Wise trader learn with mistakes
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2221 Collapse

    Ge kafi achy trader bhe shuru mn apni ghalti ki vjha sy loss krty hain lakin ya log apni mistake ko Manny hain aor as mistak sy experience hasil krty hain Aor apni mistake sy acha learn krty hain Apr successful trader ban jaty hain as liay mistake ki vjha sy forex ko chor Dana sy bahtar hai ap apni mistake ko hal kren aor as sy acha learn kr k achy aor successful trader banen
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2222 Collapse

      Hr wo shakhs ya trader jo apni ghaltion sy seekhta hy wo aik na aik din zroor kamyab hota hy lekin merey hisaab sy apni ghaltion sy seekhny sy ziada zroori aur faidymand hy k doosron ki ghaltion sy seekha jaye
      • #2223 Collapse

        jbis main mistake karty hain to kam karny main kafi risk hota hay humain achi earning hasil nai hoti hay s market ko agr use karna hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market main loss km ho sakay magr humain mistake say ye b pta cjlta hay kay humain loss kun hota hay to next time us kay bary main bat nai karty hain
        • #2224 Collapse

          Yes jo aql mand hota hai wo hamesha apni aur dosron ki ghaltion se sekhta hai. Forex main mistake hona koi bari bahat nai hai koun jab ap koi kam karo gy lazmi bat hai ap se ghalti ho gi lekin ghalti se sekhna hi asal aur achy trader ki neshani hai. Jo log bar bar aik hi ghalti kare hein wo kbi bhi kamyabi hasil nai kar paty.
          • #2225 Collapse

            sahi keh rahy hain ap agar ham forex men jab tak mistakes nhi karty hain to tab tak ham forex ko sekh b nhi patyy hain is lye agar ham say forex men koi mistakes ho jati hain to hamen forex chorna nhi chaheye bal k forex par mazeed mehnat karni chaheye is trah say ham ek din achay trader ban paengy
            • #2226 Collapse

              G bilkul bro forex trading main her kisi SA pehly pehly galtina hoti han will trader wohi hota Han Jo apni galtino SA sekhny or anida say dehan rakhy or apni galtino SA or zyda experience hasil kry or agli bar achy SA trading kry
              • #2227 Collapse

                hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur hamain apni mistakes ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur market main trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay it is best job
                • #2228 Collapse

                  forex trading main jo wise trador hoty hain wo apni mistakes se he leran karty hain q k hmari har galti hmary liye koi na koi sabeq chor k jati hai jis se hmain pta chalat hai k hum main kis chez ki kami hai or hmain kis main mahnat karny ki zarorthain or tab hum osko sikhny ki try karty hain es iye hmain sub ko chahye k hmain apni he galtuin se sikhna chahye ta k hmain loss kam se kam ho
                  • #2229 Collapse

                    Jo trader shuru mn loos kr daity hain aor phr achi trah apny loos ko anylazes krty hain tu wo apni ki hoi ghlti ko smjh janty hain aor Yale log gay ja k aik successful trader Bantu hain as liay loos ho jany k bad preshan na hon balky apni trading ko achi trah anylazes kren aor apni ghlton ko door kren aor new Josh aor jazbay sy trading kren aor ki hoi ghltion ko dobra na kren
                     
                    • #2230 Collapse

                      Bilkul dear ap ny thik kaha k jo aqal mand admi hoga wo loss k bad sochy k kyun loss hua r next time wo mistake dobara ni kary ga jis sy us ko loss hua tha r jo bewaqoof hoga wo loss k bad b andho ki tarah trading kary r dobara loss uthaye ga.
                      • #2231 Collapse

                        forex trading main mistake karnay say humari trading loss ki taraf jati hay so humay chahiey keh forex trading main loss ki reasons ko kill karen ta keh forex trading main achi earning kar saky so humay esmain khoob mehnat karni chahiey kyun keh mehant karnay say he humari trading achi aur betreen ho sakti hay
                        • #2232 Collapse

                          Trading men loss hone pr hamen forex ko ya apni luck ko blame ni krna chahiye, forex kissi ka bhi loss ni krti hai, ham apna loss khud kerte hain.
                          Trading men hamen apni mistakes ko note krna chahiye aur hamen apni mistakes ko as a lesson lena chahiye ta k ham apni mistakes ko trading se door kr saken.
                          Trading men expert trader always apni mistakes ko forex pr ya apni luck per blame krne bajaye apni mistakes se seekhte hain ta k next time wo achi trading kr saken.
                          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                          • #2233 Collapse

                            agar hum forex trading main learning achi karna chahty hay to humay chahiey keh esmain galtia na karen kyun keh galti ki waja say market main hum achi earning nahi kar sakty so humay chahiey keh es business main theak say focus karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                            • #2234 Collapse

                              hamain learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main emotion ko kabo main rakh k hi trade karna ho ga tab hi hum sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2235 Collapse

                                agar hum mistake karen gay to es waja say humay market main earning nahi hoti ulta humay market main loss ka samna karna parta hay aur humay chahiey keh forex trading main money management karty huway kam karen aur fresh mind kay sath es par focus karen tab he hum esmain safe trading kar sakty hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X