stop loss and take profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1651 Collapse

    yes bro you are correct forex me stop loss and take profit bohat ahmiyat rakhty hen kabhi kabhi market ac ho jati he k bina stop loss ya take profit se ulti ho jati he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1652 Collapse

      i agree with your question pakistan FOREX TRADING business men stop loss and take profit pakistan FOREX TRADINGbusiness men bohat aham role adaa kertay hen
      • #1653 Collapse

        jis waqt ham order lagaen usi waqt take profit or stop loss laga dena chahiye kiun k market kisi bhi time hamaray against ya favor mein chali jaati hai isliye stop loss rakhna chahiye ta loss kam se kam ho or take proft ta k trade profit mein close ho.
        • #1654 Collapse

          friends forex main stop loss aur take profit ki boht ehmait hai hamin chaya har trade k saath apna sl zaroor lagain kyun k forex main humain market ka koi andaza nahe hota hai ais liya agr hamin boht zada loss honay lagay tou ham sl ki waja sa bach jatay hain
          • #1655 Collapse

            Ji Han stop Los or take profit trading me kafi ahamiat ka mazhar hota he kio ke baz dafa hum continue market ko nahi dekh saktay tu stop Los or take profit ka option laga saktay hain.
               
            • #1656 Collapse

              Take profit aur stop loss forex trading main buhat eham hotain hamain in ko daikh kar forex main kaam karna chahiye agar hum in dono cheezoo ka dehaan nahi rakhain gy to hamin loss b ho saktaa ha
              • #1657 Collapse

                assalam o alikum mere bhai lazmi hai ap forex main aus waqt take profit karo gay jab ap ko profit ho ga. stop loss aus waqt use karo jab ap ko loss ho ga..shukriya..
                • #1658 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                  stop loss aur take profit forx trading me boht eham role play krty hen ,ap in dono cheezo k beghr trading me kbhi bhi kamyab ni ho skty because sometimes marekt ap ko profit day rahi hoti hai to tb ap ko take profit ki zarort perti hai aur jb market continous loss me ja rahi ho to ap ko stop loss ki zarort perti hai ..
                  yup THIS IS THE GOOD THING I MEAN AND FOR THIS PURPOSE YOU SHOULD DO HARD WORK AND YOU SHOULD BE ABLE TO DO THIS TYPE OF WORK AND DO NOT BE PESSIMIST THEN ALL WILL BE YOUR'S..
                  • #1659 Collapse

                    g han maray dost main aapki baat say agree karta hun kay forex trading main stop loss our take profit ka bhut aham role ha kyun kay agr hum forex trading main stop loss use karain to humain big loss honay say bach sakta hai,
                    • #1660 Collapse

                      stop loss or take profit aik aisi cheez hai jis main aap ko is main theek say big loss say bach jatay hain or aap ko is main account wash honay say bach jata hai or aap ko is main earning hoti hai
                       
                      • #1661 Collapse

                        main sab traders ko yehi mashwara dunga keh woh always is business main stop loss and take profit ko always use karen because yeh hamarey liye bohot hi ziada zaroori hota hey aur jab hum is businesss main take profit and stop loss ko use kartey hain to phir hum is main kabhi bhi fail nahin hotey hain.
                        • #1662 Collapse

                          ge ha ya ak acha business ha sab is akm ko like karta ha sab ka liy ha ya sab ka liy ha ap be is ma akmkaro or pisa kmo sab is akm kopat time business kahta ha sab kaliy ha sab ka liy ha sabis akm ko pat time business kah
                          • #1663 Collapse

                            forex mein kaam kartay howay es mein take profit aur stop loss se ap ku buhat he faeda ho sakta hai aur es ku kosis karay small volume se trade karay aur es mein money investment walay acount mein stop ya tak karay
                             
                            • #1664 Collapse

                              stop loss and take profit i think stop loss ka profit ka sath koi ghera link ni hota ha ku k stop loss to sirf ap k loss ko ek had ma mehdod rakhta ha lkn profit to ap ki trading pa depend karta ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1665 Collapse

                                stoploss aur take profit aik bht hi achi option hai laikin is main ye hai k ap ko itna pta hona lazmi hai k ap is ko use kis trha se kry gay aur is amin kia kr skty hain q k agr ap ko ye use nhi krni aati hai to ap k liye problem ban skta hai is main aur ap is main profit ki bajaye loss bhi kr skty hain is liye daikh k kam kry
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X