Self confidence kiun zarori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Self confidence kiun zarori hai?
    Assalam o Alaikum dear friend's, kisi bhi business ya kisi bhi field mein self confidence bohat ehmiyat ka hamil hai jab hum bohat zeyada hardwork kren gay aur hamary pas kisi kam ko karny ki pori knowledge hogi acha experience hoga to hum mein khod na khod self confidence aa Jaye ga Hamein khod par aitmad hoga k main ye kam achy se Kar raha hoon pak forex forum mein apko self confidence ki bohat Zarorat hai hai ap khod par yaqeen rakh k achi quality ki post kren gay to kamyab hon gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Self confidence kiun zarori hai?

    Self confidence keon zaroori hai bohat acha swal hai forex main aap jab trading krtay hai tu aap self confidence ka sath trading kray gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal krtay hai agar aap over confidence ka sath trading kray gay tu aap ko noksaan hota hai iss Lia self confidence ka sath kaam karna zaroori hai taka aap ko kamyabi ho
    • #3 Collapse

      Re: Self confidence kiun zarori hai?

      asslam o alikum dear friends self confidence hi sb sy zayada zaroori hy jb hmy khud pr yakeen ho ga ky hm koi bi kam kr skhty hy to phir chahy woh kitna hi mushkil q na ho hm us ko asani sy kr paty hy or us ma kamyab bi hoty hy is liya self confidence buhzt zaroori hy
      • #4 Collapse

        Re: Self confidence kiun zarori hai?

        Dear Assalamu Alaikum aapane bahut Achcha Sawal Kiya Hai business sabse Jyada dependence Baat apni confidence hoti hai agar aapane confidence hoga aapke andar self-confidence hoga to aap ek accha business set kar Payenge aur aapko kamyabi milegi Agar aapko Khud per Bharosa Nahin hoga to aap kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Payenge isliye isliye Apne Upar Bharosa rakhen self confidence rakhen aur Mushkil se na ghabrana Agar Hamen apne aap per confidence Rahega To Ham Inshallah forex for Mein Achcha bonus Hasil kar Payenge aur ek Achcha Vishay shatak kar Payenge isiliye chahie ki Ham Apne upar confidence rakhen Agar Hamare andar confidence hoga Achcha experience Achcha knowledge aur acchi information Hasil kar Payenge thanks
        • #5 Collapse

          Re: Self confidence kiun zarori hai?

          Assalamo o alaikum dear
          Je self confidence bhut hi zrori hai har mor py kmiyabi k liye agar kmiyaab huna hai tu hammy apny andr self confidence rakhna huga only self confidence not over Confidence agar ziada over confidence karty hain tu ham kmiyaab ni hu skty nakaami hu skty hai hammy agar hammy waqiye acha kaamiyaab bnda bnana hai tu hammy zrori ha k mehnt krna hugi or zrori ha k over confidence ko chor dena huga or self confidence rkhna huga agar ham self Confidence rakhy gy tu ham zrore kmiyaab hungy
          • #6 Collapse

            Re: Self confidence kiun zarori hai?

            Assalam-o-Alaikum
            Self confidence bohat zruri ha. Hamare confidence hamian self motivation ki taraf ly jata ha. Jis ki badolat ham apna target zaida easily achieve kr sakty ha. Is ma hamian over confidence sy bachna chahiya. Over confidence hamare profits ko nuqsan ma bdl sakta ha. Is liye forex trading ma achy confidence k sath chalna chaiya.
            • #7 Collapse

              Re: Self confidence kiun zarori hai?

              Assalamu Alaikum Forex friends
              Ye Ek bahut important point hai hi Dosto agar aap Forex trading business Mein Kamyab Hona Chahte Hain Tamam helps ke bad bhi aapki andar Apna self-confidence zarur Hona chahie tabhi aap trading mein Main Kamyab ho sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Self confidence kiun zarori hai?

                hamy confidence ky sat kam krana h ga pher he hum pasia kama saky g hamy market ke movement ko sam kar is mai kam karna ho ga hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ami din mai be kam kar sakty hain hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna hoga hum is mai agar bager learning ky kma karty hain to hamara loss hain
                • #9 Collapse

                  Re: Self confidence kiun zarori hai?

