay seekhain phir aesa koi step lain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear forex par capital invest karna lazmi hai lekin mera mashwara ye hai k ap bank loan le kar forex trading start mat kare q k jab ap loan le kar trading start karty hai to ap ko 1 mentally tension hoti hai k ap ne bank loan bhi dena hai, kahi mai is loan ko loss na kar do forex me etc. In tensions ki waja se ap loss hasil kare gay or ap ko bank loan ki installment dena bhi mushkil ho jaye gi is liye ap tab tak invest kare jab ap k pass apni payment ho ta k agar ap ko loss bhi ho jaye to ap ko kisi kisam ki tension nhi hoti.
      • #18 Collapse

        ham ko is main join karnay k liye bank say qarza b lay saktaya hain iss liye is msai nhar kisi ka faida hai is sliye m jay b is smain faida howa hai iss liye mai na is sko join kiy ahai
        • #19 Collapse

          dear forex main app bohat hi achay trader hai or loan lay ka app apne paiso ka loss nai kar saktay phir app forex k liye loan apply kary ager apko forex k bary kuch nai pata to phir app loan na hi lay warna app ko loss ho sakta hai.
          • #20 Collapse

            nahi yeh builkulll bhi theeek nahi hai ager app is ko seeekh k 100$ say bhi start lete hain tou bhi app ko achi income milsakti hai qarza lena ka koi faida nahi hjai
            • #21 Collapse

              yes my friend app nay bilkul thek kaha hy ham jitna ziada hard work kary gay hamy utna hi ziada faida ho ga kiyu kay ham jitna ziada hard work kary gay hamy utna hi ziada knowledge and experience hasil ho ga and ham trade bi achi kar saky gay.
              • #22 Collapse

                agar aap mjhay apna forex bhai samjhtay hain to meri aap ko ye nasehat hai k kabhi b is kam me paisa loan le k mat lagana ku k is kam me hamari kamyabi ki koi guarrenty nahi hai hame is me loss b ho sakta hai.
                • #23 Collapse

                  mere kheal me forex is very risky busness or ke lie jab tak khud pe 100% ehtemad na to aisi glti bilkul b nai krni chahe khas tor pe newbie ko to aisa bilkul b nai krna chahe newbie k kie posting best hal he jesa k me kr raha hu.
                  • #24 Collapse

                    yes dear forex mein invest krny k liye bank sy qarza lena bht he ahmaqana bat hai is sy ap bht bari bewaqoofi ka muzahira kerty ho or waisay bhe jab apky samny forums hain to phr apko bank sy loan leny ki kya zaqrurat hai bus apko forums per daily mehnat ki zarurat perti hai to phr ap mhnat kyun nhi kerty
                    • #25 Collapse

                      dear is ky 2 points hn ap ly bi skty ho ni bi 1) agr ap ko experience hn or ap ki practice bi trading m achi hn tu ap ya bi pta hn mug ko kam loss or more profit ho ga pir ap ly lo 2) ya business boht risk wala hn is m ap apny capital sy trading kry ya only new trading ky liye hn
                      • #26 Collapse

                        dear main aap sub ko ya he suggest kru ga k jab bhi forex mein trading kru tu apni he investment se trading kru kyun k agar aap ko loss ho jata hai tu pher aap kehn k bhi nahi rha ga aur aap kidr se wo loss ko pura kru ga jab bhi forex mein trading kru tu apni he amount se trading kru ga tu aap ko benefits ho ga.
                         
                        • #27 Collapse

                          In my point of views we should avoid to take the loan from bank if we want to make the best and successful trading, because forex trading also risky trading business and sometimes we have to face the loss, so we should only invest from our profit for doing the relax trading.
                          • #28 Collapse

                            dear risky tu sab business hote hein aur risk le k hi insan koi bhi kam krta hai but forex ek aisa trade base business hai jis main 1 trade se hi ap direct loss main bhi ja skte hein aur agr ap already loan le k kam krein ge tu loss ki sorat main kya krein ge es kam main jitna invest krein os k ilawa safe side bhi honi chahye ta k loss ki soorat main ap dobara bhi trade laga skein
                            • #29 Collapse

                              Forex treading k liye bank se qarza lene ki kya zarorat hay qarz lena yan loan lena intahai risky kaam hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                nahe forex tarding ky lie kabi be bank sy garaz nahe lyna chaiye ye aik risk business hai jes main loss be hai is tra ager loss ho gia bank ky pasay tu per ap ko problem ho jaye ge
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X