Wise trader learn with mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    yes sir me ap se agree hu or me ye manta hu k ye log apni mistakes ko note down kar lete hain or us per time de kar apne ap ko improve karne ki koshish karte hain ta bi to ye log ache paise kama rahe hain to hume bi yehi karna chaiye..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bhai jaan khusi mein toh insaa. khud ko hi bhool jata hai aur yeh gham hai hi jo humey apney ghakityoun ki taraf focus karwata hai aut humey apney ghaktiyoun se seekney par majboor kartha hai Ur humey ayenda na repeat karnay par b majboor kartha hai.
      • #63 Collapse

        Not only wise but every person can avoid there mistakes by learning it is the business where every one is intelligent so you have to be a person like that.
         
        • #64 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
          Most of us use to start blame others, such as forex situation, its rules and regulation or our luck after having an unexpected loss. However wise trader always analyzes his own mistakes and learn a useful lesson form them to not repeat in future.
          Jee apki baat sahi hay forex trading main wohe theak trader hay jo keh apni galtio say sabq seekhta hay aur jo loss kar jaye us galti ko study kary keh kaisy aur kyun hoi aur ainda aisi galti na karey.
          • #65 Collapse

            bikul forex main maine bhi start main yehe sochta tha ke mere luck achi nahi hai.main baad main realize kiya ke mere luck kharab nahi hai mere knowledge kaam hai forex ke bare main jis ke waja se mujhe loss hota hai.thanks.
            • #66 Collapse

              g bilkul bhai haqeeqat me dana aur aqalmand hi woh shakhs hai jo apni ghaltiyon se kuch na kuch seekhay aur khas tor pe jahaan tak is karobaar k ta alluq hai to agar is me aap ne kaam yaab honaa hai to ghltiyon se to seekhnaa parhe gaa
              • #67 Collapse

                Yes wise trade hamesha yahi kartay ha aur agar ap na ya karna ha to ap ko bi ya karna paray ga yani apni mistake sa learn karna paray ga.
                • #68 Collapse

                  yes sir you are right and i think all wise peoples learn forex regularly and they learn forex trading by their mistakes and loss and surely earn much money here so we have to do that to make some good income..
                   
                  • #69 Collapse

                    mare kahyal se acha trader wo hota hy jo apni ki howe galti ko accept kara or us galti ko apne dimag ma rakte howe us galti ko phr na kara or us galti se lesson la k ab phr wo galti nhi karni or ap is ma without lalach kam karn ga to forex ap ko bht faida da ga or ap bht earning karn ga is ma
                    • #70 Collapse

                      Dear friend forex trading mein aik acha trader woh hai jo ghalti kerkay apni ghalti se sabak seekhta hai aur humarey ko chahiye ke hum apni ghaltiyon ko dobara na dohraein aur acha profit hasil kernay ki koshish karein.
                      • #71 Collapse

                        ji han mre bhai blkul thk farmaya galtyon se he seekhta hy insan hum jb new new trading me hty hn na to hum se bht galtyan hojatin hn mre bhai to hume apne apko blame krna chahye qk galti dsron ni humne kri hy phr hume usi galti se seekhne ko b milta hy mre bhai
                        • #72 Collapse

                          g brother bilkul sahi kaha hy ap ny jo akal mand trader hoty hen woh apni ghaltion sy kuch na kuch sekhty hen aur jo ais karty hen woh dubara woh ghalti nahi karty hen aur is tarah woh loss sy bach jaty hen jo is ko repeat kar k hota hy un ko.
                          • #73 Collapse

                            until we learn to accept responsibillity for our wrong doings then it may be difficult to make a meaningful progress when we dont recognise our mistake as such. Mistakes are expected to be avoided and by that we get hold of the needed corrections. then, we require a discerment mind to know our mistskes before they cause trouble.
                            • #74 Collapse

                              of curse bhai jan mere khayal main bhi wise trader wohi hai jo apni galtiyun se learn krta hai agr hum apni galtiyun se sabaq hasil nahi krein gy tu forex hum ko or humari money ko kha jaye gi iss liye jub bhi aap se trading main koi mistake hoti hai tu iss ko again na repeat krein balky iss se learn krein ta k ye next time na ho saky
                               
                              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                yes my dear sb trader apni galtio se se sekhte h ke trading m kya galti hui h un se r wo again aisi galti ni kry ga jis se usko loss ho is liya jo achy trader hote h wo misktakes ko again reapt ni krte qk wo jante h ke agr ais kiya tu unko loss ho ga sirf.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X