Fulfil your need, not greed
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    yes dear agar hume trading karne se earning ho rahi hai jis se humari daily life needs fullfill ho rahi hai to aap ko is me greed nai karna chaiye sabar se kam lena chaiye jab apne knowledge se ziyada invest kar ke trading kare ge to loss hone per is qabil nai hote ke dobara trading karne me problem hoti hai is liye greed nai karna chaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      dear brother according to me i am fully agree with this statement i think that we must fullfill our needs but do not be greedy it is harmfull for us to make greedy i like this business because it is a good and profitable business.
      • #273 Collapse

        fulfill your need in that position here you can do hat position hee you and your foex trading here so that is rally....
         
        • #274 Collapse

          forex formar in that forex trading market hereyoucan do that is realy good for forex trading here are the perfect boys in that forex trade
             
          • #275 Collapse

            forex trading in that form here you can do that is really good for forex trading here you can do that isreally good ...........
             
            • #276 Collapse

              sahi kaha humain apni needs pori karni chahye na kay humain chahye kay hum lalach karain ziada se ziada paisa earn karny ki kyun kay humari lalach humain destroy kar day gee financially so be careful while working in forex trading .
              • #277 Collapse

                forex trading aik online bussiness ahi jis mai app ne trading se earn karn ahota hai apko kam ke dooran hardworking ki zarira hoti hai na ke greedy ki ager ap kam mai greedy hote hian to loss ho jae ga
                 
                • #278 Collapse

                  forex business hamaari boht se zaroriyat ko pura kar sakhta ha. ya asa business ha jis ma hum unlimited money earn kar sakhty hn. or is ma zaida hard working ki bhe zarorat nhe ha. agr forex business hamari zaroriyat thoray profit bhe bhe puri kar rha ha to hamain greediness ko show nhe karna chaye or isi ma sabar karna chaye.
                  :cool::cool::cool:
                  • #279 Collapse

                    very nice post g bilkul ap na theak kaha ke jitna hamain zaroorat ho or wo hamain mail jae wo kafi hai lalach kar ke apna ap ko kharab karna ke zaroorat nae hai isee lea kaha gya hai lalach buree bala hai
                    Forex
                    • #280 Collapse

                      jee .. bht acha point rise kia ha apne .. apko jb itna mil rha ha jo apki facilities k liye kafi ha jo apki zaroriyat ko fulfil krha ha tw phir apko apna time , paisa aur dimag nhi waste krna chye ku k isey koe faida nhi hoga .. wo kehte ha na lalch buri bhala ha ..
                      • #281 Collapse

                        Ji han ye baat bilkul sai hai ke lalach buri bala hai aur baz dafa lalach ki waja se hm apne asal raqam bhi lose kerdete hai to hmen yahan lalach nai kerni chahiye bulke patience ke sath kam kerna chahiye
                        • #282 Collapse

                          Ya greed se hamesha loss hi hota ha is liye humhe is se door rahna chiye aur apna target banana chiye aur jese hi target pura hojye wast trading band kar deni chiye take greed se bache aur loss se bhi
                          • #283 Collapse

                            • #284 Collapse

                              forex trading ho ya koi bhi business ho ager app lalach karain gay to app ka profit loss main convert ho jaye ga kyun kay lalach main akay insaan high risk bina sochay samjhay lay leta hai jis se us ko big loss ho jaata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                Lalach hamesha nuqsaan ki taraf hi ley jati hai. to sab se pehle apni laluch ko khatam karen ya kam az kam us per control karen. jaise ke ham ne suna hua hai k slow and steady wins the race. usi tarah ek achi stratagy se kam hi sahi per solid income hogi. par laluch se sirf nuqsan.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X