main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    loss kay main reasons hain kay banda jab aik dafa profit ziada amount main earn karna shuru kardeta hai to use lalach ajati hai aur zyada ki isi waja se woh loss kar bethta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      wese to kai reason hote hain loss k lekin kuch main reason ye hain
      1... ham apne emotions ko control nahi karte
      2... ham bina knwldge k forex join karte hain
      3... ham demo accoount se help nahi lena chahte
      4... loss hone k baad phr se jald bazi karte hain treding mai
       
      • #108 Collapse

        The all three is the top reason for loss in forex business. we fall in loss for our emotion. Because it calls greed and greed is so much harmful. And lack of planning bring a great loss for a trader.
        • #109 Collapse

          Brother main ek bat batan chahta hun k jo shaks kisi chez ki lalach rakhta hy ya loss main jata hy to uski bari waja hy greed jo k insan ko kabhi agaye nhi barhny nhi deta. Loss ki agar hum bat karty hain to loss or win dono aesi chezen main jis sy insan ko bhagna nhi chahye isay agar hum chor dengy to soch kr to not well. Planning hamari zindagi main bohat madad gaar sabit hoti hy hame apni trade k liye plane zarur tiyar krna chahye ...........
          • #110 Collapse

            forex ma loss ki wajoohaat ma sub sy zeyaada asar insaan ki lalach ka hy jo insan ko bar bar trading per uksati hy aor nuqsan karwati hy
            2nd low knowledge
            3rd lack of planning
            • #111 Collapse

              Main mazeed add kar daita ho k Forex mai loss ki mazeed reason yeh hai k jab trader educated nahi hota tu woh analysis ko achi tarha samaj nahi sakta,won news ko achi tarha follow nahi kar pata,trader jab dosro pay depend karta hai.short cut method like gambling,ideas and luck etc,useless and over trading etc yeh be Forex mai trader k loss ki waja hain jis waja se trader ko aksar loss ka samna rehta hai.
              Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
              • #112 Collapse

                forex trading me loss ki main ghali ye hoti hy keh ham profit ly kar laalach me aa kar babar trading karna sharu kar dety hain jis ki waja sy ham loss uthaty hain hamin apna target achieve karny ka bad aaram karna chahiey na kek barbar trading karty jain
                • #113 Collapse

                  jee my dear ap na bhot hek kha ha ky bhot sa person ya jo new trader ha wo sab sa phely to greedy karty ha our loss kar dathy ha our ous ka bad emotion par control na rhak kar trading karty ha our bh zayda loss kar dathy ha our ous ka bad luck planing karty hovy forex sa out ho jaty ha
                  • #114 Collapse

                    yes dear ap ki information bilkul thek hy jab ham forex trading may greed karty hain ya apny emotions ko control nahi rakh paty jis ki wja say hamy forex trading may loss ho jata hy hamy chahiye kay ham greed and emotions ko control may rakh kar trade kary.
                    • #115 Collapse

                      Jo humein loss hota he is ki boht sari reasons ho sakti hein, humarai concentration na ho forex pe, hum interest na lay rahay hongay, humein experience ya knowledge na ho, hum ne practice na ki ho or bhi boht si reasons ho sakti hein.
                      • #116 Collapse

                        Waisy to Forex risky trading ha aur is mei profit aur loss k chances same hain , lakin ap k points achy hain jo ap ny mentin kiyeh han in k ilawa Lack of knowledge aur Less Experience b loss ki wajha
                         
                        • #117 Collapse

                          Forex trading ma mara khayal sa loss ki main reason knowledge aor experience ki kami ha ku k knowledge aor experience hi to trading ma success ki base hoti ha jab base hi mazbot na ho to success kasa ho gi.
                          • #118 Collapse

                            loss ka kasy pta chalta ha k hamay loss ho gya ha frnds???
                            frnds trade ke markit kis kis din band hoti ha
                             
                            • #119 Collapse

                              forex ma trade ke markit kis kis din band hoti ha frnds???or account attach kr lany k bad hum ko kya karna chahiye???
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                forex sy hum karoor pati ban skty ha???kya
                                forex is waqt pakistan ma best company ja rahi ha jo hamay aik post ka 20$ dati ha.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X