Emotional ho k decisions na lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1696 Collapse

    Forex trading mein emotions ki koi jagga nhi keun k jo log Forex trading mein apny emotions py control nhi krta wo trader na to profit earn krta hy aur na h wo kabhi aik successful trader ban pata hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1697 Collapse

      humain is main apny emotions ko kabo kar kay achy sa kam karna ho ga jis say market ko use karna humary liye sai ho sakta hay is main agr success hasil karni hay to is main khud ko active kar kay kam karna ho ga jis say market main use karna kafi sai ho sakta hay magr humain koi b faisala lyny say phly humain kafi learning karna ho gi
      • #1698 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AwaisShahid پيغام ديکھيے
        hamain kisi bhi kam ko kartay wakt apnay dil or dimagh par control karna parta hai humain koi bhi aisi thoughts apnahy mind main nahi lani chaiye jin say hamara mind divert ho or ham emotional ho kar galat faisla kar lain
        Lekin main tu opposit sochta hon keh jab heavy loss ka samna karon tu main tu koshish karta hon ke mera mind divert ho aur main trading ke baray main mat sochon kiunke asi halat main jitna ziada sochon ga utna hi ziada emotional hong a aur phir emotional ho kar ghalat position open kar bethon ga.
        • #1699 Collapse

          Forex trading main hamesha tandy aur sakoon mizaj se fasla karna chaye koun jab bhi ap emotional ho kar faslay kren gy tu ap ko us ke sasangeen najaej bughtny hon gay koun jab insan emotional ho jata hai tu wo jald bazi main fasla le jatjate hein aur forex main yeh cheezin bilkul qabil e qabol nai hein. Emotions forex main aik enemy ki tor par lia jata hai
          • #1700 Collapse

            g han sar ap ne sahi kaha hay agar trading ham emotional hain to tab hamen trading nhi karni chaheye because ham emotional hokar kabi apni trade ko kameyab nhi bna sakty hain is trah say hamen bahut bra nusan othana par jaega hamen trading k lye apny maind ko fresh rakhna hoga aur soch samjh k ek achay plane ki sth trade lgana hoga
            • #1701 Collapse

              G bilkul bro apna bilkul sahe kaha forex trading ak ASA business ha jis main emotions ki koi jagha no emotional ho k fasila krny Wala hmesha apna nuqsan KR jaty Han hmy chaiya k hm trading ki news rakhny or us mutabik planning krny
              • #1702 Collapse

                emotions achi trading kay dushman hai . aur jab b traders per emotions havi ho jatay hain tu traders phir market analysis ke jagha apny emotions ke base per trading start kar daite hain jis ke waja say trading bilkul b achi nai hoti hai . trading decision laiyte time emotional ho kar bilkul b nai sochna chiye.
                 
                • #1703 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
                  main apki baat sy bilkul agree krta hon q k jab traders emotional ho kr trade krty hai to traders achi trade nahi lga skty q k us waakat traders achy decisions nahi lai skty or un sy ghalt decisions ho jatay hain
                  • #1704 Collapse

                    trader trading main blikul emotional na ho trader trading main achi decision sy trade kry trading main ghlt decision kabhi na ly aor trader ko forex trading main sai planing krna aor trading main emotional free trading krna profitable hota ha
                    • #1705 Collapse

                      yes dear app na billkull sai kaha jiss kamm ko hamm emotional ho k nai ker sahkte kiu k iss ma app ki ikkk galti app ko buhoot bara loss lerwa sahkti hai iss liye app ko soch smj ker faisal laina chaiyie tabb he app achi trah trading ker sahkte hai yahi best way hai k app safely tradeing ker sahkte hai...
                      • #1706 Collapse

                        jba ham emoiona ho jaty hy tpo ham ko is binses my kbhi bhoi trading nai krni chiya hamy us taime sbr k stah kam krna chiy hamy us my kbhi bhi jal bazi nai kni ciya hamy us my bhot i zeda dyhan sy kam krna chi ham jab kam kry to us my ham ko emional nai hna hota hyay hamy bhot loss krwa dyti hy is sy bach k rehna hota hy
                        • #1707 Collapse

                          hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main enter hony say pahly is k bary main experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil hon ga y aur profit hasil ho saky ga
                          • #1708 Collapse

                            g apki bat sahi hai forex trading aik aysa business hai jis main hmain presnt mind k sath trading karni hoti hai qk jub hmra mind presnt nahi hot a tu hmain khud he loss ho jata hai or boht se trador jub loss hota hai tab wo jald bazi main loss ko cover karny k liye khud he kuj mistakes kar dety hain es se or loss ho jta hai tu hmain jald bazi se faisla nahi karna chahye
                            • #1709 Collapse

                              Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:..waqi ap ki bat say agree hun is business main emothional nae hona chahye balkay sabr say kam lyna chahye utar chrhao to life main attay rehtay ha is ka ye matlb to nae k hm himat chor day
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1710 Collapse

                                Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:..g bhai main ap ki bat say sehmat hun emothional honay say khuc nae milta hmay himat say kam lyna chahye aur soch smjh kr trading krni chahye koi bi kam shoro krnay say ohlay ap us par study krtay ha to forex trading ko bi achi trha study krna chahye
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X