jab hum is mai bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahye ta ky hum is main agy bar saky or pasia kama saky yai aik asa karobar han jo ky pore duna mai pahl cuka han hum isman live kam karty han
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим