Fulfil your need, not greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    islamic point of view say yhi theek hy k ager zrurat poori ho jaay to more ka greed nhikarna chahiye.per ager ap aur agay jana bhi chahtay hen to knowledge ki bina per jaayen over confident na hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      haaan g humain isay sa lalach ko ppora ni karna chayie balkuy utni he he earning karni chayie ta ka loss na ho yeh koe khala g ka ghar ni hai
      • #393 Collapse

        dear brother...! jii haan i think insaan ki agar need puri hojae to bht hyy..zada hawas karenge to nuqsaan hi hoga..behtar hoga kay kam khaen aur acha khaen...
        • #394 Collapse

          Ji blkl jitni zarorat hai agar utna mil raha hai tu usi main shukar karna chahiye aur lalach nahi karni chahiye aisa na ho k lalach main pore se bhi hath dhona pare aur adhe se bhi.....so greedy attitude khatam karin.....
          • #395 Collapse

            ji haan bilkul agar humari needs puri hojain or hum itn aprofit gain ker lain k humari tamam ter zaroriyat puri ho rahi hain to humain wahin stop hojana chahiye lalaach main apan demag time or mehnat kamaya howa paisa barbad nahi kerna chahiye...
            • #396 Collapse

              g g dear ap ki bat bilkul theek hai aur main ap ki bat sy agree karta hun forex main ngreed ni karni chahiye. kuch lo zayada ki lalch main apna kafi loss kr dety hain. is liye souch samij k faisly karny chahiye.
              • #397 Collapse

                i agree with you. we should expect from the forex business what is required to us. we should not become greedy at the time of trading in the forex market. we should not expect more form the forex.
                 
                • #398 Collapse

                  Assalam o alaikum.. Ji bilkul dear aapne bohat achi baat ki ager saray traders is baat ko apne mind may daal len to kabhi kisi ko loss na mil paye,, insaan ko sirif apni needs ka khayal kerna chahye na k greed karen or dosron se comparison karen..
                  • #399 Collapse

                    Qun ke ap ki zrurt hoti ha ha Forex ko greed ki nahi agr ap dyan do gai trading ko to ap is main kamyab ho gai.
                     
                    • #400 Collapse

                      u r 100% right. forex se ager ap maximum itna earn kr lety hain jis se ap apni financial needs ko easily fulfill kr skty hain to ap ko lalaach me a k or earn krny ka nai sochna chaye. because lalaach kbi pori nai hoti or akhir me ap wo b ganwa dety hain jo ap k hath me hota hai
                      • #401 Collapse

                        dosto app ne forex trading me apni investment per volume kam rakh kar trade karni he shru me or experince hasuil karley is tarah stop loss lagane se app ko profit kam hoga per app ki investment save rahe gi or achi monthly earning hojae gi
                         
                        • #402 Collapse

                          dear friend jee han ap nay bilkul thek kaha humri need pouri hojy tu humy trading nai karni chaiya mazeed shukar kar k kaam karna chaiya mazeed lalach say sirf loss k facekarna parta han
                          • #403 Collapse

                            I think brother, Agar aap ko forex main trade kerne k baad itna profit mil jata hai jo aap ki financial needs ko fulfil kerne k liye kafi hai to mere khayal main aap ko iss se zyada ki greed main apna time, paise ya dimagh waste nahi kerna chahiye.
                            • #404 Collapse

                              Bilkul Forex trading me trader ko sab say ziada nuqsaan denay wali cheez lalach hay ap utni trade kerain jitni apki needs hain or jitna apka experience hay is say ziada agar keraingay to loss hoga or baad me ap trading ko blame keraingay jab k is me market ka koi Qasoor nai apka apna Qasoor hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                bilkul sahi kaha appne jab forex main kam ker ke hum ko itna profit earn hojata ahi jis se hamari needs pori fulfile ho jati hai to hum ko mazeed greed or time west nahi kerna chaye
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X