Assalamu Alaikum dear forex friends...
Dosto ziyada spread waly currency Pairs per trade na lagaya karen. Jyada spread currency is mein hota hai Jin per normal trading kam hoti hai. news ki vajah se un pairs per trading increase ho sakti hai otherwise normal un per trading kam hi hoti hai aur trading kam hone ki vajah se in currency pairs ka spread zyada hota hai for example EURNZD ka spread ziyadad hota hy. as a beginner trader main aapko yahi advice dunga k aap chhote currency per yani zyada spread wale currency pairs per trade Na lagaya Karen in pairs per Koi khas movement nahin hoti aur Market 24 hours mein maximum 10 to 15 pips up ya down hoti hai. yaha par aapko Koi khaas profit nahin denge isliye apna balance yahan per hold karne ki bajaye aap bade pair aur commodities mein trade lagaya Karen. Vahan se aapko acha profit mil jaega

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим