Fulfil your need, not greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    ji han mai samjhti hon kat forex forum aik asa platfarm hai jis mai har trader koi na koi khawab lay kar ata hai or forex un ka har khawab pora karta hai or un ki life style ko chang karta hai or zada best hota hai kay traders greed say door rahy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      dear fprex 1 risky business main jis main loss pr profit ka chance rehta hain is lia is main trader ki jab need puri ho jaey to us ko trade close kar deyni chaihey is main greedy mat ho q k is say usey loss b ho sakta hain
       
      Messi Rajput :)
      • #873 Collapse

        og lach yagreed ko kabhi bi pura nhn kr sakhte ha agr ap ko pa ho ke ap ki needs kya hai tu uhisaab se forex mein mehnat kr ke earning krakhte hai zyad alach overtrading ho jati hai jo ke buiyadi reaon hota hai lss ka is lye hame greed se bachna chahye aur sirf anneds to fullfil krna chahye
         
        • #874 Collapse

          log lalach ya greed koahi bi pura hn kr sakhte hai agr ap ko pa ho ke ap ki needska hai tu us hiaab se forex ein mehnat kr ke earning kr sakhte hai zyada lalah se overtading ho jai hai jo ke buniadi reason hota hai
           
          • #875 Collapse

            Yes dear in the forex trading business we must need only full fil our need not become a greedy person because as we all know greed give us loss in the forex market so we need avoid from become a greedy person in the forex.
             
            • #876 Collapse

              g han main bhi iss baat ka supporter hun ke iss kaam main aap ko greed fayda nahi de ga kiun ke iss kaam ko krney ke liye aap ko step by step jaana ho ga aur agr aap agreed karen ge aur zarooat se zyada earn krna ke koshish kren ga to to is ma humen loss ka elava or kuch ni mila ga
              • #877 Collapse

                Assalmualikum....forex trading mein zaroori hai k hum apni greed ko khtm kr dien ku k yahan per greed krny waly ko hmesha loss hi hota hai...agr ap apna daily ka task kr chuky hein to phir greed na krien ...greed krny sy apka account block bhi ho sakta hai....or hmein forex trading mein kbhi kbhi loss bhi ho sakta hai ye koi likha hua nhii hai hmein forex trading mein bss profit hi hoga......
                • #878 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Agar aap ko forex main trade kerne k baad itna profit mil jata hai jo aap ki financial needs ko fulfil kerne k liye kafi hai to mere khayal main aap ko iss se zyada ki greed main apna time, paise ya dimagh waste nahi kerna chahiye.
                  forex aik asa business hy jo ap ko aik achi earning ka plate form dta hy jis sy ap apni life ki dreamz fullfill kr sakty hy lakin is k lie ap ko mehnat ki zarorat hy or is business main ap ko greed sy bachna ho ga agr ap greed kro gy to loss main jao gy
                  • #879 Collapse

                    Forex main nuqsan ki bari waja hamri greed hay jab ham ko greed ki adat parti hy to ham loss ker letey hain es lia greed ko auoid kerain
                     
                    • #880 Collapse

                      yeh bat tu sahi hay kah agar hamein forex life ki tamam zarortayn pori kar dayta hay.tu hamain ziada lalach nahi karna chahiay.magar me tu yeh samjata hoon kah agar hamari life ki tamam zarortayn poori ho jaiayn tu pher bhe forex kartay rahna chahiay magr time kam kar dayn.
                      • #881 Collapse

                        Ji greed hi wo jazba he jo humin es karobar min sab se ziyda loss deita he humin chahye k hum apne apko ziyada se ziyada greed se baachaein apni zaroryat aur account balance ki taqat ko deikhte hue hi trading karin. Trading ko humin aik karobar k toor pe hi leina chahye aur es ko kheel na samjhin. Waqat ki pabandi aur musalsal jidojihad hi humin es karobar min kamyabi ata karte hin.
                        • #882 Collapse

                          Brother aap sahi ke rehey hen magar insan hen na khawahishat bohat hoti hey un men sey aik khawahish ye bhi hoti hey ke ziada sey ziada money honi chahiey, is ziada key chakker men some time loss bhi hota hey of isi loss sey humen bohat kuch seekhney ko milta hey.
                          • #883 Collapse

                            bilkul sahe kaha ap ny bro trading ma hamay agar itna profit ho raha ho jis sy hamay acha faida ho to hamy greed sy bhr ajana chae ha.profit ki lalach ma loss b karwa saktay hain
                            • #884 Collapse

                              g main app ki bat say agree karta hun humen forex k buisness mein bilkul b lalch nai karna chahiye balkay humen sirf apni zarort poori karne ki he koshish karni chahiey to phir humen acha trend mil sake ga is buisness se
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                G achi baat hay k forex trade se apne dreams of needs ko poora krain na k greed main ja kr loss kr dain.tajarba hasal krain phir kaam krain apni family ke needs ko poora krain........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X