jaiza: what is symbol , spread ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: what is symbol , spread ??
    Symbol:
    Pair k naam ki jgaah symbol zahir hoty hain jo hamein kisi bhi pair k bary mein information dety hain. Normally yeh us k naam ky mutabiq hoty hain. Jin ko parh kar ham is pair ko choose karty hain. EURUSD EUR vs USD currency pair ko zahir karta hai . Jab ham ny is pair main trading karni ho tou simply EURUSD per click karty hain jis sy ye pair open ho jata hai.

    Spread:
    Kisi bhi pair ko buy ya sell karny ky liye jo commission ham pay karty hain isko spread kehty hain. Yani k ager hm kisi pair ki bid price aur ask price main jo difference ho tou trade start karty hwye hamari trade is difference sy open hoti hai yani hamein pehly ye spread pay karna hota hai. Aur yehi broker ka commission bhi kehlata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: what is symbol , spread ??

    Assalam walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat dear Narega sem bol raha Hote Hain unke bare mein Kyon formation Dete Hain aur normal yeah naam ke mutabik ho Patkar is Pare ko choice review Aisa Jahar Karte Hain Jab Humne is bare mein Ham is per Kareeb Karte Rahen Mujhse aap open Ho Jaati Hai Aur Pyare bhai jaan Kisi bhi Peer ko boya sale karne ke liye Jo Commission Ham per karte hain isko absotrend Kahate Hain aur Rishi DP bid price oven different Ho To Ham tradestar karte hue Hamare tradeco different se open hoti hai karna Hota Hai hai aur Yahi broker ka Commission bhi kahlata hai
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: what is symbol , spread ??

      Spread aur symbol se related Apne bahut hi important information Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to is related different important terminology Iske properly learn karna aapke liye bahut hi important hota hai agar aap different important terminologies aur is important tools related perfectly familiar Nahin Honge to aapki decision-making effect ho sakti hai aur aapki decision-making ke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur isase aapki learning bhi negatively affect ho sakti hai is se related main bhi aapse Apne Kuchh andar share karna chahta hun jo aapke liye helpful ho sakte hain.

      Spread :

      Spread basically broker ka Commission hota hai dear jab aap Forex trading Mein kam karte hue bid price aur ask price ka aapas mein difference calculate Karte Hain To isko broker ka Commission Kaha Jata Hai Johar broker aapki Har trade per receive kar raha Hota Hai Jab aap Koi trade open karte hain to broker Apna Commission detect Karke aapki trade ko forward kar deta hai jismein usko maximum advantages Mil Rahe Hote Hain.

      Symbol :

      Dear jab aap different commodities or different currency pairs for trading kah Rahe hote hain to an currency pairs of commodities ka full name aapko mention nahin kiya Ja Raha Hota aur unke just Abbreviation utilise Kiye Ja Rahe hote hain agar aap in different symbols ko properly learn Nahin Karte to usmein aapke liye kuch problem ho sakte hain aur aapke liye aur trading Mein successful Hona difficult ho sakta hai Jab aap different currency pairs Kaise symbols ko properly learn ka lete hain aur unko study Karke apni trading per reply karte hain to is main aapko is related maximum advantages mil sakte hain aur aap apni required currency pairs aur commodities per trading kar sakte hain aur metatrader 4 mein se iski proper selections kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: what is symbol , spread ??

        ham naa jb bhe es amin treaidng karty hain o ham treading ka lia karty hain kise na ksie pair ka usse to karty he hain na to jis bhe pair main kia akrty hain os pa tradde karty hain to os main ham ko bht he acha sa faia bhe hasal hota hi to so min ham jo bhe es amin spred vho hotahi kh ham aik gbpusd jo hota hi vho ya karey ga kh os ka neachy hi likh hota hi har parir kh os main ham a bht he acha sa kaam ka durain h ham na es main bht he had work ka sth he hah kaam karain os ka adath he ahm ko ahr trded ko oepn akrnny sa phly he ham ko bs aik bht he achs a kheal rakh lain kh akhirr kia h rha hi os ka bad ha na ksi pair pa ham ko kitna aik kia hi spread hi vho ham na har hal mian zaror ehe daaikhn ho ga ham agr vhvo ni daikhy o oss ka ham ko nuqsan ho sakta hi to os ka lia ham ko ya aik jo baat hi vho ham na es main bht he acha sa kaam main he ham ko bh he khuch bhe hasal ho sakta hi ni to assa main ham ko bht he acha sa kaam main ham jb bhe trae ko open akrny s aphy ham jis trha bhe ham na kia krty hain os pair ka neachy ham ko maloom ho jata hi kh ham kitna he spreada hi to asa main ham ko bhthe acha sa fada bhe hasal ho jata hi
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: what is symbol , spread ??

