Hamesha overconfidence se loss hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha overconfidence se loss hota hai
    Dear friend Hamen chahie ke Ham kabhi bhi overconfidence se baat na Karen Yahan for exam per Agar overconfidence ke sath vah Karte Hain To Hamen bahut bada lock ho jata hai Hamen chahie kya Forex ko proper dant aur ham is per self-confidence Seva Kare Jab Ham self-confidence Seva Karenge tabhi Ham yahan se acchi earning kar sakte hain aur apne aap ko loss se bacha sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

    Overconfidence Se Kabhi Kam Nahin Karna chahie Kyunki overconfidence ki vajah se Hamara nuksan Hota Hai Jab Bhi Ham Koi trade overconfidence ke sath open Karte Hain To fir Hamara nuksan Hona shuru ho jata hai isliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham kabhi bhi overconfidence ke sath kam na Karen Bal ke Hamen confidence ke sath kam karna chahie.

    Ham Jitna Bata kam Karenge ham utna hi Paida Hoga Jitna Ham Apne confidence ko approved Karenge utani hi Hamen kamyabi Milegi aur Agar Ham Apne confidence ko approved Nahin Karte Hain To fir Hamen kam yah Bhi Nahin Mil sakti hai isliye Hamen Hamesha hi confidence ke sath kam karna chahie Taki Ham Kamyab ho sake.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

      Confidence ke sath trading karna bahut Jaruri Samjha Jata Hai Lekin Kuchh trader Jab overconfident hote hain to vah market Mein mistakes karne lag Jaate Hain Jis ki vajah se loss ho sakta hai Forex trading business Mein Hamen overconfident Nahin Hona Dal Ke Hamen Apne trading system ke tahat kam Karte Rahana chahie acchi Tarah market ko analysis karne wala trader hi acchi trading kar sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

        g han hamain confidence main rh k kam karna ho ga tab hi hum sucesful trader ban sakty hain so hamain chahye is k bary main practice karni ho gi ta k eanr karny k kabil ho sakty hain but hamain cahy is k bary main enter hony say pahly is k bary main practice karni ho gi tab hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain greed ko avoid kar k hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain enter hony say pahly is k bary main practtice karni ho gi tab hi hum sucess hon gay ta k earn karien gya
        • #5 Collapse

          Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

          dear friend forex trading mn confidance k sath trading krna achhi bat ha lekin overconfidance sa ziada tr nuksan he hota ha keun k jb kuch logon ko achha profit mil jata ha to woh khud ko expert trader smjhtay howay overconfidance k sath kam krtay hn aur baghair sochay smjhay trade lgatay hn to jb trade loss mn jati ha to ziada tr account bhi wash ho skta ha
          • #6 Collapse

            Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: MirzaYaqoob پيغام ديکھيے
            Dear friend Hamen chahie ke Ham kabhi bhi overconfidence se baat na Karen Yahan for exam per Agar overconfidence ke sath vah Karte Hain To Hamen bahut bada lock ho jata hai Hamen chahie kya Forex ko proper dant aur ham is per self-confidence Seva Kare Jab Ham self-confidence Seva Karenge tabhi Ham yahan se acchi earning kar sakte hain aur apne aap ko loss se bacha sakte hain
            Assalamu Alaikum dear member ji bilkul aapane theek Kaha our confidence Nahin hone chahie Hamen apne business ka ka koi bhi Chhota ya Bada Faisla Soch Samajh Kar karna chahie aur aur utna hi risk Lena chahie Jitna ke Ham bardasht kar sakte hain Agar Ham usse Jyada risk laenge to yah Hamare Liye Ye Theek Nahin Hoga aur ham business nahin kar Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

              Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men over confidence nuksan ki jarh hey kiun k iss men kuch log aik ya 2 trades men acha profit hasil kar letey hen tu phir over confidence ho jatay hen iss liay jaldi men ghalt trade lag jati hey iss liay bara loss ho jata hey iss liay koshish karen k self confidence ko improve karen aur over confidence se avoid karen
              • #8 Collapse

                Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                asa he hai agar hum is main over confidence sy kam kary gy to hamy loss ho jay ga ismain market ka yai moderator ka koi balm nahe hotaloss hum apnehe waja sy karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum is main agy bar saky agar hum is mai confidence sy kam kary gy to hamy is main kamyabe hasil ho ge yai aik asa karobar hai jo jy pore duna main pahl cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                  Forex mein confidence ka hona zaroori hai lakin over confidence nahin hona cahaiye is se loss hi hai forex mein hum learning knowledge aur experience se confidence hasil kar saktay han confidence ehm h forex mein agr hum over confidence nahin hona cahaiye over confidence se loss hi hota hai kiok over confidence mein hum jald bazi mein trading kartay han over confidence mein hum market ka analysis nahin kartay is traha loss hi hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                    Assalamu Alaikum
                    Ji e overconfidence Nahin Hona chahie isase aapko Las ho sakta hai aap kam apne pass Jo knowledge maujud hai uske matlab kam Karen isase aap ka experience bhi badega aur aap acche trader Ban Sakoge aur agar aap Kisi senior member ke sath contact Mein Hai To usse bhi knowledge share Karen aur dusron Tak pahunch
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                      Ji han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men over confidence hon kar kam nahin karna chahye kun kay agar hum as men over confidence ho kar kam karty hain tu hamen as men loss ho jata hy as lia hamen forex men bahut himat kay sath apna kam jary rakhna chahey takeh hum as men achy earning hasil kar saken kun kay agar hum forex men mahnat kay sath kam nahin karen gy tu hamenas men kam karny ka koi bhe faida hasil nahin hoga ur hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men jaldi kay sath kamnahin karna chahey tabhy hum as men acha profit hasil kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                        Yes dear ap teak Kay ray Hain overconfident SC Ham loss Kar Katy Hain dear is system main normal ho Kar Kam karna hota hai.
                        Agr Ham active mind ja sath kam kary gay to Ham is system sc positive result hasil kar sakty Hain.
                        Dear jab Ham over work karthy Hain to hamy pher is system main loss hota hai.
                        Dear is system main kam karny ka Kay active mind ka sath kam karna chay ta ka hamy acha benefit Mily.
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                          over confidence hamy loss ky sawa kush be nahe dy sakta hamy loss ko katam karna ho ga ta ky hum is main kamyabe hasil kar saky yai aik asa karobar hian jo ky pore duna main legal ho cuka hain is main pakistan ky loge be kam kar rahy hain yai aik real karobar hain hum isman aik din mai aik account main 50 posts or 4 threads karty han hamy pahlhy posts karne chahey or bad main threads karnay chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                            forex aik best business hain hum is mai kam kar ky pasa kama sakty hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hai hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam mkar sakty hain hamy market ke movement ky mtbaik is mai kam karna ho ga hum is mai aar greedy ban ky kam karty hain to hamra account band ho y ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamesha overconfidence se loss hota hai

                              dear dosot loss honay ki shartoon mai se ik sharat ye b hai kay agar ap over confidence ka shikar ho jatay hain tu ap ko loss ho jata hai, over confident traders ussi time hotay hain jb unnay lagataar 2 3 trades mi profit hasil ho jae phir woh ye samaj lytay hain kay forex se profit hasil krna mushkil nai tu iss chakar mai a kar woh over confidence ka shikar ho jatay hain aur loss kr bethtay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X