Emotional ho k decisions na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1741 Collapse

    Forex trading me hum traders ko apne emotions per control rakhna chahye or emotions k sath patience b important hai means sabar zaroori hai trading me means agar hum apni trading me emotions or patience ko control nai kere gey to hum ko trading me nakami dakhne ko mile gi to emotions or patience ko control kere.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1742 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
      Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
      G Bhai AP bilkol thek khy rhy ho Mary khal ma emotion ma Kya howy fasly hmsa nqsan is bise bnty ha is lya hm logo ko chya ky emotion ma kbi bi trading na kry
      Removed by Moderator.
      • #1743 Collapse

        is main hamain trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur koi bi kam mushkil ya asan ni hota hai so hamain is forex main greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi aur anlayse kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho
        • #1744 Collapse

          g han ap ny thwek kaha brooo humy is my emotional ho kr koi b decisions nahe layna cahahey q k agr hum is my emotion sy kam ly gy to humy ismy loss ho sakta hn.ya ik bohet he risky kam hy ,lkn agr hum is my risk na ky to hum is my earning b nanhe kr skaty.
          • #1745 Collapse

            emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur is forex main experience ka hona boht hi acha earn kar skaty hain aur hamain market main anlayse kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky ig
            • #1746 Collapse

              yes jald baazi buri cheez hai lekin achi jald bazi b hoty hai lekin galty phir b har insaan se hoty hai jo sikhta hai galty se wo insan hota hai jo galty par galty kare wo insan nai hewan hota hai
              • #1747 Collapse

                emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is forex main hamain hard work kar k hi trade karni ho gi ta k loss akm ho saky aur hamain market main is k up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay
                • #1748 Collapse

                  g han emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi aur kisi bi tarhan ka fiasala ho emotion say nai mind say karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur ahamin market main is k up aur down ko dekh k hi trade karna ho ga ta k loss kam ho ga
                  • #1749 Collapse

                    forex mai emotions ki waja sye hame big loss ho jata hye jab apne emotions mai koi decisions lyte hye kye ap ko kitne investment karne hye to ap ko loss ho jata hya agar ap ki leaning achi hye to hi ap ki earning achi ho ge
                    • #1750 Collapse

                      aap ko forex ma kamyab hona ha aap ko is ma best profitr hasil karna ha to aap ko is ma cool mind sa trading karne ho ge our is ma saber sa kaam karna ho ga kio jald baze nhe karne cahay our is ma aap kio be fasila emational ho kar nhe lan caahy is ma mstak kar sakty ha aap mind sa karna cahay
                      • #1751 Collapse

                        dear friends forex trade mn agar hm emotional ho ky desision lety hn to us waqt hamein taqreeban loss ka samna hota ah Q k jb hm emotional state mn hoty hn to hamara mind full perceentage sy kam nahi kr raha hota aur hm tuqqa laga kr faisla kr dety hn jis mn hamein phir loss ka samna hota ha .
                        • #1752 Collapse

                          dear friends forex mai jo log apne emotions pye control rahkte howe kam nahi karte unhe just loss hota hye emotions hamare enemy hye so emotions ho kye decision na lye because ap ko loss ho jaye ga
                          • #1753 Collapse

                            Dear friends, forex main agar ap survive karna chahtay hain to ap ko apnay emotions pa control karna chaheay...q k agar ham emotional ho k trading karain gay ham say koi mistake ho sakti hay aur forex main choti si mistake bi bahut baray loss ka sabab ban skti hy.
                            • #1754 Collapse

                              emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay aur markt main up aur down ko dekh k hi hum sucess hon gay aur markt main greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur markt main knowldge hasil karein gay it is best job
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1755 Collapse

                                Bilkul mein ap ki baat se agree kerta ho, humein kabi b emotion ho ker discussion nai kerna chaiye, maximum newbie jab aik bar loss kerte hai tou wo emotion ho ker bohat zaida trade laga dete hai jis ki waja se wo apna pura account loss ker jate hai , jab aap ko loss ho jaye tou kuch relax ker ly or ho sake tou next day trade kare zaida better hai .
                                THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X