Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.
    Forex Trading me repeated mistakes bara kaam kharab kar deti hai, agar aik ghalti aik dafa ho to koi masla nahi hai lekin us ka baar bar hona bara masla hota hai, is waja se Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen. Mistakes ko kabi avoid na karen balka learn karen aur kamyab ho jaen.Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen. Demo Account per daily pr practice sa trading skill improve hoti han.Hardworking, learning aur experience sa he kamyabi momkin ha.Good trader bnna hy to apne knowledge ko ziada se ziada increase krein. Mistakes ko kabi avoid na karen balka learn karen aur kamyab ho jaen.Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے

    G han dear aap bilkul sahi kah rahe hain hamen always hi apni trade ko secces banany k liay baar baar mistake na Karen
    • #3 Collapse

      Re: Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.

      mistake ko repeat krne wala hmesha mistake hi krega Aur mistake kl note krna r Usi mistake c leason lenay wala hmesha Agay barhta rhega K jab Ap c koe mistakes ho Aur ap usay daily base pe repeat krte hain to Apko loss hota hai Jab ik mistake ho jay usko note kya kren bd m woh mistake na ho Ap c
      Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
      • #4 Collapse

        Re: Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.

        Aslamoalaikum.......... Agar aapane trading co Kamyab banana hai to apni mistake ko repeat na Karen Bal ke Apon mistake Se sikhen Kahan Pata Banjo Den acche se Achcha kam Karen behtarin kam Karen tab bhi aap kamyabi Hasil kar sakte hain agar aap apni mistakes per Baithe Rahe to aap apna kam Achcha tarike se nahin kar Sakenge aur na hi usmein aap acchi Tarah Se kamyabi Hasil kar Sakenge kamyabi Hasil karne ke liye Hamen chahie kya apni mistakes ke galtiyo se Sabak sikhana chahie Taki aainda ya kam Na Ho
        • #5 Collapse

          Re: Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
          Forex Trading me repeated mistakes bara kaam kharab kar deti hai, agar aik ghalti aik dafa ho to koi masla nahi hai lekin us ka baar bar hona bara masla hota hai, is waja se Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen. Mistakes ko kabi avoid na karen balka learn karen aur kamyab ho jaen.Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen. Demo Account per daily pr practice sa trading skill improve hoti han.Hardworking, learning aur experience sa he kamyabi momkin ha.Good trader bnna hy to apne knowledge ko ziada se ziada increase krein. Mistakes ko kabi avoid na karen balka learn karen aur kamyab ho jaen.Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.
          bro hame chaiye ke agr hame apni trading ko acha banana hai to hame apni mistakes ko kam krna hoga q ke jab k hamre mistakes kam nh hongi ham ek ache trader nh ban skte to mistakes kam krne ke liye bh hamare pas ek acha platform hai demo ke name se to hame chaiye ke ham demo account pr practice kren trading ki or mistakes na kren demo pr bh koshish kren ke kam mistakes ho demo pr bh to is se apko acha learning mile gi demo se
          • #6 Collapse

            Re: Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.

            G han apki bat bilkal thek hy apni trading ko successful bnany k liye mistakes ko repeat nhi krna chaeay ager hum chaty hen k humari mistakes kam hon to humen demo account use kren humen chaea k hum demo account py ziyada se ziyada practise krty rahen ager hum achi trha practice kar k trade kren gey to humari mistakes kam hon gi or humen chaea k hum bar bar apni mistakes ko repeat na kren tb hi successful trader ban skty hen or acha profit hasil kr skty hen
            • #7 Collapse

              Re: Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.

              Ji bilkul Apne theek ka hai apni trading ko Agar ham successful banana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham apni mistake ko avoid Karke trading Karen trading Mein Hone Wali mistake ko Hamen ignore nahin karna chahie Agar Ham trading Mein unhen wali mistake ko ignore kar denge To Ham Yahi mistake apni trading Mein Bar Bar karte rahenge Jiski vajah se Hamen Apne kam Mein loss Ho Jaega To Hamen chahie ki Ham apni in mistake ko solve karne ki koshish karen aur yah mistake dubara Apne kam repeat na Karen

              Hamen Apne kam ko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie acche experience aur acchi knowledge ke sath Agar Ham Apne kam ko Karenge To Ham Apne kam Mein mistake Nahin Karenge Hamen Apne kam ko Hamesha acchi planning ke sath karna chahie Agar ham acchi planning ke sath Apne kam ko Karenge To Ham Apne kaam mein jyada galtiyan Nahin Karenge
              • #8 Collapse

                Re: Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.

