main reasons of loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    haaan g aap na sahe kaha kay hum is wajsa s humain loss hota hai kay hum hoog apnay emtions aur greed par control ni rakh patay aur lalach me aa kay loss karwa bethtay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      ji haan apne bilkul sahi kaha ha ye teeno things bht bara loss karwa sakhti hai lalach aik bht hi buri bala ha is se bachna chaiye hai aur forex ma lalach karna bht nuksaan day hota ha aur forex ma hame hamesha apne emotions pa control rakhna chaiye hai ku k agar hum emotional ho kar decisions lain gay tu yakeeenan galt hi honge aur tessra raeson planning sahi na hona ye bhi bht big prb ha hame hamesha achi planning k sath kaam karna chaiye hai aur aik baat loss hone ki waja ha knowledge ka kaam hona
      • #843 Collapse

        Well inside my ideas your fx community can be the place where you should be completely essay in component to in this article for anyone who is out of the feelings you'll be competent to fervent a large total and the money grubbiness can be the most important thing making you to lose.
        • #844 Collapse

          ye bt shi hai ke apne kaam pe concentrate nhi krne ki waja se hme loss hota hai is liye ye forex trading acha business hai or is me income bhi bht achi hoti hai
          • #845 Collapse

            Yes you are right . Pak forex trading mei loss hone ki yehi 3 main reasons hain . Aik tou yeh ke agar humein apney emotions pey control na rahey aur hamara mind distract huwa ho tou humein loss ho sakta hai. Dusra yeh ke laalach agar hamarey mind mei aa jaye tou hum bohat risk leney lagtey hain aur iss sey bhi humein loss ho saktaa hai. Teesri baat yeh ke hamari trading ki planning achi honi chahiye agar aisa na ho tou bhi bohat loss ho sakta hai.
            • #846 Collapse

              mai ye samjta hn k mai reasons of loss ye hai k ap ne samja na ho. lalach kari ho. selfish ho gae ho. jald bazi se kaam kiya ho or market follow na ki ho ye mai reasons hai forex mai loss hone k so plz in ko avoide kare.
              • #847 Collapse

                Asalam-o-alaikum brother...jee me apki baat se puri tarah se itefaq rakhta hun agar hum rules ko follow karen aur in chezon se avoid karen to humen bilkul bhe loose nhe hoga aur hamen chahye kay over trading se bhe avoid karen takay ap ban na houn.
                • #848 Collapse

                  forex trading ma loss ki ya hi reasons ha k ham ma greed pae jati ha or experience or skill ka kam hona ha...agr hamara experience is ma teez ho jae tu ham easily is ma profit hasil kar sakty ha......... khta hn jab yah three factor hum trading ma shamil kr lta hn emotions greed and lack of planning hum ko chya agr acha trader bnana ha to in pa kabo paya jay
                   
                  • #849 Collapse

                    forex trading ma loss ki ya hi reasons ha k ham ma greed pae jati ha or experience or skill ka kam hona ha...agr hamara experience is ma teez ho jae tu ham easily is ma profit hasil kar sakty ha.. yah three factor hum trading ma shamil kr lta hn emotions greed and lack of planning hum ko chya agr acha trader bnana ha to in pa kabo paya jay
                     
                    • #850 Collapse

                      is mein ziada tar log trading mein loss greed aur emotions ki wajah se krty hain jab k emotions ki waja se market nahi chalti hai market apni marze se chalti hai apky analysis hoty hain jo apko sab kuch btaty hain trading kasy krne hai aur greed se bhi bachna chahye ye bht buri chez hai ak achy trader k liye bhi aur newbie k liye buhi aur kamyabi mein rukawat ki waja ha .
                       
                      • #851 Collapse

                        ji han main reason to yehi sb hain loss k jb emotions pe control na kiya jai aur patience na rakha jai aur jald bazi ki jai aur trading se pehlay planing na ki jai aur over confident na hua jai aur less confidence bhi na hua jai aur sb se main chez loss ki greed ki jai in sb se apko bht loss hosakta hai......
                        • #852 Collapse

                          yah u r right both three thing is bad for trading becz agr hum apne emotion ko control na kren to hum jazbat me a kr galat faisle le sakte hai tu us se hum achaw loos kr sakte hai aur hume greed bhi nae krni chaye is se bhi hume buhut zyada loos ho sakta hai aur last thing lack of ability is ki wajah se bhi hum buhut sara loos kr jate hai agr hamari skills lack ho to
                          • #853 Collapse

                            g haaan apki batain billkul sahi hain yehi reasons forex trading mai losss ka sabab banti hain or isi liye traders ko iss lose se bachnay k liye in factors se door hi rehna chahiye.
                            • #854 Collapse

                              i think loss ki main reasons yeh hain emotions ko control na kerna , lalach kerna , bna sochay samjhay trade lagana or us ka volume set kerna , gold per trade lagana i think agar hum in batoon ko avoid karain to humain loss kam ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                i think k lack of knowledge aur excitment mai liye jane wale decisions aur experience ka na hona aur kisi tenshion mai liye jane wale faise hamri trade ko loss mai convert kar saktay hain aur hmain is pay controll karna chaiye agar ham profit earn karna chahta hain to

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X