Fulfil your need, not greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Greed of the worst qualities that can be displayed by the stores in the forex market Valtma could lead to the loss of your loss is very large in the forex market and makes you one of the biggest losers in this market already
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Yes bilkul humy apni zaroriyat pyri hoti hon t humary liey kafi hai.aur zaroriyat ko limited bhi rakhna chahiey.jitni wishes increase karein gyn zaroriyat increase hon gi aur paisa zyada se zayada kamany ka lalich barhy ga .so Allah zarort puri kardy to hum shukr karna chahiey
      • #168 Collapse

        yes my dear brother forex trading ka business he aesa hay kay ager hum iss main acha perform karain gay to iska result bhe humain acha he milay ga, aur ager hum apni zaroorat kay mutabiq kaam kar kay acha profit avail kar rahay hain to humain greed kay chakkar main parnay ke zaroorat bilkul nahe hay...
        • #169 Collapse

          dear apne theek kaha hai jab hamen apni zarurat k mutabik har cheez milti hai to hamen greed se door hi rahna chahye greed hamen kamiyabi ki taraf jane se rokti hai
           
          • #170 Collapse

            Yes of course right if we want to fulfill our needs so we have to avoid the greed all the time, and need to increase our knowledge and experience and also need to use the demo trading account for getting the perfect knowledge then we can earn lots of profit from it.
             
            • #171 Collapse

              g han mere khayal k mutabiq bhi ye theak hai k jub aap apna liye itna profit kama lety ho k aap ki pocket money chalti rahy ya aap ka daly ka target poora ho jata hai tu phir aap k liya itna kafi hai ye na ho k aap greedy ho jao trading k doran iss ka result ye nikly ga k aap ka capital bhi loss ho jaye ga
                 
              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
              • #172 Collapse

                g bilkol brother aap 100% shi baat kh rhe Forex hamen bhot kuch sikhata hai or is se ham apna life style bhi change kar skte hen or bhi bhot tbdile la skte hen life men.
                • #173 Collapse

                  Yes, you are absolutely right. Forex trading main loss ki eik boohat bari wajha Trader ki greed hai, Joo trader ko satisfied nahi hony dati. Eik trader ko chahiyea k ager woh itna earn ker raha hai k us ki needs puri hoo rahi hain tu usy Lalaach nahi kerni chahiyea aur esi per satisfied hoo ker shuker kerna chahiyea.
                  • #174 Collapse

                    dear i thinkt ah tofrex trade si the ebst for all of us and a s a good earning source and i thinkt ha t w elal cna start earning from forex tradingq dn i think tha t w elal cna gain join fore xtrade and cna gain money fromf fore xtrading sbueinss miore and more and i think tha tofrex trade si the ebs tof ro all oof us and w all need to join fore xtrade
                    • #175 Collapse

                      Forex ek aesa business hai jiss me hame apna life style change karnay pora moka milta hai but if you have some 2-3 years good experience and some good capital then go to trader funther only.
                      • #176 Collapse

                        forex ap ki life ko bhut chag krta ha yahe aik bt ha forex ki jin logo ko yaqeen ni hota un ko aik bar ya do dakho ap ki life bhut chang ho ji ge
                        • #177 Collapse

                          g brother aap theak keh rahy ho forex trading main agr hum aik target rakh kr trade krein jis se humara maqsad poora hota ho tu mere khayal se jub target poora ho jaye tu ous k baad trade he nahi krna chahye agr aagy trade krty ho tu ye aisa hai jaisy ap greed kr rahy ho or forex trading main kabhi greedy trader kamyab nahi hota hai
                           
                          :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                          • #178 Collapse

                            need app ki ye hai k app ko sab se pehle to learn karna chaei forex ka or phr app ko demo use katrna cahie sab se ahm bat ye hai k greed par control rakhna pare ga then hi earning kar saken ge app ....
                            • #179 Collapse

                              bhaii agar hum forex ko achi trha se learn kar let hain aur is main aik achi planning ke sath work kartey hain to phri hum hamen is main greedy bane ki koi khas zaroorat hi nahin rehti hey aur phir hum is main apne experience se hi achi income hasil kar saktey hain...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                greed to har insaan ka andar hoti hai. lakin forex main agar hum pehlay aik plan bana lein ke hum nay daily kitna profit earn karna hai aur phir uss ke mutabik hi chalein to humein trading main bohat asani ho gi aur zehni tension se bhi bach jayein gay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X