Self confidence kiun zarori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Self confidence kiun zarori hai?

    Ji Mere Pyare brother aaj ka aap ka Sawal hai kya self-confidence kyon ro rahi hai Dekhe jab tak aap jis kam ko bhi Hath Dal Rahe Ho Jo Bhi kam aap kar rahe ho jab tak aapke andar Khud adama De Nahin Aaya kya aapke Apne andar kaun se dance Nahin Hai tab tak aap uska Humko nahin kar Payenge isliye self-confidence bahut hi jyada Jaruri Mana Jata Hai khas kar forex ki duniya Mein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Self confidence kiun zarori hai?

      Khud par confidence hona bht zarori hai.ap kahein bhi kam kar rhahay hain yeh bht zarori hai kay apko khusd par mukamal yaqeen hona chahye.kyun kay agar ap Main confidence hoga toh ap apna kam bht achay say kar sakain Gay.agar ap mutmaen nhi hongay toh apka kam kbhi bhi impressive nahi hoga.aur loss honay ka khatra bhi ziada hoga
      • #18 Collapse

        Re: Self confidence kiun zarori hai?

        Forex Mein Hamen kabhi bhi Kisi Ka Upar depend Nahin Rahana chahie isiliye Hamen Forex Main Khud Se practice karni chahie aur apne sirf confidence ko build karna chahie Jitna Jyada hamare pass apna experience Hoga Ham utna isiliye Forex Mein confidence ke sath reading kar Sakenge aur Apne Apne Ko easily increase kar Sakenge otherwise Ham kabhi bhi Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte Hamen Kamyab hone ke liye mehnat aur Forex per Jyada Se Jyada kam karne ki jarurat hai Forex trading business Ek International online business jismein Hamen mehnat karni hai aur Forex trading business mein jyada Se Jyada participate karte hue trading karni hai apne self-confidence ko increase karne ke liye mehnat se kam karna bahut jyada jaruri hai Shukriya
        • #19 Collapse

          Re: Self confidence kiun zarori hai?

          Walikumsalam. Self confidence means khud itmadi is liye agr insan ma self confidence nhi ho ga na to iska mtlb hai wo kisi b kam ko apny liye behtr nai samjh skta mtlb k wo ye hi socht rhy gaw k wo ye kam nhi kr skti is liye self confidence boht main point hai kam krny k loye phr hi insan kamyabi ki taraf bagir kisi dar k khoof k bhar sakta hai or apny goals achieve kr skta hi
          • #20 Collapse

            Re: Self confidence kiun zarori hai?

            G Han Pak Forex trading mn se zyada learning Karen Taki aap bhi forest reading Mein Kamyab ho sake iske liye aapko demo account per bahut jyada practis karni hogi tabhi aap itna confidence Hasil kar sakte hain ki ek acchi trade kar sake yah aap depend karta hai ki aap kitni zyada hard work karte hain zyada se zyada learning karke or apna experience increased karke a khoob work krein tab hi success hy reply to hy
            • #21 Collapse

              Re: Self confidence kiun zarori hai?

              Walikum assalam dear!
              Trade me overconfidence nuksan deta ha jb k self confidence strong krta ha us decision ko Jo trade lgaty wkt ham lety Han
              Decision analysis k bd liya jata ha....is self confidence is chz ka zaruri ha k apny Jo anlysis kiye Han un pr ap kitna sure Han k wo thk ha ye self confidence ha forex me zaruri ha k Jo anlyse kren perfect ho wo
              Jb k overconfidence ye hota ha k koi ghlt Kam kr k b 100% sure rehna ..ass confidence hamesha loss ki trf le k Jata ha
              • #22 Collapse

                Re: Self confidence kiun zarori hai?

                forex aik best business hain hum is mai part time be kamkar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma agar lalach iban ky kam karty hain ot hmara account band ho jy a is mai hamara koi be boss nahi hain is mai hum apne marze sy tim table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #23 Collapse

                  Re: Self confidence kiun zarori hai?

                  G bhai self confidence ka mtlab hy apny upper etimad krna, lkn confidence kly ilam ya nalaj ka hona zarori hy. jb insan ky pass knowledge ho to phr derna nai chahy belqi confidence hona chahy.
                  lkn jb knowledge na ho aur insan apny ap ko master smjy aur apny upper confidence kry to phr ye confidence khaternak hy. confidence krny sy pehly knowledge hony ka buhat zarori hy.
                  • #24 Collapse

                    Re: Self confidence kiun zarori hai?

