main reasons of loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    yra main reason loss ki mery khyal sy to high level of greed hai ku k jnab agr greed na ho ho to loss b na ho itna zyada wesy us k ilawa ye b ho skta hai k kch log overconfidence ki wja sy b loss kr jaty hain so dear in py control sy ap loss ko minimize kr skty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      yeesss !!!... bilkul aapki baaat bilkul dursut ha me apki baat bilkul sehmat hon froex me emotions ki tw zarorat nhai ha or greed ki bhi or planing ek main chez ha forex ha jispy apka sb kach depend karta ha aagr hamari planing achi ha tw hamey inshallah kamiyabi otherwise hamy loss hoga ha or palning galt hony se kaafi bhari loss bhi hoskta ha isliye palning hamry bht achi honi chahiye .
      • #993 Collapse

        meray khayal me sub say zaruri is job k liye complete knowledge hai aur well experience huna hai kiu k inhi cheezo ki bunyad per ap forex me ziada profit kama saktay hain aur nuqsan say bhi bach saktay hain
        • #994 Collapse

          Yes these are the reasons for the loss in forex trading.the man who cant control his emotion got loss in forex trading.the person who get greedy after getting profit he do over trading and in that he got loss.lack of planning also is a reason for loss in it.
          • #995 Collapse

            I think forex ma loss ki sub say bri wja GREED hai jis ki wja say trader sirf apnay profit ka sochta hai or sahe trha say concentrate bbhi nahe kr pata or cool mind bhi nahe rehta jis ki wja say us ko loss hota hai....
            • #996 Collapse

              Is mein ziada tar to yay main reason hai k ap agar lalaj k sath trading k zariye to apka loss hoga is mein aur doosra apna investment bank loan pr mat karein issay apko hi nuqsan hoga
              • #997 Collapse

                mere nazer ma jo main resons of loss hai wo ya hai k ham apne emotions per control nai kerta hai and lack of concentrartions and last is un ncessary work perform during the business
                 
                • #998 Collapse

                  g han bilkul yeah teeno cheezen he hamre loss ke wajah buntee hain humein kahayl rekhna chaye trading kerte waqt emotions ko control rekehn aur professinal oker trading kareneske sath ager hum trade opne kerne se pehle planing kar en to loss se kafi had tak bach sakte hain
                  • #999 Collapse

                    Bhai jan meray khayal se to forex trading business mein traders k loss karny ki sab se bari waja ye hai k jab wo trading k duran lalach kartay hain ya wo jald bazi se koi faisla karty hain to unhain loss ho jata hai.
                    • #1000 Collapse

                      Yes bhai jan app ny bilkul right kaha or 100% yehi reason han Forex trading business man loss honay ki because ham in cheezo ko avoid nai krty or ham in ko show krty han so phir yehi ham ko acha khasa profit ki bajaye loss detay han.
                       
                      • #1001 Collapse

                        forex mai jo agsar log loss karthy hai wo esky waja sy karthy hai
                        1 control emotion 0r grredy
                        2 without planning
                        3 less knowledge or experience
                        • #1002 Collapse

                          Of course yes mere dost Forex trading risky trading ha aur is mei profit aur loss k chances same hain lakin ap k points achy hain jo ap ny mentin kiyeh han in k ilawa lack of knowledge aur less experience b loss ki wajha banta ha,Forex trading is best work.
                          • #1003 Collapse

                            dost forex mein loss ki sab se bari wajah lalch because ham lalch ke wajah se ek ache trade ko bhe loss ki taraf le jate hain or agar ham trading me lalch karen ge to ye hamare liye buhat burra bhi saabit ho sakte hain.
                            • #1004 Collapse

                              yes you mentioned the right ones but is me aik ap ne chora hy jo ke hy lack of knowledge main reason of loss is lack of knowledge dear and is ke ilawa bhi bahut baten hen is me lekin ap ko ham appriciate karte hen you wrote right three reasons
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                Bhai jaan jaha tak mera khayaal hai loss un logo ko ziyada hota hai jo is kaam me ye zehan bana kar aate hain ke hum is kaam se aik hi din me ameer ho jaye ge isi waja se wo loss me ajaate hain.......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X