nakame ke waja keya hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    nakame ke waja keya hain
    jab hum is mai bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahye ta ky hum is main agy bar saky or pasia kama saky yai aik asa karobar han jo ky pore duna mai pahl cuka han hum isman live kam karty han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: nakame ke waja keya hain

    ki bahut sari reasons hai aur hamen chahie ki ham log Agar nakam hote hain to yah to hamare pass knowledge nahin hota yah hamare pass experience hi nahin hota yah Ham lawless karte hain bahut sara Paisa ek hi waqt kamane lag jaate Hain To iski vajah se bhi hamen bahut jyada nuksan hota hai To aisa hamen chahie ki ham log chij ko samjhaie understand Karen FIR apne aap ko achcha aur successful trader banaen
    • #3 Collapse

      Re: nakame ke waja keya hain

      Jo log nakam hoty hy lakin wo kabi kamayb nai hoty hamain esi trha mahnat krni chat tak hamain es sh faid ahasil ho ham kamayb bi ho skaty hy
      • #4 Collapse

        Re: nakame ke waja keya hain

        dear without experience ke agar aap kisi bhi field Mein ya kisi bhi business mein kam karenge to aap usmein sirf nakam hi honge kyunki har EK field Mein yah har EK business main aapapne experience aur acche knowledge ke best per hi kamyabi Hasil kar padhte hain aur Forex main bhi kuch is tarah ka seen paya jata hai bagair knowledge or experience ke Forex ke business mein koi bhi trader kamyabi Hasil nahin kar pata kyunki Forex ke business mein jitna profit Hai utna loss bhi and board hai agar Forex ko ek side se dekhenge aur bagair experience or knowledge Ke is per kam karenge aur lalach Mein aakar ke jyadatar trade lagaenge to kabhi bhi profit nahin hoga ulta Hamesha nuksan hi hogaForex ke business mein kamyabi Hasil kar rahi hai to apne experian ko increase karna hoga aur learn karke hi future Mein trading karni hogi jitna jyada focus ke Ham sath kam karenge aur acche experience ke base par kaam karenge utna hi jyada profit Forex ke business gain kar payenge
        • #5 Collapse

          Re: nakame ke waja keya hain

          hamy experience ke kame ke waja sy he nakame hote hain hamy is mai aik time mai aik he pair mai kam karna ho ga hum is main aik din mai aik account mai 4 threads kar sakty hai hamy is mai experience ko best bana kar kam karna ho ga agar hamara kam karny ka experience kam hai to hamy practice karne chahey hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey yai aik acha karobar ha
          • #6 Collapse

            Re: nakame ke waja keya hain

            Forex mein agar humain loss hota hai tou humain loss honay ki wajah bhi talash kerni chahyea loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahye ta ky hum is main agy bar saky or pasia kama saky yai aik asa karobar han jo ky pore duna mai pahl cuka han hum isman live kam kertay hain loss ki wajah ko khatam ker kay humain apnay kaam ko profit mein change kerna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: nakame ke waja keya hain

              Assalam o alaikum dear friend jaise k ap ny kha k k nakami ke wjha Kia ha to ap ay bilkal tk kha ku k bot sy new user hoty ha wo demo practice ni krty or forexay trading start kr duty ha or apny seniors ko fallow ni KR to trading pay zayada time spend ni Larry to wo kbi b kamyab ni hoty or nakam ho jaty ha humy agr kamyab hona ha to hum ko chaiye k demo practise kry ta k humari learni axhi ho or apny seniors ko fallow kry ta k achi posts kr sakhy or emotional ho kr trade na kry fresh mind sy business ko chalai ta k koi mistake na ho as trh sy him kamyab ho sakty ha
              • #8 Collapse

