Apne Ap Ko Fresh Rahken
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

    Dear members Forex par kaam krte time apne Aap ko Fresh rkhen Fresh mood and Fresh mind ke Sath Forex par kaam krne ke liye bethe without Fresh mood kbhi bhe kaam na kren because jab Aapka mind and mood Fresh Nahi hoga tu Aap kaam sahe Nahi kar payen ge Aapko loss bhe hoskta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

      ji aap Forex trading me mein apne aap ko fresh rakhna hoga tabhi aapko achcha fayda hoga Forex trading mein agar Ham Activa kar kam Karenge Hamen acchi trade mein sakti hai hamare anil sachiv sakte hai main market kemon ki samajh acchi ho sakti hai
      • #48 Collapse

        Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

        Hello dear Forex members
        Ji han aapane bilkul theek kaha apne aap ko jitna freshman rakhenge ham utna hi jyada acchi quality ki ki post create kar sakte hain jisse Ham ko jyada Se jyada bonus Milne ke chances hote Hain aur ISI Pune se Ham trading karke a profit Kumar sakte hain
        • #49 Collapse

          Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

          Assalaam Aliakum Dosto khud ko fresh rakhein takay aap trade ko sahi tarha say samjh sakein agar aap burden lain gay ya tu kaam karnay mein preshani hogi tu sahi tarha say na tu learning kar paein gay na he posting ka theik tarha say jwb day paein gay aur trade lagnay mein mushkalaat hn gaein analysis mein issues aein gay, time spending is a core thing for the best trading if your spending much time on forex you will got success in business, maintain your daily performance without any delay.
          • #50 Collapse

            Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

            Assalam-o-Alaikum
            G ap ne bilkul durst kaha k humy apne ap ko fresh rakhna chahiye, jab tak humara mind fresh ni ho ga tab tak hum behtr kam ni kr paye gy post lagana or thread lagana aisa kam ha jo k fresh mind k sath hi kr sakty ha, agr hum fresh mind k sath trading kry gy to zruur successful ho jy gy, is liye humara mind fresh hona chahiye.
            • #51 Collapse

              Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

              Ji bilkul dear Forex member Forex per Aate Waqt Hamen chahie ke Ham iske liye schedule ke hisab Se Apna time mokarar Karen Taka use time Hamara mind iske liye fresh Ho To Hamen chahie ke Ham Subah ke Waqt Forex ko Apna time de aur fresh mind ke sath ismein apni quality wali post, apni trading Karen Aur Is Se ham Apne loss ko Bacha sake aur apne account ko profitable banaen..
              • #52 Collapse

                Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

                Assalamu alaikum dear friend sumit karta hun aap se honge ji han ek achcha kam karne ke liye ek satman dimag ki jarurat hoti hai jo log har kisi tension kam karte Hain vah kabhi bhi nuksan ke bare mein nahin sochty vah hamesha bri soch rakhte Hain
                • #53 Collapse

                  Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

                  Ji ummid hai aap sab khairiyat se Honge Jaise bhaiya kah Rahe Hain Ki apne aap ko fresh rakhen bhai iska main aap apna Jahan Ko Jitna fresh Rakhenge utna Mara fayda Hai ismein Kisi bhi kam ko karne ke liye tavajjo ki jarurat hoti hai agar Ham Pareshan Ho Gaya to usko Tumhen Jo Se Kar Payenge Varna uska Mein Humse Koi Na Koi galti ho jayegi isliye Apne kam ko karne ke liye Insan ko fresh Rahana lajmi hai tu Aakar vah kam Apna Tu Jo mehnat aur Lagan se kar sake Forex form mein main kaam ko karne ke liye Insan ka Jaan Ko fresh hona lazmi hai Taake vah acche a kam kar sake
                  https://t.me/pump_upp
                  • #54 Collapse

