greed dangerous hai dear friends
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g han bhai agr hum greed karian gaye to hamara loss ziada ho ga is liey humein greed nahi karna chaihiye ao rmehnat kar ke earning karni chiaye humein greed se bachna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ji han dost blkl thk bt ki apny k hmy greed sy bchna chahiay, mai agree krta hun apki bt sy.. achy traders kehty hain k jo bnda greed sy nae bchta wo 99% sure apna loss krta hai aur kbi kbi to bnda apna pora capital loss krdeta hai ek choty sy lalach k pechy
      • #18 Collapse

        G Bhai bilkul greed dangerious hai or agr analyse kiya jaye to trading mai 90% traders ko trading mai loss or emotional ho kr trading krnay ki wja say loss hota hai isi liye agr trading mai trader ko loss ho jaye to emotional or greedy nhi hona chhaiye blkay complete patience k sath apni mistakes ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          han dear ye aik acha buiness hai ye aik acha buiness hai ye aik real buiness hai is ko kafi loog kr rahy hain ye aik real buiness hai is ko kahein bhi kia j skta hai ye aik acha buines shai ye aik acha buiness hai
          • #20 Collapse

            Is main koi shak nahi hy keh lalach buri bala hy. Jo log lalchi hotey hain woh small profit sey satisfy nahi hotey aur ziada sey ziada ki search krtey rehtay hain, jis ki waja sey loss hota jata hy, lekan woh forex market ko blame krtey rehtay hain. Hamain agar forex main kamyabi leni hy to greed ko good bye kehna ho ga.
            • #21 Collapse

              Assaalm u alikum friend jee haan hum greed k sath isss foex business me nhi chal sakty hain or humein trading se koi profit bhi earn nahi ho sakta hai jab tak hum greed k bina trading na keren, iss liye forex traders ko chahiye k jaldi ameer banne ki laach me na rahen or pateince se trading keren.
              • #22 Collapse

                aap ko agar kuch get krna ha forex se to aap ko apne andr se greedness khatam krna pare gi..greedness ne forex me hamesha logon ko nuksaan hi dya ha ..ap apne daily k goals set karaain or un ko achieve krne k bd ap mazeed trading na karain..baki ki trading next day karain bilkul bhi lalach na karain..yeh boht zarori ha..
                • #23 Collapse

                  ji ha dear member.lalach ek buhat hi buri bala he jo har kam me kabhi na kabhi loss deti he,isly hume hamesha lalach se bachna chahye or khas kar k forex me to hume kabhi emotional nahi hona chahye or na hi kabhi lalach karni chahye,hamari ye bat sab friends ko ek advice he.
                  • #24 Collapse

                    Forex trading aik aisa business ha. jis me kafi achi trading hoti ha. But is me greed ni chalti . agar ap greedness se kam le gain to boht nuqsan ho ga ap ko or ap kafi kuch loss kr jaey gay
                    • #25 Collapse

                      G forex trading mein greed Sab se ziada dangerous hy aur forex trading mein Sab se ziada loss greed ki waja se hota hy is liye greed se Bach kar trading karni cahaiye tab hi forex trading mein profit earn kar sakty han aur greed se hum stop loss aur take profit use kar k greed se Bach sakty han
                      • #26 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hmen loss ho sakta ha is iliye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi krna chahe hmen soch smjh k kam karna chahe
                        • #27 Collapse

                          jee haan mary dost forex trading main greed hi nuksan ki waja hai hamain lalach nahi karni chahye oh thora thora profit earn kar ky apny account ko agy barhana chahye or apny account ko saf rakhna chahye
                          • #28 Collapse

                            ji han bilkul brother forex trading main greed bht eh dangerous cheez ha kyun k jab hum greed karte hain to hum kam sahe tarah sar anajm nai dai pate hain hur phr humey loss hjata hah greedy log forex trading main kam he nai kar sakte hain
                            • #29 Collapse

                              Greed is curse. Lalach main aa kar hum apna sara balance zaya kar detay hain aur phir forex ko blame krtey hain. Hamain apni mistakes ko khud judge krna chaheye aur lalach sey door reh kar trading krni chaheye. Hamain aik target bana kar kam karna chaheye aur ziada profit key chakar main nahi parna chaheye. Hamain apni ability aur skill key mutabiq hi benefit milta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Boss app may sahe kha hy trading main trader ka sab say bara dushmen us ka uss main laluch jes ki waja say he bohat loss hota hy oir traders ko account zero hony k ilawa khuch bhe nahe milta hy oir jo bhe us ko kobo ker leta hy wo kamyaab hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X