stop loss and take profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2371 Collapse

    Stop loss aur take profit forex main apni ahmiat rakhta hai is main ap apni trading ko aik jaga pe set kar dete hain aur agar ap forex pe maojood hon ya na hon jaise hi wo trading us set ki hoe value pe paonche gi to khud hi stop ho jae gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2372 Collapse

      is forex main stop loss aur take profit hasil kar k hi hum is main trade kar sakty hain so hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karny main koi mushkil na ho skay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karein gay aur greed k avoid kar k hi hum sucess hon gay aur demo main practice kar k hi hum earn karein gay
      • #2373 Collapse

        Forex market mn ya bahut he aham hai k ap jb bhe trade lagain tu take profit aor stop loss lazmi lagain as sy ap ziada loss sy Bach jaty hain aor ap ka profit bhe kam honey sy Bach sukta hai
        • #2374 Collapse

          Trading kay doran har trader ko chiye ke woh stop loss aur take profit ka use zaroor kiya karin . stop loss ke waja say traders ko kafi advantage mil sakty hain . aur traders stop loss ke waja say trading kay doran bohot ziada taize say price movement ke waja say honay walay loss sy apnay app ko bacha sakty hain .
           
          • #2375 Collapse

            humain stop loss ko use karty hain to kafi achi earning hasil ho sakti hay magr humain aik limit miti hay to kam karny main asni ho sakti hay magr humain hard work kar kay achy say ana ho ga is main take profit ko use karna b sa hota hay kun ay take profit karny say market min kafi achi limit mil sakti hay magr humain kafi fucs say kam karna ho
            • #2376 Collapse

              Stop loss or take profit borker ki taraf sey kaml ki cheez hian q baz dafa aisa hota hai k hamari trade acher profit min aa kr reverse ho jati hai to hum preshan ho jatey hain lekin ager tp laga ho ga to hamari trade profit min close ho jai gi oor sl humin bary loss sey bachata hai
               
              • #2377 Collapse

                yes janab hamen stop loss k tools ko use karna chaheye ye hamary lye kafi faedamand hay agar ham apny account ki safety chahty hain to hamare lye stop loss ka use karna lazmi hay jesa k ham kabi ksi kam k selsaly kahen baher chaly jaty hain aur us time hamari trade loss men hoti hay kuch to ham itny time apni trade k sath beht to nhi sakty hain so agar ham stop loss ko use kar k apny profit k sath set kar dengy to ham is trah say easy kahen b ja sakty hain bena tension
                • #2378 Collapse

                  market main trade karny k liye hard work karni ho gi aur loss say bachny k liye stop loss aur take profit use kar k hi hum loss say bach saky gay aur market main knolwdge ho ga tab hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay
                  • #2379 Collapse

                    stop loss and take profit
                    Assalamu Alaikum friends my new user Hoonapni senior member se puchna Chatram bus stop loss and take profit the camera please mujhe Uske baare mein Bataye maybe install expertrating Karke Kamyab
                     
                    • #2380 Collapse

                      forex main jub hum trading karty hain tu humain apni trading main stopp loss or take profit ko bhi dekhna hoat hai or yah do ayse kam hain jis ki help se hum achi trading kar skty hain stopp los se hmary loss k cahnce kam ho jaty hain or hmain zeyda loss nahi hoat hai or take profit se hari maoney manag ment main help milti hai en ko use karna chahye
                      • #2381 Collapse

                        bhao baat ya ha kay forex ma stop loss or take profit lagana lazmi to nai ha lakin wo ap pay depend krta ha kay ap lagaty ha ya nai lakin agar apkay pas experince ha to apko forex ma stop loss lagany ka koi faida nai ha lakin agar apkay pas knowldge nai ha to apko stop loss or take profit lagana chahiye takay ap earning bhi kr saky
                        • #2382 Collapse

                          Ji haan stop loss aur take profit ki facility ka sab se ziada faida yeh hota hai ke ham tension free hojatay hai aur all the time hamain forex trading ke MT4 ke samnay nahi bethna parta. Balke support aur resistance ko madde nazar rakhtay hoay stop loss aur take profit laga diya jata hai.
                          • #2383 Collapse

                            jee han mara b yahi khyal hay k Forex trading main take profit aur stop loss ka pra rool hota hay koi trader is time tek acha aur successful trader ni ben sekta jeb tek wo in two tools ka use kerna na seakh lay.
                            • #2384 Collapse

                              yqeenan yaqeenan ye bat 100% darust hey keh STOP LOSS or TAKE PROFIT forex trading men bahut aham kirdar ada kareti hen .in key istemal key baghair trading men khtrat mojood hen . agar SL ka istemal kiya jaey sarmaya mahfooz rehta ha oragar TP ka istemal kiya jaey to profit mahfooz rehta ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2385 Collapse

                                agar hum stop loss use karty huway trading karen gay to humari trading achi ho sakti hay humay chahiey keh esmain take profit ko use karty huway trading karni chahiey kyun keh esmain theak say time dainay main he faida hota hay ye aik bohat acha businenss hay humay mehnat karni chahiey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X