Symbol:
Pair k naam ki jgaah symbol zahir hoty hain jo hamein kisi bhi pair k bary mein information dety hain. Normally yeh us k naam ky mutabiq hoty hain. Jin ko parh kar ham is pair ko choose karty hain. EURUSD EUR vs USD currency pair ko zahir karta hai . Jab ham ny is pair main trading karni ho tou simply EURUSD per click karty hain jis sy ye pair open ho jata hai.
Spread:
Kisi bhi pair ko buy ya sell karny ky liye jo commission ham pay karty hain isko spread kehty hain. Yani k ager hm kisi pair ki bid price aur ask price main jo difference ho tou trade start karty hwye hamari trade is difference sy open hoti hai yani hamein pehly ye spread pay karna hota hai. Aur yehi broker ka commission bhi kehlata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим