market mai stop loss ka use

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: market mai stop loss ka use

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Jawad_Malik پيغام ديکھيے
    Dear forest member stop loss market ki moment job market selling mein ho ya buying mein hun aapane selling ki hai to aap stoploss lagate Hain agar selling ke hai to aap ne wahan ki Hai to vah buying Mein ja rahi hai to aapko loss ho raha hota hai aap wahan per stop loss set karte hain jitna aap stop-loss rakhte Hain utna hi aapko loss hota hai usse jyada aapka stop loss Nahin jata vahan per ja kar trade automatically close Ho jaati Hai
    Shukria ❤️
    Forex market main stop loss ka istimal hamasha ziada nukasan se pachne ke liye kya jata hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: market mai stop loss ka use

      ham apni trading Mein stop loss laga ki Achcha Se Achcha fayda Hasil kar sakte hain Jab ham trade open Karte Hain aur Agar trade open karte hue market trade ke opposite Chali Bhi Jaaye Tu yah stop-loss Hamari-trading ke liye bahut jyada best Hota Hai stop loss Hamen bahut jyada loss hone se bacha sakta hai isliye Hamen stoploss Jarur Lagana chahie
      • #18 Collapse

        Re: market mai stop loss ka use

        trade Mein stop loss Lagate Hain To Is Tarah is stop loss se aap acche benefits Hasil kar sakte hain trater Jab trade open karta hai aur use Waqt Agar market use ki trade ke opposite Chali Jaati Hai to use Waqt yah stop loss aapki trade ko sirf karta hai aur aapko bahut jyada nuksan hone se bacha leta hai Jab market opposite ja rahi hoti hai to use takat hai aapke account mein maujud balance kam Hona shuru ho jata hai Jab balance kam hota hai to use bataiye stop loss aapke liye helpful sabit Hota Hai Jab aapka balance Kamana Shuru hota hai to use stop loss ki vajah se aapki trade Khud bahut close Ho Jaati Hai Jiski vajah se aapko nuksan Sevak Jaate Ha
        • #19 Collapse

          Re: market mai stop loss ka use

          Forex trading Mein trade lagate hue hamen stop loss aur take profit ka option use karna chahie Taki Ham apne account ko sev rakh sake Forex trading Mein kam karte hue hamen apne account ko bhi seve rakhna hota hai isliye hamen chahie ki Ham stop loss ka option use Karen aur apne account ko wash hone se bacha hai Agar Ham yah option use nahin karenge to hamara account wash ho sakta hai isliye hamen lalach nahin karna chahie aur zyada profit ke chakkar Mein hamara account bhi wash ho sakta hai agar Ham SL aur TP ka option use karenge to Ham bahut acchi earning kar sakte hain aur apne account ko save rakhe bahut acchi trade bhi kar sakte hain Forex trading ik aisa platform hai jis par online work karke bahut acchi earning kar sakte hain lekin iske liye zaruri hai ki aapke pass planning Ho Puri planning ke sath aur market ko study karke Agar trade karenge to aap Forex trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: market mai stop loss ka use

            Hamen Apne kam Mein Star Plus ka istemal bahut karna chahie Agar Ham Kisi nuksan Mein ja rahe ho to stop Laga Laga Ne Se Star Plus Lagane se kya fayda hota hai ki agar Ham nuksan Mein Ja Rahe Hain To isliye Hamen bachat hoti hai isliye is ka istemal Agar bahut Jaruri ho to istemal Karen Star Plus ka istemal ek bahut hi perfect aur Aasan kam hai isliye Agar Jyada nuksan se bachna ho to Star Plus ka istemal Karen
            • #21 Collapse

              Re: market mai stop loss ka use

              Ji Dear bilkul aapane sahi kaha stop loss aur take profit ko Hamesha apni trade ke upar implement karna chahie kyunki ine donon tools ka bahut hi jyada impact padta hai hamari har EK trade ke upar agar Ham stop-loss aur take profit ko implement nahin karenge hamari trade ke upar to Ham sirf nuksan Mein Hi rahenge kyunki jab market hamare against movement dikhti Hai to hamen use time stop loss bahut hi acchi support deta hai aur jab market hamare favour Mein movement dikhti hai to use time hamen take profit bahut hi acchi support deta hai aur jab Ham ine donon tools ka istemal sahi time par aur acche tarike se karenge to maximum profit Forex ke business se gain kar payenge agar yah donon tools Ham apni trade ke upar implement nahin karenge to kabhi bhi Forex ke business se achcha profit book nahin kar payenge forex ke business ko har angle se dekhna chahie aur acchi tarah mehnat karke Hi Kam karna hoga tab jakar ke Ham Forex ke business mein success Ho payenge
              • #22 Collapse

                Re: market mai stop loss ka use

                jee bhai ap ne bohat he achi or knowledge able baat shiar ki hai forex main agr ap ne apna acount safe karna hai ya ap ne iss main bohat dair tak marete main survive karna hai to ap ko chaieh k ap forex mian jab bhi trading karen to apko chaieyie k ap iss main trades place karnay se pehlay apna stop loss zaroor select kar len iss se ye hoga k ap jitna bhi apna stop losss select karen gy ap iss mian utna he loss len gy jitna ap ne apna stop loss lagaya hoga uss see opr ap apna loss nai le sakty ye aik bohat he acha tools hai forex trading main stop losss or take profit iss ko hum usee kar k apny acount ko secuar kar sakty hian
                • #23 Collapse

                  Re: market mai stop loss ka use

                  jee bhai ap ne bohat he achi or knowledge able baat shiar ki hai forex main agr ap ne apna acount safe karna hai ya ap ne iss main bohat dair tak marete main survive karna hai to ap ko chaieh k ap forex mian jab bhi trading karen to apko chaieyie k ap iss main trades place karnay se pehlay apna stop loss zaroor select kar len iss se ye hoga k ap jitna bhi apna stop losss select karen gy ap iss mian utna he loss len gy jitna ap ne apna stop loss lagaya hoga uss see opr ap apna loss nai le sakty ye aik bohat he acha tools hai forex trading main stop losss or take profit iss ko hum usee kar k apny acount ko secuar kar sakty hian bal k main to har new member se yahi kehna chahumga k who issko lgaan hargiz na bhoola karen ap take profit chahy lagan bhool jaeen lekin apko chaieh k ap stop loss lagan kabhi bhi na bhoolen
                  • #24 Collapse

                    Re: market mai stop loss ka use

                    Yah doston forex phone number hamen jyada se jyada knowledge gain karna chahie aur market ki limits ka jarur khyal rakhna chahie aur hamen Stop loss aur take profit ke limit ka istemal karna chahie tha ke hamara account whitewash hone se pahunch jaaye agar Ham stop loss aur take profit ka sahi istemal karte Hain to Ham safelye trading karke achcha profit hasil kar lete hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: market mai stop loss ka use

                      hamy stop loss ko use kar ky kma karna chahey pher he hum is mai loss sy bach sakty hai agar hum stop loss ko ignore kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum is mai run kar saky hamy kamyabe ky tools ko use kar ky is mai trading karne chahey

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X