Fulfil your need, not greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    greed hota hai jo hamare liye bhot dangerous hai haman apne capital ko save rakhte hwoe trading karni chaye aur daily ya weekly basis pe kam leverage ke sath tarding karni chaye jitni hamari need hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Main app ki baat se agree karta hoon ke app ko yeh hi karna chahye aur app ko jo bhi mile ga aur app ko loss nahi de ga aur app ki lalach ko bhi control karne main app ki help kare ga . Aur app ka per day ka nafa bhi acha hi ho ga
       
      • #213 Collapse

        yes bahi ap ne sahi kaha agar ap ki zaroriat puri ho rahi hai forex se to ap ko is se zayda kamany ki koshish na karay agar ap zayda greed kary gay to jo kama rahay hain wo b ja sakta hai kiyn ke lalach buri bhala hai
        • #214 Collapse

          g haan aap ney theek kha hy mai aap ki baat sey agree keerta hoon k aap just upni need pori karen na k laluch ker k aap loss mai jaen or need b pori na pai or mayusi hu pher aap ko
           
          • #215 Collapse

            jee dost ap ke bat bilkul theek hy k ap apni zaroorat ko pura karo na ke lalach mn par kar loss k taraf jao qn jasa mashoor hy lalach buri bala hy ye ap ko loss he de ge .
            • #216 Collapse

              Yes g ha sir forex me ap ko jitna bi profit hasil ho ap ko wo profit accept karna chaye q k forex k market me bahot he jald me is me moving ho jata ha our ap k trade profit k jaga loss me ho jata ha jis sy ap wo profit bi ap nahe kar jaty ha jo ap ko hota ha.
              • #217 Collapse

                A trader need lot of quality on forex.. such as patience, experience, hard working, honesty, confident etc.. but always avoid greedy mind. Greed is a main reason of loss..
                • #218 Collapse

                  Agar ap forex say itna kama rahay hain kay ap ki zaroriaat pori ho rahi hain to kaay liey behtar hai kay ap waisay hi kam karain ziada kay chakar main na parjaein kay bas hamain bohat sara paisa jama karna hai .Agar ap is main lalach karain gay to ap ko loss bhi ho sakta hai .is liey loss say bachnay kay liey bhi aik raftar say kam karna chahiey .
                  • #219 Collapse

                    forex trading main humain mehnat karni chahiye hai aur humain forex trading se humain greed laalach ko nahi karna chahiy hai aur humain forex trading main apni zarurat ko pura karna chahiye hai forex main trading kar tak humain koi bhi loss na hu.
                    • #220 Collapse

                      jesay jesay logo ko forex me kamyabi milti hai un ki khawahesaht b barhti jati hain hame chahye k hum apni khawahshat pay control kare aur zyada say zyada apni study pay focus kare.
                       
                      • #221 Collapse

                        Base on me i will say that it is not good for you to have any need and for you not to be greedy when you are in this business so that you will be able to grow your account from one level to the other at all times
                         
                        • #222 Collapse

                          ASSALAM O ALEIKUM hmmm yes apki baat bilkul sahi hai hamein forex trading mein itni earning k baad zada earning or lalach k cahakr mein nh parna chaye agr apki needs pori horhi hain to bs uspe ALLAH PAK ka shukar ada krna chaye or is per khush hona cahye zada lalach k chakar mein ap apna time,pesa or enerfy sab waste krdete ho
                           
                          • #223 Collapse

                            Yes i agree with you brother agar ap ki needs pori ho rahi hain tho ap ko kabi b greed nai karna cahiya kiyon k agar hm greed karain gay tho hm ko loss ho ga. so hm ko cahiya k hm ko jitna b profit milay jitna b bonus milay hm ko Allah k shukar ada karna chahiya.
                            • #224 Collapse

                              I recommend that every forex trader that is just beginning in the forex business, must use a forex demo account for his trade. A trader must ensure that he acquire a lot of skills and experience by demo trading before he should choose to open a live account. However, there are other ways to it. If you choose to start practicing with a live account you must start by opening a micro account so that you would trade with cents and hence the risk level that is imposed in your account would be minimized while you are learning you would be earning as well although a few cents.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                han je sahe baat ki hay greed ko reject keya jay hamesha aur need ko pura karna chaiye hamesha forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se good learning zaroori hay ap ko aik kuch best skills ki need hay har haal mei then success milay gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X