Self confidence kiun zarori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Self confidence kiun zarori hai?

    self confidence humien expert trader bnata hy demo practice hamin trading ka experience hasil hota market analysis ki reprots mel jaty hain knowledge hasil hota hia trading kesy aur kb krny ka pata chlta hai kb market up hoi hai kb down jay gi ye sb demo sy mel jaty hain jo trading live main help krty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Self confidence kiun zarori hai?

      Dear self confidence bohat zurari hai hamy chay ka Ham achy confidence ka sath kam kary or acha bonus hasil kary dear forex forum main regularly kam kar ka Ham acha bonus hasil kar sakty Hain.
      Dear forex forum main achi quality ke post share kary ta ka tamam member ko faida ho.
      • #33 Collapse

        Re: Self confidence kiun zarori hai?

        Ji agar aap koi bhi kam Karte Hain To aap ke pass Itna knowledge Hona chahie ki aap confident Ho ke aap Achcha kar rahe hain self confidence tab hi aaega Jab aapke pass Kisi kam ka Achcha knowledge or experience ho aur aapko confirm ho ki aap ko profit hi hoga tab hi aap main sirf confidence Jyada hoga
        • #34 Collapse

          Re: Self confidence kiun zarori hai?

          self confidence bohat zyada zaroori hota hay best trading k liye apni life ko khoob enjoy ker sakte hyn, knowledge k bagair ap kuch b nai learn and earn ker sakte, iss liye hum ko chahye k hum forex me trading kerne se pehle demo ko achi trah se learn kerein or knowledge hasil kerein
          • #35 Collapse

            Re: Self confidence kiun zarori hai?

            dear dosto forex trading mai self confidence boht zaroori hai, self confidence ki power se ap kay andar ye quality paida hoti hai kay ap nay market ka jo analysis kiya hai woh bilkul correct hai aur ap ko iss trade ko open krnay se faida ho ga, ab swal ye paida hota hai kay self confidence kaisay hasil karain tu dear dosto is ko ap apnay knowledge ko improve kr kay hasil kr sktay hain, demo pr practice se ap is confidence ko hasil kr sktay hain, trading skills kom behtr kr kay market se profit hasil kr sktay hain.
            • #36 Collapse

              Re: Self confidence kiun zarori hai?

              g sar ap ne acha sawal kya hai dekhen sr ap koi bhi kam ya business karte hai us me ap ko self confidence hona buhat hi zaroori hai khas kar forex me wo aise k ager ap der der kar trade karw ge to ap ko loss hoga is lye ap ko aone al par self confidence hona chahye tab ja kar ap kamyab ho sakte hai
              • #37 Collapse

                Re: Self confidence kiun zarori hai?

                self confidence ka he humay faida hay ussi se he bahtreen trading ki skills ban jay gi learning krny tu apko is k bary main knowledge ata Jay ga or Sath Sath is k bary main experience v hota Jay ga or AP is Tarha sa ak achy trader ban skaty han esmain learning karen ziada say ziada aur tab he humari trading skill enhance hoti hay aur esmain kamyab earning kar sakty hay
                • #38 Collapse

                  Re: Self confidence kiun zarori hai?

                  G han agar hamre andar agar confidence hoga tab hi Ham Kamyab ho sakte hain Hamesha Jo Apne confidence ko work Rakhta hai aur badhata hai wahi Aage badhta hai agar aap confidence Aur mehnat Ke Sath kam Karenge to aap kabhi bhi na Kam Nahin Honge Hamesha mehnat Ke Siva kabhi bhi kamyabi aaj Nahin Ki Ja sakti agar aap ke andar mehnat Hogi tab
                  • #39 Collapse

                    Re: Self confidence kiun zarori hai?

                    Friends self confidence bhoat he lazmi cheez hai agar ap mein self confidence hai tou ap aik achay rader abn saktay han self confidence ki base par he trading mein kamyabi mil.sakti hai aikkamyab trader ka raaz bi ya he hai kai wo self confidence say kaam leta hai aor durig trading kabibinpuzzle nahi hota acha trader hamesha har situation kai liya tayaar rahta hai ais liya self confidence say kaam karna chaie agar ap self confidence say kaam kartay han tou ap ko zarror kamyabi hassil ho gi shukriya.
                    • #40 Collapse

                      Re: Self confidence kiun zarori hai?

                      Assalamu Alaikum best friend Agar Ham Forex forum Asia to Jyada Main Karta Hun self-confidence se bar Karte Hain Jis mein bahut jyada fayda Hota kam self-confidence work Nahin Karte jisse mein bahut jyada nuksan Hoga aur Humne kam ho Jaate Hain isliye main chahie kya Jyada Se Jyada Mein Manata hardworking Karen aur confidence Apna work complete Karen Kyon kya Itni Jyada mehnat karte hain Itna Jyada Hamen fat hota hai aur Hamari life successful sakti hai
                      • #41 Collapse

                        Re: Self confidence kiun zarori hai?

                        Kisi bhi kam Mein Kamyab hone ke liye aapke pass self-confidence Ka Hona bahut jyada jaruri hai aur self-confidence Hamesha tab Aata Hai Jab aapke pass Ek Achcha knowledge or experience ho kabhi bhi luck ki base per aap confidence feel nahin kar sakte Kyunki Lak aapko Ek Ya Do dafa to loss se bacha sakti hai lekin Hamesha luck Nahin chalegi isliye Apne knowledge or experience ko improve Karen Taki Jab aap trading karen to confidence ke sath decide kar sake aapko kab trading karni hai aur kis pair Mein trading karni hai Is Tarah aap Kamyab ho sakte hain Apne andar self-confidence ko develop Karen
                        • #42 Collapse

                          Re: Self confidence kiun zarori hai?

                          confidence ek aesi chez hy jo hamary zameer ko motivate karti rehti hy keh tum yeh kam kar sakty ho . agar hamary pas knowledge hoa to confidence bi ho ga aur aga hamary pas knowledge ni hoga to confidence bi ni hoga . isi lye forex me ek to confidence ka hona bht zarori hy kyukeh is se ap ek achi trade laga sakty hain aur phr apka confidence klye apo pehly experience hasil karna chahye
                          • #43 Collapse

                            Re: Self confidence kiun zarori hai?

                            Self confidence is liye zrori ha k agr koi b Kam al confidence se krte hein to apne uper trust kr k krte hein to ap k liye kuch b mushkil nai hota so aona Kam dil se krein sachi niat se krein or kamyabi hasil krein. Forex baki sb karobaron se alg buisness ha bot different ha ap ise ghar bethe use kr skte hein is k liye koi place required nai hoti or na he time so is benefits ko sochte Howe ap is pr ziyada Kam krein or kamyabi hasil krein
                            • #44 Collapse

                              Re: Self confidence kiun zarori hai?

                              Dear sir forex trading business main trader es liay apni money khootay hain keh wo low capital say little experiecne say trading in real account main start kartay hain. trader kay liay first demo account main achi practice karna zaroori hay. us kay baad good capital say real account main trading start karna chhahayie.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Self confidence kiun zarori hai?

                                G dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy. Slef confidence ka matlab hai kugd par aitmad karna. Hamre undr self Confidence hona zrori hai kyun ke is ke bgyr hum agy nahi bhar skte. Knowledge gain kren aur self confidence rkhte hue kam kren gy to ap zror kamyab hun gy. Agar ap ke pass knowledge hi na to ap kud par confident hun ke main to yeh kr lun ga to wo galat hai mehnat ke bgyr kuch bi hasil nahi hota. Mahnat kren aur phr confidence rkhne ke mein ka yab hun ga to ao zror hun gy.
                                Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X