                ji han bilkul aap Ki baat theek hai Forex trading ko sakta hai successful banane ke liye hamen apni mistakes ko avoid karna chahie aur again mistakes repeat Nahin karni chahie balke hamen chahie ki Forex Mein apna jyada Se jyada time invest Karen hamen chahie ki Ham apni mistakes ko ignore na Karen balke unse learn Karen tab hi Ham acchi tarah Se Forex Mein kam kar sakte hain aur achcha experience we increase kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.

                  hum trading kar ky pasia kama sakty hain hum is mai part time be kam kr sakty hain hum i smqai ufll time be kam kar sakty hain hamy market ke movement ky mitabik kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex mai hamy analyuis ko learn kar ky use kar ky kam karen aho ga pher he hum gay bar saky gy is mai ahmara kii be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Akram khiyara
                    Hamen apni trading ko successful hi karne ke liye Ye apni repeated mistake Ko Na Karen Hamen apni mistake ko Sahi karne aur usko repeat bilkul Bhi Na Karen Kyunki Jab Ham Forex trading business Mein repeated mistake ko Dobara repeat Karte Hain To Hamen is business Mein Kabhi Bhi acchi kamyabi Nahin Mil Sakte isliye Humko chahie hamesha online business Mein Apni horse mistake ko Sahi Karen Dobara repeat na Karen jisse Hamen bahut nuksan hota hai aur Hamen is Maine Soch Samajh Kar Hi Kam karna chahie Jab Ham Soch samajh ke kam Karenge apni mistake se Sabak Hassan Karenge To Hamen Forex trading business ke bare mein bahut acchi learning haselu sakti hai acchi learning se Ham Khud trading market ko strongly advise kar sakte Jab analysing Hamari acchi Hogi to Achcha profit bhi Hasil ho sakta hai
                    yes brother forex ki wajah se main b sikha ho aam life main ek zaida zaida mistake kar lo khail kod main lekin forex main ek mistake 2nd bar kabi nai karna agar ki to wohi loss ho ga q k forex main mistake karnay se paisa ziya hota hai agar kisi k pass paisa na ho ya phir kamana mushkal ho phir socho us ko kitny takleef ho gi is liay hum ko chayie ek forex main agar ek mistake ho jay phir jab tak us mistake ko thik nai kar laite 2nd trade nai lagani chayie kya pata hai usy mistake se wohi loss ho jay jis se aap ko takleef hoty hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.

                      dear main bhi apki is baat say agree karta hoon k agar ham is markeet main kaam kartay huwy kuch aisi mistakes ko ignore kartay huwya kaam kartay hain jinka ignore karna hamko kabhi kisi barry museebat main daal sakta hay to yeh hamari is markeet main honay wali sab say barri mistakes hoge jis say hamko is makreet main kaam kartay huway kabhi bhi kuch bhi khaas faida nai mil skata hay jisk liye zarrui hay k ham is markeet main kaam kartay huway kam say kam reward k baray main agar ham osch samjh kar kaam kartay hain to hamaray liye is say barrh kar aur kuch bhi acha nai ho sakta hay laiin agar ham is markeet main kaam kartay huway kuch aisa kartay hain jiska karna hamko lose pay lose main daal sakta hay to hamko aisa karnay say kuch bhi is makreet say hasil nai honay wala hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.

                        Forex men apni trading ko kamyab bnanay kailay apni mistakes ko repeat ni kren blkay us sa seekhen k men Kahan r kis waqat ghlti ki thi r nuqsan uthia tha next time wo ghlti na kren tab hi ja k ap kamyab ho Saktay hen ager ap in cheezon Ka khayl ni kartay to ap us sa nuqsan uhtaty hi rehay ga lehaza ya zaroori ha k ksi bi kam men koshish kren k ghlti na kren r agr ghlati Jo bi jati ha to us seekhen k ya ghlti next time na ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.

                          Agar apni trading co Ham Achcha banana Chahte Hain To Hamen Jo trading Mein mistake Hoti Hai Ham usko kabhi bhi repeat na Karen Kyunki mistake ko repeat karne se Forex trading Main Agar pahle mistake se loss Hua Hai To Vahi mistake dubara repeat karne se again loss ho sakta hai isliye Hamen kabhi bhi repeated mistake ko repeat nahin karna chahie balki Hamen usko Sahi karna chahie aur jab was a mistake Nahin Hogi To Aisi mistakes loss bhi nahin Hoga aur Achcha profit Bhi Hoga
                          • #14 Collapse

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni trading ko successful banane k leye mistakes ko repeat na karen.

                              Ji han bhai aapane bilkul sahi kaha hai Hamen Forex forum apni mistake ko improve karna chahie Agar Hamen perfect a profitable Lagana Chahta Hai To Apne mistakes Koi ignore Kare Jyada Se Jyada knowledge or experience ko show Karen jisse mein bahut jyada fayda ho sakta hai aur bahut Achcha online

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X