Overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2176 Collapse

    overconfidence duniya ki her chez may he bht danger hota hai es lia es se bachna chahe q k agar ap overconfidence hokr apna sara he capital 1 he trade me laga dete hain to eska matlab hai k ap bht bari mistake kr rhe hain so stay away from these kind of bad things in forex guys.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2177 Collapse

      ziada confidence say kam karty hain to trade karny main kafi risk ho sakta hay so humain actice ho kar kay normal ho kar kay kam karna ho ga ta kay trade ko smjhna humary liye asan ho sakay or hum fullf ocu say kam karty rhay or market main ziada loss nai ho sakay achi earning kama sakain
      • #2178 Collapse

        ji bilkul hme apne overconfidence pr control rkhna ho ga. ho skta hy k hum profit earn kren aur next time khud k alag insan smj kr ziyada ki lalach me invest kr den tw hme profit ki bjae nuqsaan ho jaye is liye hume khud pr control rkhna ho ga tbi hum ache trader bn sken ge.
        • #2179 Collapse

          han g bilkul over confidence bohat zaida khatarnak ho jata ha forex ka liye and kisi be kam ka liye kio ka forex hamay hamesha ya sekhat ha ka ham patience se kam karay tu hi kam acha ho ga
           
          • #2180 Collapse

            Jab banda over confidence mein ata hai to us ko loss hone ke chances zeyada ho hate hain kyon ke phir w/o galat trade kar sakta hai is liye greed nahi aur behaviour theek rakhna hai
            • #2181 Collapse

              Over confidence hona kissi b business main loss ka sabab ban jata hai aap ka forex trading main jitna be experience ho jaye mager aap market ko proper judge nahi ker sakty Iss liye hamaisha careful ho k trade kerain aur kabi b lot size itna ziada na lagain k aap ka account wash ho jaye
              • #2182 Collapse

                agar hum overconfidence ho kar trading karen gay to he hum market main theak say earning nahi kar sakty es business main khoob time daina chahiey kyun keh sahi say time dai kar learn karnay main he faida hota hay tab he hum esmain safe reh sakty hay esmain money management karty huway he kam karna chahiey
                • #2183 Collapse

                  Jab aapko profit Milta hai us par aapne overconfident Nahi Hona bahut trader profit Milne Ke Baad overconfident ho Jate Hain aur next time Jabo trading Karte Hain tu apne is our confidence ki wajah se order open kar lete hain for deeply analyse is nahi karte Jiski wajah se Woh Apna and kya hua profit we lost kar dete Hain bahut nuksan deta hai aapko isliye overconfident Nahi Hona Har Baar order open karne ke liye deeply analyse karna important Hota Hai
                   
                  • #2184 Collapse

                    agar hum overconfidence ho kar tading karen gay to es trha hum market main achi earning nahi kar sakty so humay chahiey keh market main dil lga kar time dain kyun keh tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay jitna ziada hum market ko seekhy gay utna acha hum market main achi earning kar sakty hay
                    • #2185 Collapse

                      g han hamain confidence say gi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur markt main planing kar k hi hum rules ko follow kar k hi hum run karein gay aur market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar k hi hum run karein gay
                      • #2186 Collapse

                        Forest shading Mai Kabhi overconfident Nahi Hona Jo log Forex trading main overconfident ho kar kaam karte hain wo log Forex trading main Kabhi success Aasan Nahi kar sakte Yahan Par overconfident Sone se bachne ke liye Jaroori hai ke aap apna Har Kaam planning ke sath kare aur kaam karne se pahle market ka achi Tarah Se watching Kare Ki market mein kya ho raha hai aur aapne kaun si jagah Apna lagana hai market mein kaun sa Trend chal raha hai Jab aap in SAB Baaton Ka Khayal rakhte Hain Phir Jyada accha Kaam Kiya Ja sakta hai aur profit liya Ja sakta hai
                        • #2187 Collapse

                          Bilkul aisa he hai jb ap kuch kama lo ap over confidence ho jaty ho yeah aik nature hai lakin members ko chahye k wo apny emotions ko control mn rakhen aur kam krty rhen tan k ap ko profit milta rhy aur ap apna future b banty rho
                          • #2188 Collapse

                            Over confidence to her business me nuqsan de hota he qk wo over hojata he ;) isi lie confident rahen but over hone se avoid kren ;)
                             
                            • #2189 Collapse

                              forex main plane kar k hi trade karni ho gi aur hamain confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur forex main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucesss hon gay aur market main profit hasil karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2190 Collapse

                                Over confidence acha nai hai Forex trading me b or other kisi b work me over confidence se kam theek nai kharab hota hai to meri advice hai traders ko or specially new traders ko k over confidence na ho trading me means serious ho ker planing k sath patience k sath trading kere to achi trading hogi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X