Insecurity of succcessful traders
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
    In all kinds of professions, the successful ones carry too much insecurity that they do not want someone else to reach at their position. Do you think that there a is need of the insecurity of the traders who are quite successful in forex.
    successful traders apny account ki open trades show nahin karty.waisy koi bhi show nahin karta.main bhi apni open trades share nahin karta.iss ka koi faida nahin hai.jab trader open hooti hai to issy secure banany kay liey issy watch karna parta hai or stop loss bhi main to trade kay saath saath profit main move karta hun.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      G apne bohat achi baat ki hai aur forex traders ko ye lagta hai ke koi aur inki jagah na le le ya phir in se ziyada earn na karle forex mein aur is hi wajah se wo kisi ki bhi help nahi karte aur na hi theek se guide karte hain.
      • #138 Collapse

        yes main ap ki bat se agree karta hn k security honi chahiye our har insan ye chahata hai k us ko scurity miley chahahye woh business main ho ya real life main jab ap ko security mil jati hai to ap kam ko bila khoof kartey hoo our ap ka kam acha hota hai mager har company k rules alag hohtey hain
        • #139 Collapse

          yes i m agreed with you but you also have to get proper knowledge and experience then u can make a lot of money from the forex trading market and can change your life style........
          • #140 Collapse

            Dear, g dekhen main to samjta hun k forex aek already secure buisness hai jis main haman kisi b kisam ki preshani wali koi bat nai hai balkay ham ak achi earning kar skte hen is buisness main aur securely profit hasil kar sakte hen
            • #141 Collapse

              my dear forex bussiness ko start karney say 1st ess liye learn aur demo training ki jati hai takay humein trade kartey huwe kisi cheez ki problem na ho hum zeyada say zeyada expert ho kar trade bussiness say daily acha profit earn kar sakey main nai samjhta hoon expert honey kay bad humein kisi secureity ki zaroorat hoti hai his a very good and powerfull secure and smart profitable insta forxe bussiness
              • #142 Collapse

                ''''''''''''''ok the successful ones carry too much insecurity that they do not want someone else to reach at their position. Do you think that there a is need of the insecurity of the traders
                ''''''
                • #143 Collapse

                  jee sahi kaha bohat se trader achi khasi success hasil karne ke bbad bhi insecurity ka shakar hote hain wohi nahi chahte ke koi dosra bhi acha kam kare.
                  • #144 Collapse

                    bhai forex me kamyab hona bohat mushkil hai or jo is me kamyab ho jaty hain woh kafi insecure feel karte hain lekin i think ke forex trading business me insecure hona sahi baat nahi hai hum ko is business me se bohat kamany ko mil sakta hai so hamen insecure nahi hona chahiye .
                    • #145 Collapse

                      har kisi ko apna ap par itna successful hona chahia ka usa apna ap par mukamal secure feel karna chahia ta ka wo is ma success hasil kar saka or is ka lia hama sikhna chahia ta ka hum apna ap ma ak mukamal trader ban sakan
                      • #146 Collapse

                        No a good and successful trader should not be insecure because when a competition become high than their is a good chance of testing their own skills that whether they are actually good trader or not.
                        • #147 Collapse

                          ap bikul sahi baat kar rahe hain k jo log forex me ake successful hojate hain un me pehle hi greed ajati ha dosra wo insecure hona shuru hojate hain k unse age koi chala na jaye wo apni kamayabi ka secret bhi isi waja se kisi se share ni karte
                           
                          • #148 Collapse

                            Forex trading kafi secure hai aur insecure dusry online businesses hain jin main main bhi kafi loss kia hai. Forex traders is business kafi secure apny aap ko mehsoos karte hain aur yahan per earning opportunity kafi ziyada hain is liye is field ko join karte hain.
                            • #149 Collapse

                              successful traders ko insecurity hona shuru hojati ha jese hi koi dosra market me success hasil karta hailekin esa ni hona chyea aopki success koi apse cheen nai sakta ap apni jaga acha kam karen or usse apni jaga acha kam karne dien
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                bhai g g blkul isy trah hota he her tarder jo bht earn ker raha hota he wo kbhy bhy nahe chahta k us k mqam pe koe phnche so earn well and trade well this will be the good for you i like this very much...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X