Forex Trading me repeated mistakes bara kaam kharab kar deti hai, agar aik ghalti aik dafa ho to koi masla nahi hai lekin us ka baar bar hona bara masla hota hai, is waja se Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen. Mistakes ko kabi avoid na karen balka learn karen aur kamyab ho jaen.Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen. Demo Account per daily pr practice sa trading skill improve hoti han.Hardworking, learning aur experience sa he kamyabi momkin ha.Good trader bnna hy to apne knowledge ko ziada se ziada increase krein. Mistakes ko kabi avoid na karen balka learn karen aur kamyab ho jaen.Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим