Kyun log forex se darte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    bilkul nahe mare dost koye ve Forex foram trading se nahe darte o log darte hay apne loss se..o log a sochte hay k una loss na ho jaye iss liay trdeing k bad o log bohot he ghabrae huye hote hay.jo thik nahe hay.tride kiya to profit ya loss to hoga he..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      ASSLAM O ALIKUM DEAR'S log forex trading sy as liye darty ha kyo ky as ma kabe kabe loss be ho jata ha.laken app forex ma acha tarha kam kary umeed ha app forexc ma kamyab ho gy.
      • #168 Collapse

        dar asal bat ye ha k koch log bahot se online jobs ke hoi hotyn han to on ka bhraosa online busness se oth jata ha es liy wo forex ko join krny se phly darty han lekn jb join jkr lety han to phir bahot khosh hoty han.
        • #169 Collapse

          forex akonlinejop ha sab is ma kamkarn ha par is ka loss sa darta ha sab ko is ma loss to hota he sab ka liy ha forex ak aca busines ha sab ka liy ha fpex alk acha busines ha sabis kam ko boht likek kart ha
           
          • #170 Collapse

            main to un logon ko ye hi kahun ga kay Forex main loss hay to profit bhi usi ratio say hay.ham Forex main profit easily kama sakty hen bas hamain Forex ka knowledge hona chahiay or news per nazar kay sath sath thora experience bhi sath hona chahiay.
            • #171 Collapse

              wo is lye kiyon k log is par unexperience ki wja sy apna sara balance loss kar dyty hain lekin asa nahi hona chaheye achy hard work k sath forex mein work kar k acha profit earn kya ja sakta ha or easy success hasil ki ja sakti ha
              • #172 Collapse

                forex trading me trader wo drte heng jo forex trading me acha experience nahi rakhte g forex me inexperience log loss krte hen g or isi waja se wo forex me loss krte hen g k un ko experience nahi hota forex trading ka or knowledge ki kami hoti ha g
                • #173 Collapse

                  bhai jan forex trading say log is liye darty hai kio k ya buht hi risky kaam hai or ya hmary liye risky us wqt hota hai jb hum is kaam ko learn nai krty jb is kaam kay bary may acha experinc ho ga or knowlegd ho ga tb is kaam ko risk free ho kr kia ja skta hai
                  • #174 Collapse

                    forex main darna ki bajai yea hai ki forex ek risky business hai or is main jiada ta log loss karta hai is lyea wo log forex se darta hai laikn mian forex business main darta na hi hu because main is buisness ko thora bhout jan cuka hu is lyea main darta na hi .
                    • #175 Collapse

                      Bhot se log forex ko join akrne se isliye darte hain kiun ke unke pas isko koi basic knowledge nai hotii aur na woh seekhna chahte hain bus woh chahte hain k hamen aur busniss ya jobs ki tarah is se fix earning millti rahe to thek hai unse mehnat nai hoti aur agar woh is main apni knowledge gain kar bi lete hain to trading main invest karne se darte hain ke kahen unko isee loss na hojaye to ase logon ko main yeh kehna chahungi ke har busniss mai loss aur profit donu hote hain agar hum isse future main achi earning hasil karna chahte hain to ahmen apne andar se dar ko katam kar ek isko join karna chaye kiun ek yeh aik best buniss hai.
                      • #176 Collapse

                        forex se sirf wo log darty hian jin ko is ki achi knowledge nahi hoti phir bhi wo trade karty hain and loss kar jaty hain aur nuqsan uthaty hain aur ghaty me rehty hain.....
                        • #177 Collapse

                          dear q k forex ak risky business hy our jo log es sey darty han wo es ko achi tarah sey samjhty nai han our unko sirf loss hony ka dar lagta hy jis ki waja sey wo forex sey darty han
                          • #178 Collapse

                            main kuch is tarha se kahon ga ke internet aur dosre kaam hote hain jin per ap ko loss nahi hota but bht slow earning hoti hai yani fix earning hoti hai aur ye earning barti nahi tu aisa kaam ka koi fida nahi jab ke forex trading ke business ko learn karne ke time main ap ko loss hota hai but bad main jab ap is business ko learn
                            • #179 Collapse

                              Dear log ye samjhte hen k forex ko join karne se aur is pe work karne se humain loss ho jaye ga lekin aesa bilkul nahi hota agar hum forex ko ache tareke se sekh len gy to humain loss nahi hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                dost asiel main forex trading kay baray main logon main buhat se galatfahmi pahi jati ha kay ises main loss zaida aur profit na honay kay barabar hota ha ye un logon naie pahlahi hoti hain jo kyud bakhair learning kay forex main ah kay apna loss kar chokay hotay hain aur dohsaroon ku misguide kartay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X