Overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2026 Collapse

    overconfidence ho kay bi trade pe lost ho jata hai kyu kay ab apnay apko pata nai kya samjhnay lagtay hai kay ap bohat hi xpert trader bun gaiy hai hala kay aisya nai karna chaiy aik limit me hi ho kay apko trade karnay ka khayala karna chaiy ta kay ap over confidence na i ho sakya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2027 Collapse

      Forex trading mai ko confedence zaror hona chahye kun ke confidence ke baghir apko koch be hasil nai ho sakta lakin apko chahye hy k ap forex mai over confidence .at hon
      • #2028 Collapse

        forex main agr hm ziada over confidence se kaam krain gy to hm bilkul b achi trade nhi kr sakain gy.hmy cahye k hm pehle learn krain or phrr trade main hisa lain.main khud bina demo use kiye kbi b real use nhi krun ga.success itni b easy nhi hai jitni lgti hai.so learning se ziada kuch b zrori nhi hai yaha.
        • #2029 Collapse

          Har business main soch samjh kar invest karna chahiye agr ap forex main kisi trade say profit earn kartay hain to definately ap main bohat ziayda confidence aa jata hay lekin us ka ye effect nahi hona chahiye k next trade main ap mistake kar dain lehaza bajay is kay k sara capital invest kar dain balky future planning kar kay next trade open karen aur risky work nahi karen aur na hi jazbati ho kar bari trade laga dain
          • #2030 Collapse

            hanje friend forex mai ager app k pass acha confidence hota hai tu ye app k leay boht he faida mand sabit ho sakta hai kun k forex k leay oht he taiz demag ka hona boht he zroori hai phir he app success ho apty hain.
            • #2031 Collapse

              overconfidence ho kar hum trading achi nahi kar sakty kyun keh es waja say humary andar garoor aa jata hay aur humay trading main garoor nahi karna chahiey agar garoor karen gay to galt trade kar lain gay
              • #2032 Collapse

                Dear ap n bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading m itni investment karny jtni agr loss ho b jay to ap is ko bardast kar sakeny apni sari income ko invest na Kearny
                Be safe .its a dangerous market out there...:D
                • #2033 Collapse

                  2 chizain hain aik confidence or dosra over confidence. confidence tu theek hai trader k liye laikin over confidence ki term new traders k liye tu bilkul theek nae hai shahid start man 2 trades man profit huwa hu oc k baad over confidence ki weja say loss hu jata hai.
                  • #2034 Collapse

                    Dear dosto forex trading aik aisa bussiness hai jis ma humen market situation aor market trend ko dekh ky chalna hota hai market trading ma na to koi short cut hai aor na he market hamari wish ky mutabiq chlti hai market py bht sari chezen impact kr rai hoti hen humen news aoranalysis ky bad trading krni chye aor intouch rehna chye market.ma
                    • #2035 Collapse

                      trading m confident hona bht achi bt hai mgr ovrconfident hona bht bura hai forex business k liay ap overconfident ho k apna profit loss m onvert daity hain
                      • #2036 Collapse

                        hum confidence say kam karty hain ye to achi bat hay kun kay har kam main humain confident hona chahiye magr jab is main overconfidecse say kam karty hain to kam main loss ho ga
                        • #2037 Collapse

                          Is forex main kam karna hai to hamain had WO chezz say avoid karni ji GI his main hamain loss ho Jana ka kathra ho aur is main hamain boht zehan k sath kam karna ho ga
                          • #2038 Collapse

                            my dear brothers forex market men agar aap 100 trades continue winning bi kar lety han tab bi over confident nhe hona aap ne jab bi aap over confident hon gy aap ko loss ho ga aur aap wrong decession karen gy losses ko avoid karny k liay mistkaes ko avoid karen.
                            • #2039 Collapse

                              forex men confident trader he successful hoty han aur confidence good learning and good practice se hasil hota ha over confident trading loosing ki tarf lead karti ha aur hamesha over confident traders losses karny k bad forex ko blame kar rhy hoty han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2040 Collapse

                                Forex treding buznees nin jo logh overconfodanc ralhte hyn un ke bare min.min to kahun ga kah un ko esa karne se zyda loos ho ho ga jahun tak mera expereyanc hy is min

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X