Fulfil your need, not greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Chadar daikh kar paon phealany chaye. Agar humy lagta hy k hum nay itna profit earn kar lea hy jis say hum apni financial needs ko pura kar sakty hain tou tou humy zayada lalach karnay ki koi zarorat nahi hy. Agar koi trader apny profits say apni basic necessity ko pura kar leta hy tou its enough. Mera khayal hy kay aj kay door main yahi kafi hy k hum trading per work kar kay apni zaroriyat ko pura kar lay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      g ap ki baat sahi hay.but es sub kay liya planing ki boht zarorat hoti hay.us kay liya ap ko yah karna ho ga kay ap apna daily,weekly ya phr monthly target set ka lain kay ap nay just itny time main itna earn karna hay.then ap ko koi prublm nahi ho ge or na he ap greed kay bary main socho gay....
      • #348 Collapse

        investment karne ki zarorat nahe need ko kitna waseh ker leytay hain greed aik easa factor he or dosra app ghar bethe limited time me...................
           
        • #349 Collapse

          forex may greed he loss ka reason bnti hy is liye ye baat bilkul sahi hy k agar hum acha earn kr lete hen jis se hum apni financial problems solve kr skte hen tu hume is may greed se nai sochna chahye k hum thora or earn kr len kion k ye chees hmary liye b achi nai hoti or hum loss may b ja skte hen
          • #350 Collapse

            bhai gee forex trading aik risk aur world ka best business he. jis me hum log planing se kaam ker too yeh humrei tam need puri kerte he. aur hum log is se life change ho jate he. is app is me menth aur hard working se kaam ker.
            • #351 Collapse

              Yes really if we want to get the success and also if we want to fulfill our all need then we have to control the greed then I can get the success and can earn much more from it with just easy method, and also it can make us strong and confident,
              • #352 Collapse

                Absolutely right brother hamyen apni need ko poora kerny k liye kamana chaye q k greed k result main hum woh bhi kho dain gy jo hum ny need k liye haasil kiya tha.. agr hamari need complete ho rahi hai to is sy barri baat kya ho sakti hai.
                • #353 Collapse

                  g han ham trading kar k bht earn kar sakten hai mger ap se jitna trade ho sakey ap utna trade karen q k ap log ziada lalch me akey apna profit b gira sakten hai so ap jitni kar sakte ho bs utni trading karo.
                  • #354 Collapse

                    forex main trade kerne k baad itna profit mil jata hai jo aap ki financial needs ko fulfil kerne k liye kafi hai to mere khayal main aap ko iss se zyada ki greed main apna time, paise ya dimagh waste nahi kerna chahiye. yani hum yaha say apni umeed say zyada earn kar saktay hain.Greed is our enemy and it is so harmful for us. we need to be careful about greed and need to avoid it always.
                    • #355 Collapse

                      Dear aap ke bat kisi hadd tak to theek hay lakin may is say mukmal agree nahe karta forex forum say aap apni zruryat to puri kar sakty han lakin saving nahe kar sakian gay is k liay aap ko mehnat karni chaiya aur zyada learning karni chaiya q k zyada learning ke bdolat he aap zyada profit hasil kar sakty han aur ham ko trade may kabhi bhe greed nahe karni chaiya q k lalich burri bala hay
                      • #356 Collapse

                        han g bilkul theek kha hay ap en ,frex mai hums bki yahi best choice hay . or hum si mai jab bhi kam karen atb hume chey akh hum siai apni need ko pura karen or hume is mai greed na karen ,
                           
                        • #357 Collapse

                          Greed aik emotion hai jo forex trading main kafi nuksan deta hai. Jb koi trader rato rat ameer banana chahta hai to wo market ko theek trah study na kartay huay aik din main bohat sari trade karta hai. Aor jb market uss ki predictions ke khilaf jati hai to ussay loss hota hai.
                          • #358 Collapse

                            Humein forex buisness mein trading kr k apni need fulfill karni chahiye and humein greed se 100 qasam door hi rehna chahiye kyun baaz auqat aisa hota hai greed se humein buhat faida hota hai and gree dse humein loss bhi kaafi hojata hai is lye humein apni needs ko dekhte hue trading karni chahiye jab humein lage k hum ne itna profit kama lya hai aaj k humari need fulfill hojayengi to humein trade close kr deni chahiye apna profit le kar.
                            • #359 Collapse

                              bhai forex main hamay kabhi kabhi loss ka be samna karna parta hai lazmi hi nai k ap ko har bar profit hi milay apko kabhi khabi loss ka be samna karna par sakta hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                hamri needs aggr puri ho jatin hai to ham kis liye lalach karen or sara kuch loss kar jayien so app ne aggr lalach ki is me na to app ki need full fill hun gi or na hi app is me success pa saken g e.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X