          AOA dear friends , forex trading main kuch abbreviations istemal ki jaati Hain jin men se Symbol aur spread ke bare mein zikar Kiya jaey ga symbol kisi bhi pair ko indicate karta hai jis tarah ke m NG NATURAL GAS forex trading NG natural gas hi ka symbol hey aur forex trading men NG bhi aik risky pair hey iss men trading karna bahut mushkil hey aur aj kal musalsal down movement men hey aur yeh bhi crude oil k sath move karti hey iss liay NG pe bahut kam log trading kartay hen kiun k ziyada tar yeh slow movement men rahti hey aur agar hum forex mai new hain to hamy ache learning hasial karne chahey or hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain low spread waly pairs py trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain agar hum is mai apny sy anzady laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga aur experts ko pta hota hai es bat ka k lot size high or low rakhny k faidy or nuqsanat kia hoty hain newbies ko aksar kam ka zyada pata nhi hota na he un k pas zyada experience hota hai wo boht mistakes karty hain to forex me asy surat me un k lye loss k zyada chance hoty hain es lye experts unko mashwara dety hain k lot size low rakha karain ta k agr loss ho bhi to unka account wash na ho aur Dear members ap ny aksar expert aor successful trder sy suna hoga k new trader ko trading sirf asy pair py krni chahy jin ka spread sab sy low ho as ki vjh y hai aik tu itn ziada new trder k exprince ni hota trading ka jis ki vjha sy lossk chnce ziada hota hain aor km spread waly pair py trde krty hoy ap k account wash honey k bahut kam hoty hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: what is symbol , spread ??

            Spread broker ka commission hota hai jo hamari her trade open kerny per charge Kia jata hai ky jab bhi ham kisi pair main trade open kerty hain tou spread ki waja sy hamari her trade hi loss sy start kerti hai tou sab sy pehly hamain same spread ko recover kerna perta hai isky bahd agar market hamari favour main movement ko continue kerti hai tou hamain profit hasil hona shoru ho jata hai jab tak hamara spread recover nehi ho jata tab tak hamain hasil hony wala profit hamary liay withdrawable nehi hota ky agar ham trade close ker lety hain tou hamara balance spread ki waja sy loss main chalna jata hai ky hamain open trade kerny per profit hasil ho ya loss ho jaey hamain her surat main spread pay kerna perta hai ky jab ham trade open kerty hain tou sab sy pehly hamain spread pay kerna hota hai isky bahd hamain open trade main profit hasil hona shoru hota hai agar ham kisi aesy pair main trade open ker lety hain jis main spread bahot zyada hota hai jabky market ki movement same pair main itni fast nehi hoti tou hamain same open trade main profit hasil hony ky liay long time wait kerna perta hai jabky agar hamara spread wala loss bhi zyada ho aur market hamari open trade ky against movement kerna shoru ker dy tou same loss increase hoty hoty hamara account bahot jald wash bhi ho sakta hai isliay hamain ehtiat kerni chahiay ky jis pair main spread zyada hota hai us main trade open kerny sy avoid kerna chahiay ky agar ham trade open ker lety hain tou same spread ko recover kerny main bhi bahot time lag sakta hai aur hamain same open trade main profit bhi phir market ki movement ky mutabiq hota hai agar ham aesy pairs main trade open ker ky continue kerty hain jin main spread minimum hota hai tou ham bahot jald spread recover kerny ky bahd kuch profit bhi hasil ker lety hain Jesy ky kuch curreny pairs main spread sirf three pips ka hota hai

            اب آن لائن

            Working...
            X