main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1036 Collapse

    forex ma ap ko loss hona ki jo main waja ha vo la ha ap lalach ma a good jata ha or lalach ma a great kar jaldi jaldi order lag jata ha kis sy ap ka order theak nai lagta or ap ko loss ho jata ha ap apny uoer control rak kar trading kara phr ap ko itna loss end up being nai ho ga or perhaps ap ki trading sy earning become achi hasil ho ja gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1037 Collapse

      There are umpteen saneness pertaining to amount in forex but lack connected with knowledge change,and very rattling gushing book tend to be the cogitate involving unfortunate throughout forex. greed plays your own main enactment in any kind of miscarry commercialism.
      • #1038 Collapse

        dear loss ki asal wajah meri nazar men yahi hai k log isko serious nahin lete jab sari investment doob jati hai tab inko pata chalta hai k wakai ye ek behtreen business hai aur phr ye loss ko kam karne lagte hain is tarhan yeprofit gain karna shuru hojate hain.
        • #1039 Collapse

          bahi ap ny jo reasons btai hen is mein mein agree karta hun is mein jab hum forex mein greed karty hen to ismein hum ko loss hita hy aur ager planning k sath bhi tarding na karen to bhi hum ko loss hi hota hy .
          • #1040 Collapse

            jo 3 points aap ne note krwae hyn wo 3 points hi main reason hyn loss ke. kyunke greed uncontrol on emotions aur lack of planning. ye jab tak ik trader main hnge tb tak ap kamyab nahi ho skte
            • #1041 Collapse

              yes loss of control on emotions be aik bohat bari waja ha loss kerny main khoe ky loss ke waja sy ap ko meotion ah jatei hai forex main aur ap ghussa ho ker aur be apna loss kerte hai pir
              • #1042 Collapse

                yes dear i think that the main reason for loss in Forex trading business is the rapacity so i think that you should not to be greedy in Forex trading business and i anticipate that Forex swoop is the best for all and we all should try to earn much an d many income from Forex trading so that we all can be succeeded in Forex trading business.
                • #1043 Collapse

                  salam main reasons ap k loss ka ye ho sakta he k ya to ap ne trading lalach ki base pe ki ho gi or koi jald bazi dikhai ho gi jis ki wajah se ap ko loss uthana para or ye bhi ho sakta he k ap apne emotion ko kabu me na rakh paye hon ge jabhi ap ko nakami hui or ye bhi ho sakta he k ap ne apni planning ko luck per chora ho ga jabhi ap ko loss uthana para so in sab cheezon ki trading me koi gunjaish nahi hoti or nakami k mun dekhna parh jata he................thanks
                  • #1044 Collapse

                    g main agree krta hoon k loss in wajuhat ki wajha say bhi hota hay is liay traders ko loss say bachnay k liay in factors say door hi rehna chahiay
                    • #1045 Collapse

                      forex me meri nazar me loss ki main reason humari greed hai agar hum apni greedy nature pay control kar lay to hum shayad kam ko samjh le gay aur yha pay achi tarha say kam ko kar lay gay.
                      • #1046 Collapse

                        mian reason to bht hoty hian in mai aik wjaha greed hota ha jo keh na krna ha is say avoid kr kay acha trading ki ja skti ha is ko sath mila kr acha trading na kr skain gy
                        • #1047 Collapse

                          main reasons bss forex main yehi hai k ap apna volum bhoot high lgate hain or phire ap ko markit main achanak loss ata hai or ap phire us ko dekhte hain k shahid ab kaam hoga lekin woh ap ka account wash ker deta hain
                          • #1048 Collapse

                            main reasons bss forex main yehi hai k ap apna volum bhoot high lgate hain or phire ap ko markit main achanak loss ata hai or ap phire us ko dekhte hain k shahid ab kaam hoga lekin woh ap ka account wash ker deta hain
                            • #1049 Collapse

                              mere dost apki baat sahi hay yehi baatain trade main loss ka sabab hoti hain is liay achhay trader bannay k liay Aap ko in baaton say avoid krna chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1050 Collapse

                                G han mere bhai aap ne theek kaha hai mai aap ki baat se agree karte hai forex mein loss ki waja lack of knowledge aur experience hai aur is mein emotions per control bhi bohat zarori hai phir hi hum is mein kamyab ho sakta hai aur is se achi earning kar sakte hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X