Wise trader learn with mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g brother bht sy trader aise hain jo loss ko face krty hain tu wo es business ko quite bhi kr jaty hain or kuch wo mistakes jin ki waja sy loss hota hai wo bar bar repeat krty rehty hain or kuch jo wise hoty hain or apni mistakes ko dhondty hain k kis waja sy loss hua phir os ko wo correct krty hain jo k bht behter hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      As a trader it is not goof ro you t make any mistakes i is very good for you to be very serious so that you will be able to grow from one level to the ther and that is the sure way for you to make good progress at all times
      • #18 Collapse

        sirf trader he nahi her samjhdar insan hamesha apni ghaltiyon say he sekhta hai na k wo kabhi b dosron ki ghaltiyon say sekhay ga.hum jb tak khud ghalti nahi kartay hain tab tak hume kuch samjh nahi ati hai.
        • #19 Collapse

          jo loog apni mistakes say sabak leety hain or apni mistakes ko avoid karty hain.wo kabhi bhi kisi mistake ko repeat nahin karty hain.is tarah wo zyaada earn kar sakty hain or loss say bhi bach jaaty hain.
          • #20 Collapse

            i agree with you that wise traders learn with mistakes. we may make several mistakes at the time of trading in the forex trading. but we must learn from the mistakes and avoid them for the future.
            • #21 Collapse

              forex ko poor logo ke liye bahut hi achha samajhata hu ha lekin forex me trading karne ke liye us poor man ko achhi knowledge honi chahhiye.tabhi aap forex se money earning ka work kar sakte hai otherwise poor man ya logo ko bhi loss hi hi hoga forex me trading karne se.
              • #22 Collapse

                je han app ko apne galtiyan not kerne hge aur app ko es main learning karne hog eu tapp ko es main success hasil karne hoge so forex trading amin ye boht he important factor ha s forex main ye boht important factor hai
                • #23 Collapse

                  ncie saying my dear friend .sab say samjhdar banda wo hota hay jo apni galtio ko tasleem karay aur un say sekhay aur bay wakof kabhi bhi apni galtio ko taslem nahe karta hay maray dost
                   
                  • #24 Collapse

                    ager ap ache se learn krne k baad sekhne k baad trade karen tu ye zeyada best hai.learn krne se ye ho ga ap mistakes se door raho gae. aur gaer mistakes ho bhi jati hain.tuapni mistakes se kuch na kuch zarur sekho take aenda mistakes na hoon.
                    • #25 Collapse

                      apni mistakes se seekh kar he aik aik insaan aik acha trader or business man banta hai ager loss hota hai to apni mistake se hota hai app ko apni mistake pe work karna chahiye aur next time kay liye us mistake ko avoid karna chahiye.
                      • #26 Collapse

                        yes brother aap ki baat bilkul thk hai maximum trader apni mistake per qabo pane ki bajaye other things ko blame kerte rhete hai jis ki waja se wo same mistake again and again ker k loss hote hai, jab k ache or interest lene wale trader hamesha apne loss se sabak seekhte hai or apni mistake ko kam kerne k khushish kerte hai.
                        :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                        :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                        • #27 Collapse

                          Forex trading mein aap koo apnee attitude koo control karna hota hai aur woo app jab behtar andaz see kar sakte hian jaab aap kee knowledge aur experience acha hoo ga aur aap phr apni mistakes koo accept bhi kartee hain
                          • #28 Collapse

                            dear agr wohi ghalti koi baar baar karta hai to zaahir si baat hai usy nuqsaan ka saamna karna parta hai lekin aik wise person apni mistakes se seekhta hai aur unhen remove kar ke trading ko mazeed improve karta hai. and every wise trader teaches from our mistakes,
                            • #29 Collapse

                              g han g bilkul aisi hi baat hai wise trader ko apni mistakes yad rehti hain or wo market un ko repeat nahi karty balky un se seekh kar un ki practice karty hain. Market ko proper time dety hain or routine rakhty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                I agree with your title. If you make a mistake trading is part of our lives. There is possibly no dealer unable, make some mistakes, but learn from their mistakes take a wise professional traders.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X