                    Jiya Janab self-confidence zaroori hai agar self-confidence Nahin Hoga To Ham ismein bilkul Kamyab Nahin Honge to hamesha hi ke Taraf kaun se Hamara Bahar Hona chahie tabhi hai please phone mein jyada Se Jyada mehnat karke bahut jaldi Kamyab ho sakte hain Jo Hamen Din Raat Mein Mat Karna chahie aur ismein rukna bilkul Nahin chahie Kyon karo Karam is mein nuksan mein Jaenge To Hamen chahie mehnat se kam Karen Sabar se kam Karen Hamen se kam Kare aur ismein jo hai break bilkul Nahin Karen kam karte jaen jaldi kamyabi ke chances hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Self confidence kiun zarori hai?

                      bgair confidence k hum koi b kam nahi kr skty siwaye mazdoori k. Forex ek technical kam hai is me hamari samne kuch nahi hota sab hamary mind me hota hai agar humen pta hoga k koi b pair q upar ya neechy ja raha hai to hum is ki omovement sy gabra k fear nahi feel karen gy k kahin ye hamara loss na kr dy. is k bar aksa jo insan achi tarah learning k bad traidng men ata hai usy almost hr movement ki reading hoti hai or market ki movement or direction ko samaj leta hai. Lehaza lazmi hai k humpehel learning karen or phr kam start karen is sy humen confidence b mily ga or is k ahumen fayda b hoga.
                      • #26 Collapse

                        Re: Self confidence kiun zarori hai?

                        dear friend aapane bilkul theek ka hai hamare andar jitna jyada confidence hoga Ham hoti hai acchi trading kar sakte hain agar hamare andar conference Na Ho to Ham acchi trading nahin kar sakte aur na kami ki taraf bhi ja sakte hain aur Na kabhi hamare mukadme Ban sakti hai hamen acchi trading karne ke liye hamare andar confidence ka hona bahut jaruri hai agar confidence hoga to Ham ek acche profit ko check kar sakte hain ek achcha profit Ham ek acche profit se Ham aage business kar sakte hain aur kamyabi ho sakte hain agar hamen andar vah trading karne ka jazba Na Ho to Ham ek acche profit kabhi achieve nahin kar sakte thank you
                        • #27 Collapse

                          Re: Self confidence kiun zarori hai?

                          Self confidence isliye zaroori hai their confidence ke sath kam Kiya Hua kam Hamesha dress hota hai aur aur self confidence ke sath Kiya Hua kam bed roughed sabit hota hai program Insan ko Khud Ke Upar Bharosa Hota Hai Aur Insan apni Soch ke mutabik trading karta hai isiliye vah kabhi bhi gussa nahin kar sakta isliye confidence hokar self self confidence rakhkar trade Karen Hamen Inshallah bahut fayda hoga
                          • #28 Collapse

                            Re: Self confidence kiun zarori hai?

                            forex mein self confidence ka hona bht zarori hy hamara pass experience hona boht zarori ha. agr hm without experience he working start kar dain gay to hamain losses ko bhe face karna ho ga. hmain demo account phly use kanra chaye taky saray losses udhar he puray ho jayn. ap se yahi kahun ga k pehle experience hasil karen phir trading.
                            • #29 Collapse

                              Re: Self confidence kiun zarori hai?

                              jee haan apne theek kaha issi tarha trading ko karny k liye bhe experience ka hona zaruri hai q k yeh koi bacho ka khel nai hy balky ek business hy jo k is waqt puri duniya main kiya ja raha hy is liye experience is must to do the tradin buhat hi zrori cheez hai es se insan mai kam karne ke salaheyat paida hoti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Self confidence kiun zarori hai?

                                achi earning k liye self confidence ka hona bht zarori hy even jo ke professional traders hote hai on ko bhi demo account ka use kerna hota hai.demo account is a part of every traderachay exprince ki zrurat hoty hay or as say hum as me asani say kamyab ho saktay hay proper training karn forex k liye or proper planning k sath forex par kaam karn is k bad he ap profit earn karo gy is liye ap ko chaye k ap hard work krn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X