Hamesha overconfidence se loss hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

    Ji han aisa hi hai overconfidence Hamen kabhi bhi Kamyab Nahin hone deta Jab Ham overconfident hokar market ko watch Karte Hain To Ham wrong entry Le Jaate Hain Jiske bad Hamen nuksan ka Samna ho jata hai isliye Hamen confidence develop karna chahie lekin use 1 level tak rakhne ki koshish Karni chahie kabhi bhi overconfident hokar Khud Ko nuksan ki taraf Nahin Lekar Jana chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

      Ji han aapki baat bilkul theek hai acche dance ke sath kam karna chahie Agar Ham good confidence ke sath Karen Karenge tabhi Ham Kamyab Honge Agar Ham Forex Mein overconfidence dikhayenge Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamen chahie ki Hamen Forex Mein Soch Samajh Kar kam karna chahie aur Kam Nahin Karna chahie ho jata hai agar Ham learning se experience kar sakte hain to dance Forex mein agar Ham overconfidence dikhayenge Tum kabhi bhi Aage Nahin padh Sakte isiliye Hamen chahie ki Hamen apni mehnat se kam karna chahie apni mehnat se kam karna chahie Jo log good work karte hain Wohi log Kamyab hote hain isiliye Mein chahie ki Hamen good work Karke kamyabi Hasil Karni chahie
      • #18 Collapse

        Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

        ji dear sahi kaah hay k overconfidence se loss hota ahy jab ham over confidence kar rahy hoty hain to is ka matlab yeah bhi hay k is kaam k liy hamary paas knowledge bahut kam hay aur is kami ko pora karny k liy ham over confidence hoty hain k nhn koi msal nhn yeah aram se ho jay ga aur wohi time hota hay jab ham khud se bhi jhot bol rahy hain aur yeah asal loss hay apny ap se bhi time ka loss,money ka loss aur sath main knowledge ka loss bhi.
        • #19 Collapse

          Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

          Ma ap ke bat sa agree karta hu ka ja overconfidence hamesha loss ka sabab banta ha is leya ham ko chaheya ka jab be trade kran to overconfidence na hon.
          • #20 Collapse

            Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

            agar hum over confidenec ky sat kam karty hai to hamy loss hain hamy learning gain kar ky aik tim tbale bana kar kam karna ho ga hum is ai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to hamara loss hain
            • #21 Collapse

              Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

              dear friends aapane bilkul theek hai aur confidence hamesha loss hota hai hamen overconfidence nahin hona chahie agar Ham overconfidence honge to hamen kacche profit ko bhi chij nahin kar payenge aur ham log ki taraf se jaenge aur na kam hamare mukaddar mein Ban jayegi hamen aur jaldbazi mein Kam nahin karna chahie agar Ham jaldbazi mein kam karenge to Ham Oscar baithenge hamen aisa hisab ne karm ko jari rakhna chahie tabhi hamen acche takat ko achieve kar payenge aur kamyabi ki taraf chale jaenge aur comment hamare mukaddar mein Ban jayegi thank you
              • #22 Collapse

                Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                G bilkul aisa he hai or hona b aisa he chahye over confidence jaisa k naam sy he zahir hai us cheez ka apne pas hone ka tasawar krna Jo k asal me hamary pas nahi hai. agar hum achi tarah learning Karen na k thori c learning start kr k khud ko kehty rahen k muje sab samaj aa gya hai. sei learning hamen over confidence sy bachati hai. over confidence me hum money management krna b ignore kr dety hen or is ka loss b add hota hai or finally hum acha khasa loss kr k is bat ko samajty hen k humen kuch nahi ata him over confidence ka shikaar hen.
                • #23 Collapse

                  Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                  Agar Ham overconfidence Hoke apna Kam karenge to isase Ham kamyab nahin Ho payenge isase hamen blouse ho jaega to isliye hamen overconfidence nahin hona chahie hamen ek hadtal confidence Ho ke apna Kam karna chahie agar Ham ek hafte Tak confidence hokar apna Kam karenge tu Hi Ham achcha kam kar payenge lekin agar Ham overconfidence Hoke apna Kam karenge to Ham achcha Kam nahin kar payenge gay jisse hamen loss hoga
                  • #24 Collapse

                    Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                    yes dear right kaha forex trading main confidence say big loss hota hain earnings nhe hoti hain is liye forex trading main jab b work karna hain tu soach samjh k work kare soach samjh k works say nhe easy kamyabi milti hain regularly work karne say lot of benefits milta hain is liye traders ko kam karna hain tu soach samjh k karna hoga
                    • #25 Collapse

                      Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                      Ji han Sar aap bilkul sahi Kahate Hain dekh Forex Mein Jab Bhi loss hota hai aur confidence ki vajah se hota hai Jyada Hamen chahie ke Ham confidence se ismein trade Karen aur aur aur confidence ismein na Karen Agar Ham overconfidence se trade Karen ke To Ham Jarur galti kar Baithe bhejo ke nuksan Desawar hoti hai
                      • #26 Collapse

                        Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                        G han dear ap ki bat sahi hai humy yaha kam karty waqat overconfident bilkul b nahe hona chya keo ka jab ap overconfident ho ka kam krna start krty han to ap ka liya kam krna mushkil ho jata hai ap jo samaj rahy hoty han wo wasa nahe hota ap apna experience zada over lay rahy hoty han ka ya theak hai lakin asa nahe hota is liya kabi over confident na ho
                        • #27 Collapse

                          Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                          Ji han bhaiya aapane bilkul sahi kaha hai Ham Forex forum mein overconfidence sahi loss hota hai Jiski wajah se Ham na kam ho sakta hai na isliye main chahie Kaise Jyada Se Jyada confidence Tel lagaen Jyada Jyada marketing analyst Karen jisse mein bahut jyada fayda Hoga aur ham Kamyab ho sakte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                            agar forex trading main mehant ki jati hian tu achi earning ho jati ia over trading na kare over trading krne say big loss hota hian forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
                            • #29 Collapse

                              Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                              G humein hamesha chahiye k hum trade kartey waqt over confident na hon kyun k hum over confidence mein aa k baghair sochey zyada trades laga dete hain or apna loss kar baithtey hain as you know MT5 features a cleaner user-interface, granting it a more modern look. Manual traders have 21 timeframes, 38 technical indicators, and 44 analytical objects to improve market analytics. Hedging and netting are the two implemented order accounting modes. The former is the default setting in MT4, supporting more complex trading strategies, and the latter sums up positions in the same asset, as required by unfavorable trading jurisdictions like the US. One of the most notable improvements is the connectivity to the electronic communication network (ECN) by default. The Depth of Market (DOM) function grants more pricing details, and the financial news section improved. MT5 lists 1,538 EAs, and 2,686 custom indicators, significantly less than MT4, but the trend is growing. MetaQuotes continues to improve MT5, which offers a superior out-of-the-box version as compared to MT4
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                                Koi b kam Shuru karne se pahle confident Hona Ek bahut hi positive point hai Magar overconfidence Insan Ko Le dubta Hai Jab Bhi Koi Insan Kisi Ek kam ko Lekar overconfidence ho jata hai to Galti Kayam Kan Bhara Jata Hai Jiski vajah se jyadatar vah nuksan uthata hai isliye Hamen Har kam hosle aur Sabra ke sath karna chahie confidence confidence ke level ki had Tak Hona chahie kabhi bhi kisi bhi kam Mein Jindagi Mein Kisi bhi Mod per overconfidence Nahin Hona chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X