Re: Life main kbhi bhi business ko le k na ummid or mayoos na hon .
Tamam forex members ko salam ap sb log kaisay hain umeed karta hn khair khariat sy hn gy aur achi earning kr rahy hn gy life k andar ups and downs dono hain esi tarah business k andar profit and loss business ka hisa hain but insan ki fitrat hy jb wo profit main ja raha hota tu business ko he zaida sy zaida time dainy ki koshish karta but loss ki surat main usi business ko qasoor war thera k usko criticism ka nishana banata hy forex trading ka business profit loss dono par mushtamil hy profit ho well and good but loss ki surat main na umid na hn bal k loss ki resons ko talash karain aur un mistakes ko na repeat karny ki koshish karain behtreen insan woi hy jo apni ghaltion sy sikhy na k na umid ho.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим