Wise trader learn with mistakes
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2191 Collapse

    Ap ne theik kahaa go samajh daaer trader hein woh apni ghaltian sy he learning kartey hein aur aglee bar ky leay ghalti ko ijtenaab krty hein iss reasons sy he woh lose bhee recovering kr leetey hein aur profits bhee kamai kr leetey han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2192 Collapse

      Bro gee apkee bat thiak hafaorex mei go bi iss mein experts traders hotey hay woh apni ghalti sey aek bohat bada leaeraning krty hai, aor woh agle dafa Us ghalti pey kaafi praoift bi laye ajtey ah to yei achi baat hai
      • #2193 Collapse

        bahe Forex tradings main aek good traders wo ha, go mistake kerkaey apnye mistake sey sabaek learn karta ha, aor humareey ko chaehiye kee ham apnee ghaeltiyon ko phir se na dohraeein or achaa munafa gain kernaey ke struggle krein.
        • #2194 Collapse

          G sir app ke baat thee hai ke forex trading mai acha trader woh hai hota hai jo apni mistakes sey learning kar sakta ho. traders ko chaye kaay woh apni mistakes ko dobara repeat na karin aur apni mistakes ko cover kar kay apni trading ko mazeed say mazeed behtar karin , tab he woh profitable trading kar sakin gaay .
           
          • #2195 Collapse

            always is business me wise tradfer hi kamiyab huay hai kay jin traders nay is buisness me bohat hi achi mehnat ki achi struggle ki wo is marekt kay kamiyab treen trader bun jatay hai jo apni mistakes say learn kartay hai
            • #2196 Collapse

              mein apney doston ki baat sey mutafiq hoon kyn key insaan agar aik ghalti karta hai or uss ko foren solve kar ley or dobara woh ghalti na karey to woh tradeing mein kamyab hain or usey trading mein profit earn karney sey koi nahi rook sakta siwaye khuda key
              • #2197 Collapse

                , jab ap start krty hein to apko lose hao jaata ha, aor uski reason yaa hooti ha, kaa ap ksi aor sy trading pouchtey hen or loss hao jaata ha, aor phir aap uskao wrong kahaey ge yaa kb tek chalaa ga
                • #2198 Collapse

                  Forex market mai mistake say bhe learn krtay hai likan hum sub trader ko koshish krna chaheay k hum ko forexmarket ki proper learning krna chheay. Tou hum es market mai successful trading kr sakty hai.
                  • #2199 Collapse

                    forex trading main agar hum mistake karen gay to es chakar main hum loss karen gay aur humay chahiey keh esmain kam say kam galtia karen kyun keh galtio ko kam kar kay he hum trading ko behtar bna sakty hay
                    • #2200 Collapse

                      Aik acha trdor apni mistakes se sekhta hai or dobra es se sikhta hai k yah mistakes dobara nh krni tu wo dobra os mistakes ko avoide krty hain jb hmain lose hota hai tu hmain kisi ko blame nh krna chahye or apni galtiun se sikhna chahye or future mn es ko khtm kr k trading krni chahye
                      • #2201 Collapse

                        wise traders aksar dosray traders say learn kartay hai kyu kay wo kabhi bi aisa nai sochaty hai wo wo kamiyab honay kay bawajood khdu kamiyab ho jiay gay wo phir bi seekhtay rehtay hai
                        • #2202 Collapse

                          jo forex my loss hota hy to ham khty hy hamhy nai kiyua hy ya ehsy hi market ki waja sy ho giy ahy pr who bat galat hoti hy jab loss hoat hy to who hamari waajh sy hota hy who ham khod galti kr rhy hoty hy thek sy naalysisi nai krty hy ya luck pr depend kr dyty hy our khod mhnat hi nai krty hy tophr ham ko loss hota hy wasy ham ko loss nia hot
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #2203 Collapse

                            Life mein har kam mein mistakes hoti hain start mein aur insan apni mistakes se he seekhta ha.aur forex mein bhi wise trader wohi ha jo apni ghaltion se seekhta ha.agr mistake krny p loss hota ha to dobarra mistake nhi krta.
                            • #2204 Collapse

                              ye to ik haqiqat hai k insan hamesha galtion se he sekhta hai oor ghalti to wese bhi Ibne Adam ki sifat hai Forex min bhi mostly hum ghalti krney sey sekhtey hain is min ki gi ghalti humin is lie yad rehtiy hai q k ghalti k sath sath hamara nuqsan bhi hota hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2205 Collapse

                                Han g bilkul thek baat hai hum log jb kam krty hain to apni gltio ko dosron pai ya kidmat pai daal faity hain jb k success full log apny apko blame daity hain or phr us gltio sy seekh kr agy brhty hain
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X