                    Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

                    Fresh mind k sath trading ka apna maza bhi ata hai aur hamari strategies aksar awqat theek bhi hoti hai. Zaroori nahi k hum har medan me sirf kamyab rahe. Kuch jaghon pe hamen nuqsan bhi ho sakta hai. Lekin fresh minds k sath jab trade karengay to hum apne nuqsan pe jald hi qaboo pa sakte hen. Lekin agar hamara mind hi fresh naho to hamen ghusa bhi a sakta hai aur pher hum sirf apne apko hi nusan de sakte hen.Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai. Frish mind hamen aik behtareen hikmat hogi ki us se hum apni apko kamyab bana sakte hn.
                    • #55 Collapse

                      Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

                      Kisi bhi chij ko samajhne ke liye hajir dimag ki sabse Jyada jaruri hai agar Hamara mind fresh Nahin hoga to vah Teesta jitni bhi Aasan Ho vah Hamare pahle Nahin padegi ISI Tarah Hamen Khud Ko Khush Rakhna chahie Khud Mein Kaun si dance develop karna chahie aur Forex ke bare mein full information rakhni chahie aur yah sirf aur sirf Hamari freshness per depend karta hai aur Hamare mood Te depend Karta Hai ISI Tarah Hamen apne aap ko Maar mood ko fresh Rakhna chahie Jiski wajah se Hamen sakte hain Jyada der tak
                      • #56 Collapse

                        Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

                        Dear friends,
                        Umeed hai sb friends khariat sy ho gy jesy k bhai ny kaha k forex trading mi apko apna mind fresh rkhna hota hai jb ap khud b fresh rhy gy or apna mind b fresh rkhy gy to ap kamyab hony sy apko koe ni rok sgta so guys jb ap markeet m honto khud ko b or apny mind ko fresh rkhna seekhy or cool mind sy trading start kr dy to ap aik achy bossiness man bnny k qabil ho jae gy so guys agr apko meri bat achi lgi ho to like lazmi kr dy thanks so much dear friends
                        • #57 Collapse

                          Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

                          Ji Bhai hamen apne aapko aur apne mind ko hamesha fresh rakhna chahieAgar Ham apne mind ko fresh rakh kar aur acchi mehnat ke sath aur Dil laga kar kaam karenge to Ham bahut acchi earning kar sakte hain aur good profit har kar sakte hain lekin iske liye hamara fresh hona aur hamare mind ka fresh hona bahut jaruri hai agar Ham koi bhi kam karen to usko fresh mind ke sath Karen aur apne aap ko hamesha fresh rakhen shukriya
                          • #58 Collapse

                            Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

                            Apna aap ko fresh rhkay aap ki baat bilkul theek hai forex main aap agar fresh ho Kar Kaam krtay hai tu aap Acha Kaam Kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai agar aap ka mind fresh nhi ho ga tu aap ko nakaami ho gi iss Lia aap ko fresh hona bohat zurori hai
                            • #59 Collapse

                              Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

                              Dear members,
                              Umeed hai k ap khairiyat se hungy or apni working iche treke se kr rhe hungy jesa k member ne kaha k forex me success hasil krne k leay zrori hai k hm consistent work kren or jis k leay zrori hai k hm apne mind ko fresh rakhen bcz agr boring feel krte hain to is se wkt k sath sath hmare work ki speed kam hiti jati hai.
                              Is leay agr hmare pas entertainment ho jis se mind fresh rahe to phr apna kam pori speed k sath continue rakh skte hain. Bilkul aisa hi trading me hota hai agr hm fresh mind k sath trade krte hain to hmare pas kafi confidence hota hai jis k sath hm positive rehte hain or profit hasil krte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Apne Ap Ko Fresh Rahken

                                Assalam walekum dear forex members jaisa ki Ham sab jante Hain ke koi bhi kam karne ke liye hamen fresh hona jaruri hai aur ham koi bhi kam Karen jab Ham fresh mind se kam karte Hain to hamara kam bilkul achcha hota hai isiliye Ham jab bhi Suraj number per kam Karen to hamen freshmen hona chahie main aapse yahi kahana chahunga ki hamen forex forward karne ke liye time table banana chahie jismein ke subah subah mein posting karni chahie jab Ham subah subah posting karenge to hamara mind fresh hoga aur ham bilkul fresh honge aur har sawal ka jawab bilkul theek denge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X