                  Magar confidence ko maintain rakhte Hue chahti kamyabi lene ke liye good kam Karen Achcha work Karen confidence ko kaise strong lene ke liye kam Karen To Hamen acchi learning Se kamyabi Mil Jayegi isliye koshish karen Main Chali Jagah per Kaun Khoob School karicode kamyabi Milegi Jyada Apne kam ko ek limit se Karenge Din Mein theek se kam karna Hamare liye profitable aur sath mein Achcha conference add karne se bhi kamyabi milati hai Iske Hamen Dillagi se kam Karte Forex Mein Dil lagakar kam karna aapko Chhabra FIR a Jaega Is Tarah kamyabi Ke Liye good knowledge her Karen Saheb ka bahut accha Rahega
                  • #10 Collapse

                    Re: Self confidence kiun zarori hai?

                    Jab tak app ko apnay oper eitamat nahi ho ga tab tak app ksi kam may apni kamyabi hasil nahi kar sakty.
                    • #11 Collapse

                      Re: Self confidence kiun zarori hai?

                      Ge dear pyary forexer apki baat bilkul durust hai ke ham ager ager kisi be Kam Mai mehnat ko apna shuar banaty hai or us sy nhi bhagte or us kaam ke mutaliq Hamm poori maloomat Rakh Ker jab tajaraba hasil Kerty hai to hamy Bohat Acha Lagta hai or dusra ham me khud aitamadi ki salahiyat apny ap parwan charhti hai bas hmm waqt ke sath mehnat karey to yeh mumkin hai.
                      Shukria.
                      "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                      • #12 Collapse

                        Re: Self confidence kiun zarori hai?

                        hamy is mai confidence sy kam karna chahey ta ky hum is mai acha kam kar ky acha bonus hasil kar saky agar hum is mai over confidence sy kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum is mai agy bar saky or pasia kama saky
                        • #13 Collapse

                          Re: Self confidence kiun zarori hai?

                          Forex trading Mein kam karte hue apne upar confidence rakhkar kam Karen aur preshmind ke sath market Ko study karke FIR hi trade Kare to aap ismein Kamyab ho sakte hain Forex trading mein kabhi bhi overconfidence nahin hona chahie aapki chhoti si mistake se bahut loss ho jata hai aur aap ka account wash ho sakta hai apne upar confidence rakhe hain aur zyada se zyada learning Karen Taki aap bhi forest reading Mein Kamyab ho sake iske liye aapko demo account per bahut jyada practis karni hogi tabhi aap itna confidence Hasil kar sakte hain ki ek acchi trade kar sake yah aap depend karta hai ki aap kitni zyada hard work karte hain zyada se zyada learning karke or apna experience increased karke ap Trade Mein Kamyab ho sakte hain Jin logon ne bhi Forex trading Mein kamyabi Hasil ki hai unhone demo account ko bahut jyada practice ki hai tabhi vah itne confidence ke sath Ek acchi trade karte hain aur apni Ek acchi income Hasil karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Self confidence kiun zarori hai?

                            Hamen forex men self confidence kay sath apna kam jary rakhna chahey kun kay forex men agar hum mahnat kay sath kam nahin karen gy tu hum as men achy earning hasil kar sakty hain as lia hamen forex men bahut himat kay sath apna kam jary rakhna chahey kun kay forex men kam karna asan nahin hy as lia hamen forex men koi bhe kam jaldi kay sath nahin karna chahey kun kay agar hum forex men jaldi kay sath kam aren gy tu hum as men nakam ho jayen gy ur hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain hamen forex men dil kay sath apna kam jary rakhna chahey forex forum men jo member confidence kay sath kam karta hy voh as men achy kamyaby hasil kar sakta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Self confidence kiun zarori hai?

                              Appny bohut he achi baat ki hai jis mai apny self confidence k bary mai kaha gee aisa he hai agar hum apny opar confidence lana hai to pehly learning or experience hasil karein phir appko khud par pora confidence hoga. Jab app apbi analysis karvk trade kengy to appko koi tention naho hogi or na he emotions disturb hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X