Kyun log forex se darte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    asal mein brother forex mein jese profit milta hai wese hi loss bhi ho jata hai isi liye log forex k kaam se darte hain ke wo kahin loss hi na kar bethen apni saari amount aur koi waja nahi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      ye business he aesa hain k log easay karne se darte hain q k sub jante hain forex trading bohat risky hain is me profit b hota hain aur loss b bohat hota lakin agar apk pass experience acha ho aur apko forex trading karne ati ho aur apne uper confidence ho tu apko forex trading karte waqt dar nahi lagay ga q k knowledge hain tu achi earning hain islie darne se suceess nahi milegi achi knowledge len then start kare phir dar nahi lagay ga loss ka
      • #138 Collapse

        Forex mein loss ki waja se mostly traders ko khouf ata he or wo dur jaty hein jis ki waja se wo forex ko properly nai kar patay or sirf durtay rehtay hein, unhein dur ko nikalana hoga ,wo isi tarha durtay rhay to phir forex ko kesy karin gay.
        • #139 Collapse

          mera bahi pala is ko demo account par sahi tara samjavo to pir os ko pata chala ga ka forex trading to international market ha is ma ager ak dafa banda join kar lay to vo ya kabi nahi chura ga ya ak nasha ha
          • #140 Collapse

            Aslam-o-alaikum to all of you dear friend's, yahan aanay say pehlay bohut he zada log dertay ahin kyoun ke es amin bohut he zada risk hota hai our to our aik dam he loss hona hota hai so log es bat say dertay hain.
             
            • #141 Collapse

              mary kahyal sy log forex trading sy is liya dara ty han han kyun k is ki wajha sy sub sy bari ya hai k log trad main lose kr jaty han or jo in ki real amount hoti hai forex trad sy he log acha b earn kr ty han par hun k pass boht experience ho ta hai . forex ki trad main acha exprince hona lazmi hai nahi to hum ko forex trad main lose ho jata hai is wajha sy log forex sy darty han par ya acha nahi forex ak business hai or business main lose hota rahe ta hai.
              • #142 Collapse

                friend kuch log jo bechare forex business se derte hen us ki aik he wajha hai mere khayal se k un ko atni ziyada knowledge nahi hoti forex business ki aur bgair knowledge k forex men loss k sew kuch nahi hota achi laerning acha experience he profit kerta hai forex business men tu jo derte hen forex se un ki knowledge ko bharaya jai tu wo zaroor forex ko join kren gay
                • #143 Collapse

                  sahi kaha forex mein anaey sey log dartey hain qk zada tr log loss sey dartey hain bohat zada aur samjhe hain k yeh shayd fake kaam hai qk zada tr log bohat logo k sath ghalat krte hain kam krwalete hain aur salary nh milti fake hote hain yahi wja hai agar forex wale grantee dngay k yeh fake nh to zda se zda log ayengay
                     
                  • #144 Collapse

                    Mery khyal main jo log forex trading kay bary main sahi say nahi janty wo forex trading say darty hay aur jo log forex trading main loss kar chukay hay sahi btaon to thora mujay bhi forex trading say dar lagta hay.
                    • #145 Collapse

                      jin logon ko khud pe bharosa nahin hota ya woh forex ko aik proper business nahin samajhtay woh log yahan invest karnay se dartay hain mera un ko yehi suggestion hai kay app yahan pehle achi tarah learn karain practice karain phir trading karain to result app ki favour main hongay.
                      • #146 Collapse

                        bhi jan jin logo ki knowledge nahe hoti to wo he forex per tradding say dartay hain q kay wo hamisha yahe sochtay hain kay kahe un ka loss na ho jay to maray kahyal may in ko tradding say darna nahe chahyia
                        • #147 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                          Forex ko join kerne se kayi log derte hain un k khayal main iss kaam main nuqsan zyada or faida kam ya na hone k braber hai. Aap aise logon ko kia suggestion dena chahin ge jo unko motivate kare forex trade main aane k liye.
                          Mery khyal main forex trading say wohe log darty hay jo forex trading main new hay aur ya wo trader hotay hay jo keh apni galtio ki waja say forex trading main loss kar chukay hay.
                          • #148 Collapse

                            je han kuch log dartay han kay forex trading may zada tar loss hota hay jab kay aisa nahi hay dosto apki mahnat or experience apko loss karnay say bachata hay agar apko trade karnay may malomat nahi hogi koi learning nahi hogi koi experience nahi hoga to zahir hay apko loss ka imkan zada hota hay likin agar apko forex trading ka experience hay apkay pas achay ideas han to may nahi samajhta kay apko loss ka samna karna paray ga
                            • #149 Collapse

                              forex sy wahi log darte hen jo is men pehle loss kr chuke hon ya pher wo log jinen is ke bary men mukamal guide na kya gya ho men aesy logon ko suggest kron ga k kisi achy forex teacher ya trader sy kuch time training len aur demo account py trading kren ta k un ka aetmad bahal ho sky aur wo forex ko join kr sken
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                we should know that the actual trading using a demo account just is not good, and you will not get psychological exam which I think is much better and much more to make us steadfast in resisting psychological in us during're trading, so there are two skills that sharpened hattus the ability to analyze and psychological capabilities.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X