Insecurity of succcessful traders
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Yes bro secureity honi chiye har forex trader ko take wo apna karobar ache treqe se karsake aur use kisi bi chez ki problem na ho jub wo trade karen borkers ko ye sub sahulaten forex trader ko muhaya karni chaiye take aik forx trader apni trade ache treqe se karsake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      sab se pahlee bat to ye hai ke aik trader apni kabliat apne tajarba ke base par agee barta hai us ko koi or pochna wala nae...ye aik insani fitrat hai ke wo apnee ap ko sab se oper dekhna chahta hai bas ye he waja hai hamaree insecurity ke
      Forex
      • #153 Collapse

        jahan tak mera khaayal hai to dear main samjti hun k forex aek aesa buisness hai jo already security main he hai aur ye aek boaht he acha buisness hai jis main haman ak achi earning ho sakti ha aur bohat kuch seekne ko b mil jata hai
        • #154 Collapse

          bhai apki bat thk he is trh krne se hamara acount bhi save rhega aur hamen ksi msle ka samna bhi nhi krna prega insta forex ek acha bussnis he juhan se ham kafi profit earn krte hen insta forex hamen hamen confidece ki zroorat prti he
          • #155 Collapse

            g bhai jan security honi chahye q k hum apna bisness achi tarah se chala saky or humy koi prblm b na ho nd forex 1 secure bisness hai ye sb ko hi pta hoga jis me hum zyada earning km waqt me hi kar lete hai
            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
            In all kinds of professions, the successful ones carry too much insecurity that they do not want someone else to reach at their position. Do you think that there a is need of the insecurity of the traders who are quite successful in forex.
            • #156 Collapse

              yeh tu reality hai jo log successful hai wo is kaam mein insecurity feel krte hai kyo ke unho ne bohat time dya hota hai is market ko samajhne ke lye plus experience gain krne bi unko time laga hai aur losses suffer kr kr ke unho ne seekha hai is market se is lye, lekin aisa hona nhn chahye jis se dosro ko faida na pohnche
              • #157 Collapse

                dost main tu nahi samajta kay successful trader ko insecurity feel karni chaiya kyun kay forex trading main har kisi nai apna apna kaam karna ha aur agar kisi ko app achi tips dain gain tu uss main app ko koi loss nahi ho ga ye sirf souch ki baat ha .
                • #158 Collapse

                  Trading mi success hasil
                  karny k lia khud ko loss sy secure karna
                  chaheya or us k lia hamy practice ki zarurat
                  hoti ha jo ham demo account py kar skty ha
                  or ed trader ko jo business ki security ki
                  zarurat hoti ha broker ki taraf sy wo sab
                  hamy instaforex form sy milti ha ya best
                  broker ha world mi .
                   
                  • #159 Collapse

                    yes ye baat bilkum theek he q k is me jab koe other person apki trade dekhta he tu ho sakta he k apki position ki na samjh sake or uska view ye na ho tu wo apko critisize krna start kr dega or ye baat apko buri lagti he . or apka mind distrub ho jata he so professional trader apni logic of trading kisi pe show nahi krta
                    • #160 Collapse

                      mere khayal se har koi person jo k succeed person hai wo apni success ko le k possasive hota hi hai is liye wo success me insecurity feel karta hai or kisi ko bhi apni success k peche chupe raaz ko nahi btata is k koi is ki hi skills se is ki position na snatch kar le is liye or yehi waja hai k wo apni success ko qaim rakh sakta hai..
                       
                      • #161 Collapse

                        forex trading aik bikul scure business hai hame is me kisi b security ki zrorat nai hoti ham is me bila jichak kam kar sakte hain or ham is se learn kar k achi earning kar sakte hain
                        • #162 Collapse

                          yes dear trader me success ki security honi chaiye koi bi acha trader apni success ka raaz nai bata hai woh aap ko sirf guid kar sakta hai agar security bata di jaye to koi bi mehnut nai ar ga is liy security honi chaiye
                          • #163 Collapse

                            hello mera nahi khyal k yahan pe kisi b trha ki kisi b trdaer ko / successful trader ko insecurity feel karni chaiya kyun kay forex trading main har kisi nai apna apna kaam karna ha aur agar kisi ko app achi tips dain gain tu uss main app ko koi loss nahi ho ga ye just aik veham ya hmrara gumaan hi hai reality bilkul nashi hai ...
                            • #164 Collapse

                              Mei nahe smjhta k successful traders insecure feel kerty hen kyn kay unhey market k baray mey pta chal gia hey or eb woh isey thek trah sey handle kerna jantay hen isliye unhay kisi kisam ka dar nahe hota hay insecure woh log feel kerty hen jinko kamyab honay k bad bhe khud per yakeen nahe hota hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Isy trah hota he her tarder jo bht
                                earn ker raha hota he wo kbhy bhy nahe
                                chahta k us k mqam pe koe phnche so earn
                                well and trade well
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X