Fulfil your need, not greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    fulfill yoru need lekin ap nay greed nahi krna and patience during trading important hay kiyon kay forex aik legit business hay forex say aap unlimited earning kar sako gay sirf yoap ko knowledge gain karna hoga woh knowledge ap forex demo account par trading kar kay gain kar saktay hay and forex feature mein bhi aik best business hoga and mein aik acha trader bano ga .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      orex ek aesa business hai jiss me hame apna life style change karnay ka pora moka milta hai.yani hum yaha say apni umeed say zyada earn kar saktay hain.lekin hame yaha pay greedy nahi hona chahye.
       
      • #1023 Collapse

        ap ki khwaish pori ho sakti hay lkein greed nahe karo aur forex aik quick making money business hai aur is business mein aap bohat kam time spend kar ky bohat achi money kama saktay ho yeh aap ky liye bohat acha hia aur is business mein app ko greedy sy avoid karna hota hai aurforex mein aap achi money hasil kar saktay ho so this business is our future.
        • #1024 Collapse

          g i agree zyada tak insano ki fitrat hoti hai zyada ur zyada ur zyada earn karnay ki aj 1000$ earn karta hai ur sab needs fulfil kar leta hai magar wo wish kary ga k 3000$ earn krw ya to zyada tak logo ma hota he hai magar is ko greed agr force kary support kary to phr trader loss ki trf jana shuru ho jata hai...
          • #1025 Collapse

            If we do greed in this business then no trade can be successfull. We have to take patience in this business to gain success and to do so we have to loss our greed if we are able to do this then no one can stop us from getting success.
            • #1026 Collapse

              main bilcul is chez pay hi beleive karta hoon aur isy tarha trade suro ki ha kay need pori karni chaiy not greed bohat hi achi bat ha but yeh bat her koi nahi samjh sakta.
               
              • #1027 Collapse

                greed sey ap ki need khatam ho jati hai matlab k ap ki need ko zaya ho jati hai q k greed sey ap ka sara account zaya ho jata hai.
                • #1028 Collapse

                  ji es kam mein koi na koi esa ascene ho jata hai k insan greed me aja ta hai es liey mein yehi kahun ga es kam mein greed sy nai chalen aqal sy or slow slow kam kren
                  • #1029 Collapse

                    Yeh toa bhai ap nay bht ki kamall ki baat ki hai k hamain utna hi kamana chahye jitna hamain zaroorat hai or AGR hm thoray pay hi satisfied ho Jaen gay toa hmara ziada nuqsan BH NAE ho ga or profit BH accha ho jaye ga
                    • #1030 Collapse

                      aap ny bahut achi baat ki hy k humain agar apni zaroorat k mutabiq profit mil jy to humain mazeed ka lalach nai krna chahye balky us pr iktifa krna chahyeh agar hum mazeed ka lalach krain gy to hum ko lose hi ho ga aur hath aya profit b chala jy ga aur han hum ko apna target set krna chahyeh aur us k mutabiq koshish krni chahyeh ta k hum kuch gain kr sakain
                      • #1031 Collapse

                        Aksar log jab koi trade lagatay hainaur wo trade profit main ja rahi ho to wo sath aur bhi trades laga detay hain yehi greed hai jiss se avoid karnay ka baar baar kaha jaata hai jab bhi trade karo ek target ko achieve karo bas uss ke baad trade na karo aur ek din main ziada trades na lagao.
                        • #1032 Collapse

                          haan dear agar ap gred karna chor den or patience ka muzahira dikhaen to ye apki har zrorat ko poora kar skta hay business ye bohat profitable hay ap ki soch se bh ziyada so patience k sath iss main trade karen to success zroor hasil hogi.
                          • #1033 Collapse

                            g ha g jnab,,shai kaha hay app nay jnab..,main app ki si baat say hundred and one percennt agree karta hua jnab....is main har baat ka hi kahyal rakhan parta hay jnab
                             
                            • #1034 Collapse

                              ji han greed ager ho tou ap ko greed barbad kar deti hai hamein chahiye k jitna hosaky greed se bachay or trading ko as a business hi treat karen jo k apki requirements ko fullfill karne mein apki bohat madad kar sakti hai bas aqal se hosh se trade karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                brother mare khyal main insan ko all life forex main work kerte rehna chahie but kabi b greed ni hona chahie belke apne knowledge and experience k mutabiq hi trade kerni chahie aur apni skills k mutabiq earning kerni chahie.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X