                Re: nakame ke waja keya hain

                Nakami ki bht c easons hoti hain or sab sy barhi nakami ye hoti hai k apko ye pta e nhi hota k hmarey main kon c nakami hai so apni deficiencies ko identify krna b kamyabi ki trf eak uthta hua qadm hai.
                1) forum ya trading ko bgair jany isko join kr lena
                2) rules ko janay bina kam start kr dena jis sy account ban ho jata hai
                3) Emotional ho k kam krna bjyaye isk k wait krein ir sabr krein
                4) kisi senior ya kisi b platform sy guidelines na lena
                5) apnay kam sy honest na hona
                6) Negative thoughts rakhna.
                • #9 Collapse

                  Re: nakame ke waja keya hain

                  Forex me nakame ki wajah galat analysis of trade market movement ki galat checking or non moving pair of currency ki selection lose or jald nakame ki wajah ban jati hy or iskay ilawa galat posting threads kay against or posting me zayada gakatiyan bhi nakamyabi wajah hen
                  • #10 Collapse

                    Re: nakame ke waja keya hain

                    gee han dear agar hum forex main acaha kam nain karain gay forex kay roles ko follow nain karin gy to pher he hum is main nakam hon gay forex aik best online business hai hamain forex main dil laga kar forex main knowledge ko gin karna ho ga pher he hum is main kamyab hon gay forex main acha kam karin gay tohe hum is main acha bonus hasil kar lain gay
                    • #11 Collapse

                      Re: nakame ke waja keya hain

                      Assalam walekum ji Bhai jaan aapki baat bilkul theek hai or ummid karta hun aap sab khairiyat se hongeji agr hm Pakistan forex trading main km kr rahy hn to hm jb apna account banty hn or jb hma apna account ba rahy hoty hn to hm apna nickname rakh laty hm hm apnaa Nickname is wajh sy rakty hn q kh yahin py hamry name ky koi dosry member bhi hoty hn hm apni phchan kilye apna nickname rakhty hn
                      • #12 Collapse

                        Re: nakame ke waja keya hain

                        Assalamu alaikum dear friends Marina kha sakte hain ki hamari post mein kuchh mistakes rah jaate Hain jisse hamen na kami hoti hai isliye main chahie ki Ham apne mistakes ko sahi Karen aur apne post ki quality ko behtar Karen jiske sar hamen bahut achcha bonus aise log aur ham kamyab honge aur ham na kami se bache sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: nakame ke waja keya hain

                          Aik bat yad rkhna humsha my dear friends forex main nakmi ki sub say bhri waja jald bazi lalach karna bgr sochy samjy treading karna chahie jo kuch ho jaye humsha market k mutabik treading karna us ko samjh jr us k trand k mutabik ku k jo log bgr dkhy bgr samjy bgr khowlage experience k market main jump lagty hain un ko buht bhra nuksan uthna phar jata hain ku k ya kam hi asa hy jass k lay ap jatna zyda mahant k sth work kary gat ap k asani or kamyabii bhi wesy hi hogie....
                          • #14 Collapse

                            Re: nakame ke waja keya hain

                            Kyunki Forex me Lo Samay Forex main kmyabi hasil karni hain tu humhy mehnat karni ho gai ku k forex main humhy loss or profit dono ka samna karna prta hain forex min
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: nakame ke waja keya hain

                              Forex trading per nakam ki vajah yah hai hi ke agar aapke pass trading ka knowledge na ho aur uski learning Na Ho to aap trading mein Nakam ho sakte hain isliye aapko trading ke knowledge Hasil karna hoga aur market ko analyse karna aana chahie tabhi aap ismein Kamyab ho sakte hain jyada se jyada learning Karen aur trading ke bare mein apna knowledge increase per ke hi aap ismein Kamyab ho sakte hain kuchh new members bahut zyada pareshan Ho jaate Hain unko chahie ki vah senior uski helpline aur unki mistakes ko read Karen to ab apni mistakes ko avoid kar sakte hain aur is tarah trade Mein achcha perform kar sakte hain aur ek achcha bonus bhi Hasil kar sakte hain yah aap depend karta hai ki aap kitna jyada hard work karte Hain Agar aapko market ka analyse karna hi nahin aata to aap usmein na kam honge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X