Forex k liye bank se qarza lena

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
    Bank se qarza le ker to waise bhi koi or kaam kerna he risky hai lekin loan forex trade k liye liya jaye to risk double ho jata hai kyun k loss ki surat main aap k liye qarz wapas kerna inthai mushkil hota hai to iss liye apne pas mojod choti raqam se he kaam start kerna behter hai.
    forex k liye bank sy qarza lena achi bat nahi hy keun k forex ka koi bharosa nahi hy is mein apko kisis bhi time loss ho sakta hy isliye apko chahye k ap sirf forum bonus posting sy trading karen tab apko loss ho ga to apko koi afsos nahi ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      hmm ager ap aik achay mean ap k pass malumat + tajarba dono hai ap trader hain aik achy trader to ap loan le sakty hain ager ap loan le k risk pe khelna chahty hain to ye risk na len ap nuksan utha sakty hain.
      • #33 Collapse

        mery khayal main bank se karza lay k forex main lagana bewaqufi hai q aik tu yeh bahut reski hai dosra online ap kisi ko pakar nai sakte kal broker bhag jeya tu ap kya karo gey
        • #34 Collapse

          i think hum ko bank se qarza nahi lena chahye and i think also is to have an effect on is investing final results. What typically results in mental investing is insufficient expertise along with greed because of which we want to generate additional.
          • #35 Collapse

            yes dear forex trading business me ap bank se loan le sakte hain aur ap ko loan mil bhi jae ga lakin forex business me earn karna bohat hi important hay aur es kay liye ap ko forex trading business ko lean karna bohat hi zarori hay.
             
            • #36 Collapse

              g ha ap na bilkul thek kaha jnab jab insan bank se qarz laita hai to is ka risk boht zida bhar gata hai ku ka ap ko market ka koi idea nhi hota hai is liya main to yhi khta ho ka bank se lone lana khud ko lose dana ka equal hai is liya ap ya to apni trf se khud invest kare ya phir pakistan forex forum pa kam kar ka earn kare aur is trha ap ko double profit bhi mila ga
              • #37 Collapse

                agar aap new hain to phir aap load lay kar trading karo gay to ye boohat risky ho ga.forex main kaam karny kay liey experience ka hoona sab say zaroori hai.is liey pehly aap kamm investment say kaam karain or phir zyaada investment ka plan karain.
                • #38 Collapse

                  Nhi mer khayal mein to bank se loan le kar trading nhi start karni chahiye.kiunke forex ya koi bhe business ho yeh soch kar nhi karna chahiye k profit he ho ga loss bhe ho sakta hai aur bank ka mark up to day by day increase hota hai.
                  • #39 Collapse

                    jab apko lagta hai kay aap bank se loan le kar high level pe trading karna chahty hain tu aap iska matlab ye hai kay mazeed tension me trading Karen kay or is baat ky chances bhi bohat ziada hain kay aap ye amount zaya kar dain or bank ko payable ho jaen. Please aisa mat Karen loan le kar trading kar kay aap ziada phans sakty hain. Agar ap confident hain kay loan le kar aap is amount ko easily double kar sakty hain tu phir aap khud ki choti si investment kar kay bhi is amount ko double kar sakty hain.
                    • #40 Collapse

                      meray khayal mei bank se qarza lena bohat galat ahy kyun kay loss bhi hay ess mei forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi eskay liye mehnat chaiye
                      • #41 Collapse

                        I think brother aesa kerna b bewaqofi hai k aap forex trading k leye banks se qarza ley ker invest kare , I think insan ko is business mein utna he invest kerna chaiye jitna wo loss ko afford ker sake or yeh business bohat he zaida risky hai is business mein kabi kuch b ho sakta hai is leye qarze wali galti kerna bewaqofi hai.
                        :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                        :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                        • #42 Collapse

                          nahe janab qarza nahe lena chaiye loss hoga ap pura nahe kar sako gay forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online business mei forex trading sab se best business hay humay learning ki zaroorat hay bas
                          • #43 Collapse

                            Jee bhut acha sawaal hea meri nazar meiin forex mein hum log jitna earn karna chea earn kar skaeta hea lakin humea che akea hum log zida sea zida agar loan lea bank sea agar humea loss ho gaya toh bank ka loan dena bhut muskil ho jata heam aur phr hum log muskil mein par sktea hea humea chea kea hum log posting kar kea apna bonus sea trade kar ea aur zida sea zida profit earn karea .
                            • #44 Collapse

                              yaah bro ap bikul theak bata ya hume ku ke forex trade markit kafi riski businiss hai or esa karke hum yhan apna risk or bhi barlte hain jse shaid hum pershrlyis ho kar work karne or hume bajae profit ke loss hojat ahi tu hum low parhi tarde karna chye jetna hare pass ho...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                                Bank se qarza le ker to waise bhi koi or kaam kerna he risky hai lekin loan forex trade k liye liya jaye to risk double ho jata hai kyun k loss ki surat main aap k liye qarz wapas kerna inthai mushkil hota hai to iss liye apne pas mojod choti raqam se he kaam start kerna behter hai.
                                ji nahi hamen forex trading business k liye bank sy qarza nahi lena chahey keun k is mein hamen kisi bhi time loss ho sakta hy phr apko apni jaib sy bank ko qarza wapas dena pary ga isliye apko chahye k ap forum mein posting karen ziada sy ziada or ap bonus sy trading kar skaty hain.s

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X