greed dangerous hai dear friends

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g han ap theek kehtay hain k Forex main humain always greed se door he rehna chahie Forex aik risky business hay ager hum is main greed krain to Forex trading main bohat loss b ho sekta hay is lie humain Forex main greed ni kerna chahei belke market ka analysis ker k trade kerne chahie aur apna lot size b kem rekhna chahie.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ji bhai ap ki baat theak hai greed bohat dangerous hai kyn k ap greed karo gy tou ap ko loss hoga aur ap kbbhi bhi kamyab nahi ho sakty is k liye ap ko sabar sy kaam lena hoga tb hi ap kamyab ho sakty hain.
      • #33 Collapse

        Salam brother meine bohut sarey posts mein yeh para hai k humein greed se door rehna chahiya magar kisi b user ne abi tak yeh nahi bataya k akhir greed se door kaisay raha jayee aur kaisay greed se bacha jayee.
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: sngl پيغام ديکھيے
          my dear friends forex me greed bht dangerous hai hum greed k sath kabhi bhi achi trading nahi kar sakte hum jitna ho sake greed se door rehna chahiye.
          asalam o alikum my dear friend apne thek kaha hai greed dangrous hia or greed main hamesha noqsan hi hota hia hamen is se bach ke rehna chahyea or chota profit mile to b exit ho jana chahyea thora hona na hone se bahter hai
          • #35 Collapse

            G my dear friend me ap ki bat say muttafiq hota greed har kham me duba deti or or yahan greed ka mtlb h k hum nay jitna time dia wo zaya h , greed nai hona chaye or sabar say kham lena chaye bus ,
            • #36 Collapse

              g han forex trading mien greed bohat ziyada dangerous hai aur apko chahiye ke ap is mien apni greed ko avoid karen aur isko ap sahi se seekhen aur iski practice karen.
              • #37 Collapse

                yaha dear forex main greed he to aik factor hy jo k humery control main nahe rheta our hum iss ki waja say apna barey say bara account bhe wash ker dity hain to humean us ko control kerna ho ga tab he khuch forex say hasel ho ga
                • #38 Collapse

                  Sirf forex par hi nahi lalach to zindgi k har kaam me krna boht buri baat hy or ye insan ko ruswai k siwa kch ni deti. Aik kamiyaab shaks me agar greed aa jae to wo apna sab kuch kho skta hy or aik nakaam shakhs ban jata hy. Issi trah agr forex me bhi lalach ki jae to koi bhi apna sara pesa kho skta hy.
                  • #39 Collapse

                    Agr ap is market ma greedy se kam krty he too wo is ma kamyabi hasal nahi kar skaty. agr ap is ma hir din profit hasal kran hi too ap is ma planning aur patience se kam kr ga.
                    • #40 Collapse

                      g han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah lalach se kam nahe krna chahe hmen chahe k hm is business me soch smjh k kam karna chahe kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain tu hm is business me acha earn kr skaty hain
                      • #41 Collapse

                        greed bohat he ziada dangerous hoti hai greed se hamesha door rehna chahiye aap ko agar lalach me he rahen ge to kama nahi saken ge is business se is lye apne andar ke lalach ko bilkul khatam kar ke he forex trading kari jani chahiye .
                        • #42 Collapse

                          bilkul greed bht hi hatanak hai or greed krny waley forex msi kabi kamyab nhi hu skty forex mai agar kamyabi chaty hain or profit banana chaty hain tu greed sy bachna bht zarori jitna b profit hu sth sth withdraw krwaty rahy yahi behtr hu ga
                          • #43 Collapse

                            g han forex trading mien greed bohat ziyada dangerous haia ur apko chahiye ke ap is mein greed ko control karna seekhen is business ki bharpoor practice karenge to ap zaroor kamiyab honge.
                            • #44 Collapse

                              yeah dear, greed is too much dangerous, greed boht buri balaah hai is ko khud ko safe rakhna boht mushkil hota hai or greed se bachny ka aik solution hai mere pas, ager ap forex trading men apni strategy banaty hein ya koi planning kerty hein tu ap take profit ko use kerien, is se ap zada greed nahi kerty hein,,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Forex trading business mein greed sab se ziada dangerous hy forex trading mein jtna ziada greed se loss hota hy aur kise se nhi hota hy is liye greed se bach kar trading karni cahaiye aur greed se hum tab hi bach saktay han jab hum forex trading ki learning karain gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X