Emotional ho k decisions na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1711 Collapse

    Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:..g bhai main ap ki bat say sehmat hun emothional honay say khuc nae milta hmay himat say kam lyna chahye aur soch smjh kr trading krni chahye koi bi kam shoro krnay say ohlay ap us par study krtay ha to forex trading ko bi achi trha study krna chahye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1712 Collapse

      agar hum emotions ki zad main aa kar trading karen gay to humari trading esmain theak nahi ho sakti so humay chahiey keh fresh mind kay sath trading karen tab he humari trding achi aur safe ho sakti hay aur humay esmain money management karnay main he fadia thoa hay
      • #1713 Collapse

        Forex trading emotions se ni hoti hai, forex trading ko ham apne emotions se control ni ker sakte hain balke forex men agar emotionally activities ki jaen to forex se hamen sirf loss milta hai.
        Forex men ham jab bhi emotions men aa ker koi decision len ge to ham wrong ho jaen ge q k emotions men hamari analyse ni hoti isliye hamen loss ko dekhna parta hai.
        Trading k liye zaruri hai k hemen forex men emotions ko avoid krna chahiye.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #1714 Collapse

          Sahe keh rahe Hain ap koi be busniess ho ap apne emotion ko control Kar ke Karen GE tab he kamyab honge.. emotion mai some time sahe faisla be ho jata Hai magar mere hisab SE trading mai emotion ko control Kar ke he ap successful trader ban pao GE kyu ke trading bohat risky business Hai yaha ap ka experience he Kam aye ga.
          • #1715 Collapse

            agar hum emotions ko control kar kay tradinng karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain theak say time dain aur esmain fresh mind kay sath trading par focus karen kyun keh agar hum emotions main trading karen gay to he humari trading achi nahi ho sakti
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #1716 Collapse

              hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur emotion main hum theek tarhan kam nai kar skty hain so hamain market main hard work kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay it is best
              • #1717 Collapse

                Dear bat to ap bil kul 16 anay thek keh rahay ho lekin masla yeh ha k jb banday ko loss hota ha to emotions pay qabu krna muskil ho jata ha aur banda baghir analysis keay trade lga deta ha aur mazid nuqsan hota ha. So hum sb ko chaheay k emotions pay qabu rakhain aur thanday dimgh say trading krain.
                • #1718 Collapse

                  agar hum emotional ho kar trading karen gay to humari trading achi nahi ho sakti aur hum market par theak say focus nahi kar sakty so humay chhaiey keh es bsuienss main fresh mind kay sath trading karen agar hum aisay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karna bohat aham hota hay
                  • #1719 Collapse

                    aagar hum emotional ho kr trading karen gay to humari trading achi aur behtreen nahi ho sakti so humay ulta loss ka samna karna parta hay humay chahiey keh dil lga kar trading par dhyan dain kyun keh sahi say trading par focus kar kay trading karnay say he achi earning hasil kar sakty hay ye aik bohat acha business hy
                    • #1720 Collapse

                      Yahan Par agar aap kaam karna chahte hain toh aap apne emotional ko Hamesha control Mein Rakhe kabhi bhi aap isme long time ke liye apne aap ko ispe use Na Kare aur apni entry ko ek acche method se use karte hai
                       
                      • #1721 Collapse

                        emotional ho kar kam karty hain to trade main kam karna kafi risky ho sakta hay huamin agr kam karna hay to market ko wwatch kar kay hi kam karna hog a ta kay trade karty time humain kuch to hasil ho sakay humain practice ki base say market ko gain karna ho ga ta kay loss km say km ho sakay
                        • #1722 Collapse

                          agar hum emotional ho kar trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain lalach nahi karna chahiey kyun keh lalach ki waja say market main earning nahi ho sakti hay aur fresh mind kay sath he hum market par theak say focus kar sakty hay es businness main money managemnet karty huway he trading karen
                          • #1723 Collapse

                            emotional ho kar kam karty hain to trade karna kafi sai ho sakta hay humain agr success hasil karni hay to low risk main kam karna ho ga kun kay agr emotional ho kar kay sab orders ko close kar dyty hain or is main kam nai karty hain to trade karna humary liye koi achi earning nai dy sakta hay
                            • #1724 Collapse

                              g han dear hamain is kam main hi nai har kam main apny emotion ko kabo main rakhna ho ga aur pahr hi hum sucess hon gay aur jald bazi say hamain loss bi ho sakta hai so hamain market main profit hasil karein gay aur earning ho saky gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1725 Collapse

                                Ji bilkul emotionalko kr decision nhi lena chahye. agr hum emotional ho kr decision len ge tw ho skta hy j hum apna boht bra nuqsan kr len. hme forex me apne eotions pr control rkh kr trading krni hoti hy. yhi forex pr kamyaabi ka raaz hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X